QUOTE(merrcy angle @ Sep 12 2008, 08:27 PM) [snapback]3048789[/snapback]

payar kaya hay
or hum payar main kayay khoty hain or kaya paty hain batao
is k bary main itna maloom ha k ye hur rishty main hona zaroori ha
or jis rishta main paya jata ha usy shehad (honey) bna daita ha
or agur is main kuch chla b jaye to acha lugta ha