Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Amrica K Pakistan Pay Mumkina Hamlay
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
Gambler1
Gambler1
Karachiwala
Hamla tu hona hi hai. Agar external element involve na bhi ho tu mulk ke halaat is baat ki nishaandahi kar rahay hain ke yahan civil war ya khana jangi shuru honay hi wali hai. Jo asbaab beyan kiye gaye hain woh amal dramad ke liye naik aur soaleh qiadaat ka taqaza kartay hain aur ye Mush, PPP ya tolay ke bas ki baat nahi.

American pressure sirf is aag ko hawa day raha hai jo Mush ke zariye lagai gai hai. Ma'ashi na-insaafiyan yahan buhat hain but administration level par hukumat kahin nazar nahi aa rahi hai. Mera khayaal bhi yehi hai ke Pakistan ke halaat ab jang ke baad hi sudhar saktay hain. Keon ke ab cheezain zero say hi start hona chahiye, keon jahan tak hum aa chukay hain wahan say wapsi ki sorat sirf ek "clean up" hi ho sakta hai.

Wesay bhi quom nay roti ko vote diya hai, kapray ko vote diya aur makaan ko vote diya magar quom ne us ko nazar andaaz kar diya bul ke us ka naam lenay walo'n ko vote ke qabil bhi na samjha jo is poray jahan ka Malik aur Raheem hai.
tihami
ALLAH karay ji k hamaree qoum main itnaa jazba paida hu jay k woh baghair shamsheer-o-sanaan k larnay k qabil hu, warna zameeni haqayeq tu yahi haain k hamare army USA ka muqabla nahen kar saktee.. un k fighter planes jis level par parwaz krtay haain wahan na tu hamaray F16 poohanchtay haain na hi radar kaam aatay haain.......
Gambler1
QUOTE(tihami @ Jul 21 2008, 08:42 AM) [snapback]2984393[/snapback]

Humari fauj nay tu dawat di hai Us Ko or app osko larnay k qabil bannay ki duaa karrahay hain amrica say lolzz

Ya Allah qaum abhi tak behoshi ki halat main hai esko kaun jagay ga ???
Gambler1
QUOTE(tihami @ Jul 21 2008, 08:42 AM) [snapback]2984393[/snapback]
ALLAH karay ji k hamaree qoum main itnaa jazba paida hu jay k woh baghair shamsheer-o-sanaan k larnay k qabil hu, warna zameeni haqayeq tu yahi haain k hamare army USA ka muqabla nahen kar saktee.. un k fighter planes jis level par parwaz krtay haain wahan na tu hamaray F16 poohanchtay haain na hi radar kaam aatay haain.......

Humari fauj nay tu dawat di hai Us Ko or app osko larnay k qabil bannay ki duaa karrahay hain amrica say lolzz icon_peace.gif

Ya Allah qaum abhi tak behoshi ki halat main hai esko kaun jagay ga ???yeh kesay jagay gi?
tihami
QUOTE(Gambler1 @ Jul 21 2008, 12:58 PM) [snapback]2985067[/snapback]
Humari fauj nay tu dawat di hai Us Ko or app osko larnay k qabil bannay ki duaa karrahay hain amrica say lolzz icon_peace.gif

Ya Allah qaum abhi tak behoshi ki halat main hai esko kaun jagay ga ???yeh kesay jagay gi?

agar jang houti hay tu ap ka khyaal hay k jamiat walay jaa kar larain gey yah MQM walay, yah Moulana fazl-uru-rehman sahib larain gey apnay dandoon k sath........................

larna tu army nay hi hay
kamil_surfaroosh
in between Jamat orders its Jamat and Jamiat activists in karachi to prepare for jehad.

Ab yeh jehad kis kayb khilaaf ho ga :0) yeh to waqt bataye ga waisay kuch al shams albadr type ki batain ho rahi hain icon_peace.gif

Gambler1
QUOTE(tihami @ Jul 21 2008, 08:11 PM) [snapback]2985298[/snapback]
agar jang houti hay tu ap ka khyaal hay k jamiat walay jaa kar larain gey yah MQM walay, yah Moulana fazl-uru-rehman sahib larain gey apnay dandoon k sath........................

larna tu army nay hi hay

hahaha kahin lar he na lay yeh Fauj kise say

apnay 3of them mutnazay partyz k naam leyh jo amlan kise maedan main nahi siwayy siyasat k or media ki headlines pay .

