main ny aj apny tama hulchul friends se ye topic share kiya hay
k humain kabhi kisi ka mazak nai urana chaiya
shakal or surat tu khuda deta hay.
hum log aksar dosroun ka mazak uraty hain k iss ka rung dekho iss ki shakal dekho
hum tu kah dety hain akin oss ko kitna dukh hota hay ye tu wo janta hay
main app koik story sunata houn jo main nay parhi thi


ik dafa ik larki ki shadi hoi oss k han 1 saal k baad ik bachi payda hoi
oss k susral waloun ny oss ko kafi baatain ki
phir kuch saal k baad oss k han ik or bachi hoi os k husband n kaha k agar abb larki hoi tu main thumain ghar se nikal doun ga.
oss ki kismat oss k han phir ik larki payda hoi wo bohat kali thi
oss ki sas ny oss ko ghar se nilkal diya.

oss nay apnou bachoun ko ly kar wahan se chaly gai
oss ny logoun k ghar main kaam kar k apny bachoun ko pala.
phir kuch arsy k baad oss ka husband oss k pass a gaya.
wo ik compny main kaam krta tha.
jaisy jasiy larki bari hoi oss ki kismat chamakti gai.
oss ko tarki milti gai or wo ik din oss ka owner bun gaya.
ye sub ossyy oss larki k naseeb ka mil ra tha.
or wo phir jawan ho gai or oss ki shadi ho gai.
jis se oss ki shadi hoi wo bi kuch arsay main bohat ameer ho gaya. or
ik din wo apny susral waloun k sath khan kha rai thi,.
oss k mia ki sister nay pocha k app itni kali kioun ho t oss nay ny jawab diya.

jub ALLAH husan bant ra tha.
tub main naseeboun k bazar main thi.
muje shakl tu achi na mili lakin naseeb bohat achay mily.


agar app logoun ko lagta hay k aky hi ye baat such hay tu plz mery topic ka jawab zaror di jiya ga.
iss hum logoun ko chaiya ka kabhi kisi ka dil na dukhain.
sub ko ik jaisa samjain or inn se payar karin.