hey salamzz everyone how are you all .....
acha yaar yeh FG main sab se zada rash kion hota hai uski wajah bayaan ki jaye...
sab larke or larkion se iltimaas hai k iski wajah batayen...
kahin yeh woh chakar to ni jaise shadion main sab larka log larkion ki taraf ghuse hote hain k kisi bahane se AHOOO ;) app sab samajhdar hain yeh mera view tha hahaha
wot u think ?