Fauj nay mulk tornay k leyh Dawat di hai amricanz ko a ajao abb humaray mulk pay attack kardo humnay eski awam ko
mehangaee bayrozgari k masail main phasa dea hai jihad ka naam lewa koe nahi choora .Balochistan samet fata tak ka bera gharq kardea hai islam k naam lewaoon ko dehshat gardi say mansoob kardea hai k jo islam ka naam lay wo dehshat gard hai.

Fauj ka kusoor hai sara 100%

tihami
QUOTE(Gambler1 @ Jul 22 2008, 02:46 AM) [snapback]2986140[/snapback]
hahaha kahin lar he na lay yeh Fauj kise say

apnay 3of them mutnazay partyz k naam leyh jo amlan kise maedan main nahi siwayy siyasat k or media ki headlines pay .

Fauj nay mulk tornay k leyh Dawat di hai amricanz ko a ajao abb humaray mulk pay attack kardo humnay eski awam ko
mehangaee bayrozgari k masail main phasa dea hai jihad ka naam lewa koe nahi choora .Balochistan samet fata tak ka bera gharq kardea hai islam k naam lewaoon ko dehshat gardi say mansoob kardea hai k jo islam ka naam lay wo dehshat gard hai.

Fauj ka kusoor hai sara 100%

bhai aap yah bata dain k phr laray ga koon????
shahrafiq
Khuda hamray Pakistan ko apni hifz-o-aman main rekahy(ameen)
LEADER
QUOTE(tihami @ Jul 22 2008, 08:52 AM) [snapback]2986715[/snapback]
bhai aap yah bata dain k phr laray ga koon????

Qazi ne biyan to diya hai ke:

" ager Pakistan per attack hoa to poori duniya main American mafadat ko nishana banaya jai ga"

Laken ye wazeh nahi ke aisa karey ga koun ! khud Jamat waley Qazi ka sath dain ge ya Qazi ko (pahley ki trah) akela hi choR diya jai ga ??
tihami
QUOTE(LEADER @ Jul 22 2008, 12:53 PM) [snapback]2986890[/snapback]
Qazi ne biyan to diya hai ke:

" ager Pakistan per attack hoa to poori duniya main American mafadat ko nishana banaya jai ga"

Laken ye wazeh nahi ke aisa karey ga koun ! khud Jamat waley Qazi ka sath dain ge ya Qazi ko (pahley ki trah) akela hi choR diya jai ga ??

bhai ji yah agar USA nay khuda na khawasta PAK par attack kia tu aap k khyaal main yah kitnaay ''sal'' chalay ga ju qazi sahib poori dunya main mufadat ko nishana bananay ki teams tashkeel day sakain..
Gambler1
QUOTE(tihami @ Jul 22 2008, 01:52 PM) [snapback]2986715[/snapback]
bhai aap yah bata dain k phr laray ga koon????

Pakistan torhnay k leyh yeh tamam mansobay pakistan ki army k he hain musharaf or os k hawariuon nay he 11yr main yeh surat-e-haal paeda ki hai k dunya ko pakistan khanay ki Dawat di ja sakay k aoo or apnay apnay hissay banth loo ..

Laryngay musalman deen dar log yeh fauj na pehlay kabhi laree hai na aeinda kabhi laraygi yeh serf apno pay zulm kar sakti hai.

yehi Al-qaida yehi Talban yehi qabail yehi Khanqah or madaris k log larayngay jo humesha Pakistan ki nazriyati sarhdo say lay k
app k map ki sarhadoo ka tahafuz kartay ayy hain ..

tihami
QUOTE(Gambler1 @ Jul 22 2008, 05:04 PM) [snapback]2987015[/snapback]
Pakistan torhnay k leyh yeh tamam mansobay pakistan ki army k he hain musharaf or os k hawariuon nay he 11yr main yeh surat-e-haal paeda ki hai k dunya ko pakistan khanay ki Dawat di ja sakay k aoo or apnay apnay hissay banth loo ..

