QUOTE(good books @ Aug 31 2008, 09:11 AM) [snapback]3033885[/snapback]
bari buri baat hai waisay......ek masoom new member ki bisti kharab kr di
i was trying to attach the file but sab garbar ho gya. and i am still trying it..
but maqsad to pura ho gya na!tan zo mazah to ho hi gya 
Maaf kijiye Ga, Asal main yea Topic is section main mozoon nahi lag raha tha, Aur As new a User agr aap ka Topic delete ya move ho jata to aap ko accha na lagta, So isi liye yea batain ho rahi hain.
Koi Masla nahi Sab kay saathi aisa hi hota hay, Insha Allah sab theek ho jaye ga,