Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Kasauti >> 38 << KABIR BEDI
HulChul.NET > Masti - Masti > Male Gossip > Kasouti
Pages: 1, 2
hawwa ki beti
Aik shakhsiat
.......................

Zinda-mard-Asian-Non political-Not games related
..............
Shakhsiat ko boojhney kay liay
aap mazeed 20 sawal kar saktey hain.

wait for ur 1st question go.gif

Kashif
nice starting HKB rose.gif

1- Pakistani ?

2- age 40 say ziada
hawwa ki beti
QUOTE(Kashif @ Sep 17 2008, 07:59 AM) [snapback]3054686[/snapback]
nice starting HKB rose.gif

1- Pakistani ?

2- age 40 say ziada



1- no
2-yes

Aslam rose.gif o rose.gif alaikum......... rose.gif . rose.gif
hamzaad
Bollywood say talluq hay kia?
hawwa ki beti
QUOTE(hamzaad @ Sep 17 2008, 07:12 PM) [snapback]3055325[/snapback]
Bollywood say talluq hay kia?

Salam & welcome Mohatram

and answer is
>> yes <<
**Gohar
thumbup.gif rose.gif

4..On screen Koi shakhsiyat ...???
hamzaad
QUOTE(**Gohar @ Sep 17 2008, 11:29 PM) [snapback]3055338[/snapback]
thumbup.gif rose.gif

4..On screen Koi shakhsiyat ...???

GUD QUESTION gud.gif
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Sep 17 2008, 07:29 PM) [snapback]3055338[/snapback]
thumbup.gif rose.gif

4..On screen Koi shakhsiyat ...???



think so.......yes
hamzaad
QUOTE(hawwa ki beti @ Sep 17 2008, 11:21 PM) [snapback]3055330[/snapback]
Salam & welcome Mohatram

and answer is
>> yes <<

1-think.gif ............. ab gohar bhai k question ka jawab aaye tou aagay kuch sochien
hamzaad
Singing k shobay say wabista hien kia?
**Gohar
5... Sho'ba e adakari sey taluq....??
hawwa ki beti
QUOTE(hamzaad @ Sep 17 2008, 07:37 PM) [snapback]3055351[/snapback]
1-think.gif ............. ab gohar bhai k question ka jawab aaye tou aagay kuch sochien


Jab tak Gohar Mohatram tashreef latey hain
aap bhi sawal kijiay
hawwa ki beti
Singing k shobay say wabista hien kia?........no
Sho'ba e adakari sey taluq....?? .................yes
**Gohar
6... SATTH'IYAA Chukey hain ......??? look.gif

I mean umr 60 sal ho chuki ...??
hamzaad
unka koi beta bhi is shobay say wabista hay kia?
hawwa ki beti
6... SATTH'IYAA Chukey hain ......??? look.gif

I mean umr 60 sal ho chuki ...?? .....yes 104.gif
hawwa ki beti
unka koi beta bhi is shobay say wabista hay kia? ....no
hamzaad
Muslim hien kia?
**Gohar
nana.gif

Aik SATTH'IYAYA huwa adaakar ..... !!!


7... Muslim .........???
hawwa ki beti
Muslim hien kia? ............no
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Sep 17 2008, 07:52 PM) [snapback]3055379[/snapback]
nana.gif

Aik SATTH'IYAYA huwa adaakar ..... !!!


7... Muslim .........???



Aik SATTH'IYAYA huwa adaakar .............na ja naa eusa_naughty.gif

ab bhi himmat wala hai
................................

Aulad main koi actor hmmm zara phir dekh loon
waisey i think >>>>>>>>>> no
**Gohar
QUOTE(hawwa ki beti @ Sep 17 2008, 11:56 PM) [snapback]3055389[/snapback]
Aik SATTH'IYAYA huwa adaakar .............na ja naa eusa_naughty.gif

8... R.K family ka koi BUDDHA ....??? krakrani.gif
hawwa ki beti
to Gohar .apney sawal ki wazahat kijiay plz
hamzaad
filmo may as a hero kaam kia hay ya villain?
**Gohar
To Hkb ... R.K = Raj kapoor shades.gif
hawwa ki beti
QUOTE(hamzaad @ Sep 17 2008, 08:02 PM) [snapback]3055402[/snapback]
filmo may as a hero kaam kia hay ya villain?