Laryngay musalman deen dar log yeh fauj na pehlay kabhi laree hai na aeinda kabhi laraygi yeh serf apno pay zulm kar sakti hai.

yehi Al-qaida yehi Talban yehi qabail yehi Khanqah or madaris k log larayngay jo humesha Pakistan ki nazriyati sarhdo say lay k
app k map ki sarhadoo ka tahafuz kartay ayy hain ..

aap k khyaal main yah talban n madrissay k loug us attack ko rook sakain gey ju radar ppar bhi nazar nahen aata......n jis height tak hamaray F16 bhi nahen pohanch saktay??
Gambler1
QUOTE(tihami @ Jul 22 2008, 11:56 PM) [snapback]2987644[/snapback]
aap k khyaal main yah talban n madrissay k loug us attack ko rook sakain gey ju radar ppar bhi nazar nahen aata......n jis height tak hamaray F16 bhi nahen pohanch saktay??

App jo Duaa mangtay Hain wo Farsh say Arsh tak kis settalite say Allah(swt) tak Pohanchti hai ??

Kia Apka Allah ki madad-o-nusrat say imaan outh gea hai ??
etni jangyin deakhnay k bad bhi app yeh baat karrahay hain buzdiloon wali k b52 tak app k f16 nahi pohanch saktay lolz..

aysi batein kar k awam main buzdili nahi paeda karayin ..

App ki yeh baat parh k bay ikhtiyaar Salam paesh karnay ka jee charaha hai un logoon ko jo pakistan amrica or nato k
fighter plans gunship helecopterz tanks bakter bandh or kaee hazaar ponds wazni bombs ka muqabla karrahay hain ..

jinab quran-o-hadith main sab kuch bata dea gea hai sahaba(rz) nay os pay amal kar k bhi dekha dea hai un k bad wali ummatoon nay bhi apnay amal say sabit kardea hai k quran ki tilawat nabi(saw) ki bataee hoee duayin or Allah(swt) k madad-o-nusrat k waday her door main karamad hain or mojoda door main humari ankhoon k samnay hain ..

Iraq main Al-qaida k comander abu massab al zarqawi shaheed(rh) ki shahdat shayad yad ho apko bbc k mutabiq jab
un k makaan pay B52 say 5000ponds wazni mesile maray gayy os k bad jab ambulance or amrican fauj wahaan pohanchi
tu kuch ghar ki aurtein bachay or log shaheed ho chukay thay or abu massab was mumbling jo k ambulance main dalnay walay iraqi nay bbc ko bataya k yeh jo mumbling karraha hai hai wo Kalma parhay jaraha hai os k
bad wo shaheed hogay foran or BBc Or CNN pay tabsara kia gea k hairat ki baat hai k 5000ponds wazni bomb girnay k bawajood
oska chera salamat raha or osnay mumbling ki ...

Sheakh Osama bin ladin nay osko loin of the century ka khitab dea (y)

khair baat yeh hai k hummay apko her waqat bawazu rehna chaeyh tilawat-e-quran pak 5times namaz bajamat or
moqay moqay ki tamam duaayin yad karni chaeyh ..

Jihad ki tranings ese leyh sunnat-e-nabwi(saw) hai k musalmano pay kabhi bhi aysa waqat a sakta hai humnay sunatyin chori
tu mar parh rahi hai or buzdili or munafiqoo ki boli bol rahay hain hum bhi ..

