assalamoalekum dosto
saare maze mein ho na? me fit hoon ji
aaj hamari paali shi Global Moderator ki birthday hai
sab kaise
chalen sare achi si duain dein

Kay Aapki Salgira par
Khuda Paak!
woh sub kuch Ata karay
Jis ki Tammanna Apke Dil nay Ki,
Har who Khuahish jo teray labon par
Machalti ho
Poori Ho!
Aur apki yeh Roshan Ankhain Sada Chamkain
Aapki MAsoom muskurahat
Sada aapke labon ka Mehwar ho
Khushiyun say daman Hameesha Bhara rahay
Aur Khuda Paak!
Aapki Umer Daraz Karain
(Ameen)
Wishing U A Very
Happy Birthday
Laila Aapi
