QUOTE(NaJ @ Aug 3 2008, 11:20 PM) [snapback]3006745[/snapback]
come on Kashif.. u kaiy taste ko kya ho gya ha... kubhee mei pagal thi wrestling kiay lye pur ye insan i dnt knw naih accha lugga... no doubt music to accha ha .. CD buy kur lo
haha
main to pehlay sirf Bret Hart ki dekhta tha wrestling kabhi kabhi bachpan mein
yeh to ab chotay bhai kay sath mil kar dekh laita hoon to pata chal gaya hay sab ka ........UnderTaker baimaani nahin karta iss liyay acha lagta hay leikin hay wehshi ......aur us ka music to arsay say meray pass hay PC mein ...humein jo cheez pasand aa jayay hum hasil kar laitay hain