salam alll
jaisa keh ap sab ko pata hai keh EID ana hi wali hai kuch dino main. eid hum sab keh lia bohat hi khushi ka moqa hai .
or shaitan keh lia bhi khushi ka moqa hai . woh dobara ju apni duty per aa gaye ga
so ap apna eid experiences share kerain keh ap ka eid wala din kaisa guzerta hai.
waisa main na dekha hai aksar logon ka so ker hi guzerta ha
ap ki kya masrofiyat rehti hain
sawaiyan khana keh ilawa
kya ap abhi tak eidi laita hi hain keh kisi ko daini bhi per jati hai
kashif bhai tu confirm abhi tak eidi laita hi on ga
Eidi na daina wala hazrat zaror trick batain keh woh kaisa bachon ko terkhatay hain ya inkar kerta hain Eidi daina sa
yeh bohat important ha
one thing more keh ap HC main sa kis kis member sa EIDI laina chahta hain .
Name + Amount bhi likhain ap ko dilana ki pori koshish ki gaye gi
so shuru kerain g

aur kehte hein k ji kaun ho tusi?me towaap ko janti bhi nahin
