QUOTE(faisal_rwp @ Aug 22 2008, 07:51 AM) [snapback]3026901[/snapback]
Zindagee Kay Hain Do Jahan
Ek Yeh Jahan, Ek Woh Jahan
En Donon Jahanon Kay Hay Darmiaan
Bas Fasilaa Ek Saans Kaa
Jo Chal Rahee To Yeh Jahan
Jo Ruk Gayee To Woh Jahan
Mashallah bht khubsurat likha hai... Rashk araha hai ap k inalfaaz aur sochnay k andaaz per..
bht khoob..
Khush rahaiN 