QUOTE(hawwa ki beti @ Aug 2 2008, 02:17 PM) [snapback]3005338[/snapback]
wah jee wah bohat
dil sey wish kiya hai
aap ney , dekh kar bohat khushi ho rahi hai
khuda aap ko bhi khush aur
apni hifz o amman main rakhey
& srry4Delay in reply
Aslam o alaikum.Mohatram ....

aap ko yeh dekh kar khushi huwee aur humein aap ko wish kar kay khushi huwee
Jazak-ALLAH aap ki dua kay liyay

aur no problem for delay .......khush raheiN