QUOTE(kamil_surfaroosh @ Jul 18 2008, 10:39 AM) [snapback]2980471[/snapback]
@ Gambler
Bait Ullah Mehsood is Supreme commander of Tahreek e Taleban Pakistan, if he is not qualified from any maderssa how come he becomes Taleban leader??
The purpose of posting this post was show the reality about what is happening in pakistan.
Sab ko pata hay Afghan jehad mai kis na CIA kai saath kaam kia aur $ banaye.
Taleban ki karwayo ki wajah say mulk destabalise ho raha hai jo US kay favour may hay aur wo Pakistan per is cheez ko jawaz bana ker hamla kernay wala hay .
aur ager reporter ki report ghalat hoti to Bait Ullha ya jamat zaroor us ki terdeed kerti jo kai nahi aye.
Pata nahi pakistani kab apna demagh istemal karain gey .
Lolz
Allah k wali Comander bannay k leyh Madrsay ki sandh ki kia zarorat hai ??
Amrican cia or isi ki story khatam hoay zamanay beet gayy meray dost koe new propoganda ki zarorat hai abb app logon ko.
Na jamat ko tardeed ki zarorat hai na baitullah mehsoodh ko .
or Na He abb tak koe authentic source say pata chala hai k Baitullah mehsoodh jamat ka karkun tha na yeh baat kise k
leyh koe masla hai app khama khaee preshan ho rahay hain es khaber say ..
Mulk ko Ajj tak kisnay
destabalise rakha yeh baat log khoob jantay hain kamil bhai Sari siyasi
qiyadatoon nay rakha ..
Or Karachi ki dawedar qiyadat es time Lebnon k Hassan nasrullath ka Kirdar ada karnay k leyh taeyar bethi hai..
Mushrikeen-e-pakistan or Munafiqeen-e-pakistan k beyanaat $ ki chammak garajh k sath rozana arahay hain
duno tabqay ek horahay hain mulaqatyin or musafhay ho rahay hain Pakistan ka Shomali itedihaad tashkeel pa raha hai
kabhi bhi Karachi main Holi Start hojaygi hallaat aysay he hain Allah say duaa hai k aysa koe na karsakay sabko nuksan hoga.