Main ney jawab haan ya na main dena hai sirf
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Sep 17 2008, 07:57 PM) [snapback]3055393[/snapback]
8... R.K family ka koi BUDDHA ....??? krakrani.gif


R K family sey nahi hain ....no
hamzaad
as a hero kaam kia hay?
**Gohar
Tou Phir agli nashist tak k liey barkhastgi ki ijazat ... !!!!

Phir milain gey agar khuda laya ... !!!
hawwa ki beti
as a hero kaam kia hay? ........nahi kiya [ agar kiya bhi ho to wajeh shohrat HERO nahi ]
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Sep 17 2008, 08:13 PM) [snapback]3055419[/snapback]
Tou Phir agli nashist tak k liey barkhastgi ki ijazat ... !!!!

Phir milain gey agar khuda laya ... !!!


Jahan bhi hon
Allah apni amman main rakhey
hamzaad
chaliye jee mien bhi ab ijazat chahta hun........kal socheingay ispar
Fi Amanillah wassalam
hawwa ki beti
QUOTE(hamzaad @ Sep 17 2008, 08:19 PM) [snapback]3055426[/snapback]
chaliye jee mien bhi ab ijazat chahta hun........kal socheingay ispar
Fi Amanillah wassalam

Allah hami o nasir
**Gohar
Socha jatey jatey itna poochh loon k

8... Naam main " DOCTOR" ata hay ...?? 1-health.gif
hawwa ki beti
QUOTE(**Gohar @ Sep 17 2008, 08:25 PM) [snapback]3055435[/snapback]
Socha jatey jatey itna poochh loon k

8... Naam main " DOCTOR" ata hay ...?? 1-health.gif

wah wah kia sawal kiya hai waahhh 0-headbang.gif

na Doctor aata hai na mareez nah.gif
Kashif
9.......naam mein "puri" aata hay ?
hawwa ki beti
9.......naam mein "puri" aata hay ? ....No
hamzaad
villain k tor par mashoor hua kia?
hawwa ki beti
QUOTE(hamzaad @ Sep 18 2008, 07:07 PM) [snapback]3056642[/snapback]
villain k tor par mashoor hua kia?


hmm

as villain bhi kaam kiya.laikin
Amresh puri wala hisaab nahi.
but he is famous person
Kashif
11........aaj kal bhi films mein kaam kar raha hay ?
baloongra
wajah ey shaurat "comedy " hay ??
silenteyes
hawwa ki beti ? 0-headbang.gif
hawwa ki beti
QUOTE(baloongra @ Sep 19 2008, 06:55 AM) [snapback]3057231[/snapback]
wajah ey shaurat "comedy " hay ??


No sir ....... 1-think.gif
hawwa ki beti
QUOTE(Kashif @ Sep 19 2008, 04:14 AM) [snapback]3057060[/snapback]
11........aaj kal bhi films mein kaam kar raha hay ?


koi khaas nahi ,kuchh arsey sey
un ki aik film under production hai
......................
lagta hai kuchh bata parhey ga

pakistan ki aik sikh family sey belong kartey hain

sirf india hi main nahi balkay
duniya 149 mulkon main naam kamaya hai.

i think enough for today go.gif
hawwa ki beti
QUOTE(silenteyes @ Sep 19 2008, 07:09 AM) [snapback]3057253[/snapback]
hawwa ki beti ? 0-headbang.gif

aap ney mujhey mazaq kiya hai
~perfect stranger~
Hollywood ki films mein bhi kaam kia hai ?
~perfect stranger~
I think aap ne Kabir Bedi ko poocha hai.
Kashif
QUOTE(hawwa ki beti @ Sep 20 2008, 12:34 AM) [snapback]3057811[/snapback]
koi khaas nahi ,kuchh arsey sey
un ki aik film under production hai
......................
lagta hai kuchh bata parhey ga

pakistan ki aik sikh family sey belong kartey hain

sirf india hi main nahi balkay
duniya 149 mulkon main naam kamaya hai.

i think enough for today go.gif

aray itnay hints ki kya zarorat thi poster_oops.gif
hum dimagh larra to rahay thay gig.gif

ab Hollywood walay Q ka ans aa jayay phir aagay chaltay hain go.gif
Kashif
waisay agar Kabir Bedi hay to un ki betyaan Mandera Bedi aur Pooja Bedi showbiz mein hain
hawwa ki beti
QUOTE(~perfect stranger~ @ Sep 20 2008, 12:46 AM) [snapback]3057890[/snapback]
Hollywood ki films mein bhi kaam kia hai ?


welcome P S &
answer is yes
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.