khan sahab pehli bar jahaz main safar karne lagay
aur jahaz runway per chalne lagta hai to khan sahab ko ghussa ata hai.
khan sahab pilot ke paas ja ke usay 2 thappar marte hain.
Khan : ooo yara hum itna pesa kharch karke ticket lia
tum by road leke jati hai?