Aik Dufa aik sardar gee hospital main admit howay or un ko wahaan per nurse say piyaar ho gaya. Sardar gee ko samaj naheen ayee k kiss turhaan nurse ko bataya jayay dil ka haal. Akhir unhoon nay himaat kur k aik letter likha. letter main unhoon nay likha k app bohat acchee ho, patients ka bohat khayaal kurtee ho. Iss liyay main nay soocha hay k apnay dil ka haal tumhain bata doon. Meri iss baat per yaqeen kurna

....................................I LOVE YOU SISTER.......................................