Allah pak say duaa hai k humari Fauj ko Hidayat naseeb farmayy or mujahideen say jihad main honay wali ghaltiuon ko maaf
farmay or unki rehnumaee farmayin un k bal bal ki hifazat farmayin or musalmano pay jo kuffar hamlay karrahay hain unko
or un k hawariuon ko itihadiuon ko naesto na boodh farmayin Pakistan ki hifazat farmayin ameen summa ameen!!
Karachiwala
Apni fauz ke maazi (esp. 1971 ke baad) aur haal dekh kar pori tarah lagta hai ke hamari fauj muqablay ki salahiyat kho chuki hai aur america ki tarah ab kiraye ke fauji par bharosa karti hai. Of course jin par bharosa karti hai un mein Taliban (madaris ke talib-e-ilm), IJT aur JI jesi tanzimein shamil hain jo fauj ki madad crisis mein karti hain apni Islam-fehmi ki bina par.
kamil_surfaroosh
QUOTE(Karachiwala @ Jul 23 2008, 09:18 AM) [snapback]2988276[/snapback]
Apni fauz ke maazi (esp. 1971 ke baad) aur haal dekh kar pori tarah lagta hai ke hamari fauj muqablay ki salahiyat kho chuki hai aur america ki tarah ab kiraye ke fauji par bharosa karti hai. Of course jin par bharosa karti hai un mein Taliban (madaris ke talib-e-ilm), IJT aur JI jesi tanzimein shamil hain jo fauj ki madad crisis mein karti hain apni Islam-fehmi ki bina par.

Haan IJT aur JI jaisi tanzemain Al Shams Al Badr bana ker Bungali muselmano ka qatal ker kay, un ki aurtoo ka **** ker kay Islam ko faida pohnchati hain . thumbsdown_anim.gif
Karachiwala
QUOTE(kamil_surfaroosh @ Jul 23 2008, 08:19 AM) [snapback]2988573[/snapback]

Haan IJT aur JI jaisi tanzemain Al Shams Al Badr bana ker Bungali muselmano ka qatal ker kay, un ki aurtoo ka **** ker kay Islam ko faida pohnchati hain . thumbsdown_anim.gif

@kamail_surfaroosh

Aap ki kam ilmi par mabni is reply say mujhay koi ta'ajjub nahi huwa. Khalid Saleem Mansoor ki book hai "Al-Badr" kay naam say, woh parhain so that aap ko haqaiq say aa-gahi milay. Keon ke Al-Badr aur As-Shams bangali musalmano par hi mushtamil thi'n. Aap ki islam dushmani apni jagah, but you can't neglect the historical facts.
*RAJA*
kiya khiyal hai aap loghoun ka keh china pak par hamla bardasht kar jayeh gha?
or saudi arab bhi iss bar ankhain band kar lay gha?
DR bhai koi himaat say fesla karnyeh wala ho tu yeh pak armu bohat koch kar sakti hai.........
eysa eysa simaan para howa hai oun kay pass jis ki bohtaoun ko khaber bhi nehi.........
Taliban nay american ko chanyeh chiba diyeh tu pak army bhi koch kam nehi..........
ayoub ki tara koi ALLAH SWT ka naam lay kar pukarnyeh wala ho na keh yehiya ki tara .........................tun tuna.............
or kiya koi mulk eysyeh mulk par hamlyeh ka soch sakta hai jis kay pass atom bomb ho?
(yad rheyh sari duniay ko ilam hai pak army 2 hisoun main bati hoi hai pro and anti amercan army)
jab soraat haal itni wazeh na ho tu............. koi bewaqoof hi hamlyeh ka soch sakta hai.........
hum jesyeh bhi hain par pak kay liyeh sub kar saktyeh hain...................
yeh sub ko pata hai.................
PAKISTAN PAR HAMLA(BARA) duniya bilkul bardasht nehi kar payeh ghi............

or aap sub dekhain ghaain yeh (pakistani) beqaida sub al qaida ban jain ghain.... poster_oops.gif
or phir nafa nuqsan ............................ka hisaab sahid aanyeh wali nasalin bhi na ligha sakain........
akhir main dua yehi hai ALLAH SWT duniya kay har kounyeh main musalmanoun ki hifazaat farmeyeh ameen........
*RAJA*
QUOTE(tihami @ Jul 23 2008, 05:56 PM) [snapback]2987644[/snapback]
aap k khyaal main yah talban n madrissay k loug us attack ko rook sakain gey ju radar ppar bhi nazar nahen aata......n jis height tak hamaray F16 bhi nahen pohanch saktay??

punjabi main kehndey nay

eh tey lagsi pata taan
jadhoun khotay tey bolsi kaan
icon_peace.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.