likhnay walay ki mobile say purani dushmani lagti hay
shayd aakhri paragraph jaisay kisi waqiay kay ba'd aisa sochnay lagay hain writer sahab
bhai aqal k naakhun lo ... kia last para kabhi real maiN hosakta hai yaani cell phone liquid ghalazat maiN Doobnay k baad bhi voice send aur receive karay... zara apnay cell say yeh tajarbah kar kay dekhnaa
haaN yeh possible hai k writer mausoof mobile afford hi nah karsaktay houN yaa aik do lost karchukay houN aur ab mobile hi say alergic hokar yeh column likh baiThay houN.... TOM maiN to sab kuch chaltaa hai aur iss sinf maiN koi logic /resoning bhi nahi dekhi jati warnah saray tanzia o mazahia adab ko reality ki qainchee say edit karna paR jayega.

hahaha tauba ...aap nay to mazeed explain kar diya usay waisay aisa aik waqia aik larkay kay sath huwa tha ........un dinon mobile aur connections barray mehngay thay ....ab yeh na poochyay ga kay us nay apna phone kaisay hasil kiya tha dobara
haan ji mizah to mizah hay .....iss mein real life ki resemblance dhoondnay lagein to phir to enjoy kar liya hum nay

hum nahi poochtay ... aap khud hi bataa dengay naa