QUOTE(tenha_saima @ Sep 14 2008, 11:56 PM) [snapback]3051500[/snapback]
Salaams ppl
wat do u find attractive on a person ... smile? eyes? hair? or ...????
for me its personality .. bole to behavior n manners ov carryin oneself
temme wat u think? sab say pehlay to apperance hi nazar aati hay means look kaisi hay banday ki
us ke ba'd bol chaal, guftugoo say us ka pata chalta hay ........(kiyunke jab tak banda bolay na us kay knowledge ya ignorance ka pata nahin chalta )
aur phir banday ka akhlaq , tahzeeb, rawaiya .....woh sab samnay aata hay....jaisay jaisay us say mulaqat hoti hay us ki personality ziada clearly show ho jati hay
waisay kisi aqal mand nay kaha hay ke banday ki asliyat dekhni ho to usay ghussay mein dekho kiyunke us waqt us ki nature ka sahi pata chalta hay .........leikin ghussay mein kai baar naram mizaj banda bhi aggressive ho jata hay ......khair ji banda to banda hay us mein khamyaan bhi hoon gi