QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Sep 4 2008, 01:38 PM) [snapback]3038854[/snapback]
han na phir kashif bhai gatay phirtey
"BArson jawab-e-yaar ka dekha kia hum rasta phir aik din woh khat wapas mila aur dakye ne yeh kaha iss dak,khane main nahi saray zamnay main nahi, koi gali iss naam ki koi sanum iss naam ka"
tum nay ro scene bhi create kar liya

waisay main yeh gata
deewana main chala .......usay dhondnay
barray pyar say
us kay ghar ka pata ...........aay hawa tu bata