Tihami bhai aap ki duaon ki sakht zaroorat hai ham donon ko
ALLAH ne milwaya hai hamein
ab dua karain hamari shadi Muharram mein hojaye
aur doosrii dua yeh karain k ALLAH ham donon se razee hojaye
aur ham donon ko hamaisha saath rakhay even jannat mein bhi
AMEEN
ALLAH aap tamam logon ko khush rakhay. ameen
aur Qanit sahab ka bhi bohat zikar chalta hai hamarii baton mein
lekin woh hotay kahan hain
C ya all
LOVE and take care