Shahid Sarfrosh
Jul 31 2008, 04:10 PM
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Jul 31 2008, 04:07 PM) [snapback]3002544[/snapback]
aray way kia bat keh dali Dr. Sahib 
khush rehain 
Shukreya,
Dr
Ye Dr. kaun hey?
KnOwN_StRaNgEr
Jul 31 2008, 04:12 PM
QUOTE(Shahid Sarfrosh @ Jul 31 2008, 04:10 PM) [snapback]3002548[/snapback]
Shukreya,
Dr
Ye Dr. kaun hey?
hain nahi thay ab to chal basay (dunia se nahi hc se) 
apko dekh ker un ki yaad taza ho jati hai so aisa likh dia 
Allah un ko apne hifz-o-aman main rekhay
Shahid Sarfrosh
Jul 31 2008, 04:23 PM
Acha ! kaun thay woh !
Tarauf tu kerwain ,
Yakeenan koi talkh yaad ho gi un ki yahan (q k chal basay)
Brae-e-meharbani mujhay Dr keh k mukhatib na kerain (edit ker dain) , Q k pata nahin wo kaun thay n doosray members kya samjhain
Jaisay auron ne PM pe zikar kiya tha, ap ko bhi welcome kiya jayay ga
qadar_95
Jul 31 2008, 11:03 PM
QUOTE(Shahid Sarfrosh @ Jul 31 2008, 04:01 PM) [snapback]3002535[/snapback]
Boondain GiriN Tu Ankh Se Aansu Bhi Beh Gayay
Barish Ka Us Ki Yaad Se Rishta Zaroor Hey, ,, , ,!
wah kiya baat hai
bahot khub