hasab ke ustaad parha rehy the aik sagird ne ustaad se kaha. angrezi wale ustaad angrezi main baat karte hain'urdu wale urdu main'farsi wale farsi main. magar ap hamare sath hasab main baat kune nahi karte. itne main khenti baj gai.ustaad bole.ab teen panch(3,5) mat karo or no do gyara ho jao.