Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Eid Special
HulChul.NET > Masti - Masti > Female Gossip
Pages: 1, 2
qamarkhan984
salam alll

jaisa keh ap sab ko pata hai keh EID ana hi wali hai kuch dino main. eid hum sab keh lia bohat hi khushi ka moqa hai .
or shaitan keh lia bhi khushi ka moqa hai . woh dobara ju apni duty per aa gaye ga

so ap apna eid experiences share kerain keh ap ka eid wala din kaisa guzerta hai.
waisa main na dekha hai aksar logon ka so ker hi guzerta ha

ap ki kya masrofiyat rehti hain
sawaiyan khana keh ilawa

kya ap abhi tak eidi laita hi hain keh kisi ko daini bhi per jati hai
kashif bhai tu confirm abhi tak eidi laita hi on ga

Eidi na daina wala hazrat zaror trick batain keh woh kaisa bachon ko terkhatay hain ya inkar kerta hain Eidi daina sa
yeh bohat important ha

one thing more keh ap HC main sa kis kis member sa EIDI laina chahta hain .
Name + Amount bhi likhain ap ko dilana ki pori koshish ki gaye gi

so shuru kerain g

Colors of Life
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 25 2008, 08:12 PM) [snapback]3064592[/snapback]

hi! nice topic but me tow yeah topic pehle he post ker diya thora wording ghotala hai ji any how u r senior to menso lage raho munna bhai or me ka tow sonay aur khnay mein guzerta hai kuyn k pora sall me ka busy hota hai yeahi ek din for rest n for me hota hai yeah lijye yeah eid ki kheer app bhi chakho me k sath sari mat khaa jana baqi members bhi aate he hon gey , kush rahein . aur aise he meethi meerthi sharing karein

tension_4u
half day bore guzurta ha or half mazy main

musroofiyat (sooona or khana peena gig.gif )

han main abhi tuk laita hon choota jo hon daita nhi hon kisi ko

turkhany ka asaan hul paisy hi nhi hain nah.gif

jo dy dy HC py ly lain gy ---------- but kashif bhai ap sy or aunti sy zaroor lain gy gig.gif

qamarkhan984

so ap apna eid experiences share kerain keh ap ka eid wala din kaisa guzerta hai.
mera eid ka din doston ko milna ya sonay main hi guzer jata hai . actualy main eid ki namaz perh ker doston sa milta hon phir TV room main aram fermata hon boring eid programs dekhta rehta hon phir ankh lag jati hai tu sara din so ker hi guzer jata hai .
ap ki kya masrofiyat rehti hain
Sawaiyan mujha tu bohat pasand hain is lia yahan ziker bhi kia.i think Eid wala din tu loog sawaiyan showk sa khata hain . masrofiyar main eidi collect kerna. bachon sa moh chupana keh un ko eidi na daini para. doston sa milna muhala walon ko moh dikhana. or khush hona keh subha subha uthna nahi para kera ga
one thing more kite flying bhi kerta hn poster_oops.gif

kya ap abhi tak eidi laita hi hain keh kisi ko daini bhi per jati hai
last year tak tu laita tha ab nahi la paon ga bcuz meri 1st eid hai gher sa bahir . perdaisi ho gaya hon main thumbsdown_anim.gif
Eidi na daina wala hazrat zaror trick batain keh woh kaisa bachon ko terkhatay hain ya inkar kerta hain Eidi daina sa
main bachon ko kehta hon main kon sa kamata hon . ya phir koi bohat hi zid kera tu usa secretly thora sa maal da ker rawana ker daita hon keh kisi ko batana nahi
one thing more keh ap HC main sa kis kis member sa EIDI laina chahta hain .

jaisa keh main sab sa chota hon yahan hc per tu sab sa hi eidi laina mer haq hai
tu mera ko eidi in lohon sa laina manta hai

Vicky dar 100 Pound
badil 500RS
death angel 1000RS
Abdullah bhai 2000RS
huma kiran 100 DOLLAR
classic 100 hi da da bari bat hai
kashif bhai 50 hi da dain tu pata nahi kaisa dain ga
foevergreen 50 dollar
Kamli duain da dain
Sensative 10 P

qamarkhan984
QUOTE(Colors of Life @ Sep 25 2008, 08:28 PM) [snapback]3064602[/snapback]
hi! nice topic but me tow yeah topic pehle he post ker diya thora wording ghotala hai ji any how u r senior to menso lage raho munna bhai or me ka tow sonay aur khnay mein guzerta hai kuyn k pora sall me ka busy hota hai yeahi ek din for rest n for me hota hai yeah lijye yeah eid ki kheer app bhi chakho me k sath sari mat khaa jana baqi members bhi aate he hon gey , kush rahein . aur aise he meethi meerthi sharing karein

hmm

janab ap ka topic dekha main na but woh different hai

ap na eidi ki bat ki hai or mian na eid keh overall experience ki bat ki hai .

any ways main na ap ka topic pehla dekha hota tu shayad post na kerna

but koi gal nahi

tension nahi laini

yahan senior junior ka itna farak hum nahi kerta g ap bhi na kerna

ju bat kehni ho khul ker keh dia kero

bach to topic

pora saal busy hota hain tu her sunday ko eid ka naam da ker us din so gaya kerain sukon sa

ap na yeh nahi bataya eidii milti hai keh daita hain
qamarkhan984
QUOTE(tension_4u @ Sep 25 2008, 08:35 PM) [snapback]3064605[/snapback]
half day bore guzurta ha or half mazy main

musroofiyat (sooona or khana peena gig.gif )

han main abhi tuk laita hon choota jo hon daita nhi hon kisi ko

turkhany ka asaan hul paisy hi nhi hain nah.gif

jo dy dy HC py ly lain gy ---------- but kashif bhai ap sy or aunti sy zaroor lain gy gig.gif

sona or khana

hmm nice

ap eidi laita hain tu dain ga kab

main ap ko eid tab don ga jab ap pora roza rakahin ga

yeh aunty kon hain
Colors of Life
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 26 2008, 12:34 AM) [snapback]3064804[/snapback]
hmm

janab ap ka topic dekha main na but woh different hai

ap na eidi ki bat ki hai or mian na eid keh overall experience ki bat ki hai .

any ways main na ap ka topic pehla dekha hota tu shayad post na kerna

but koi gal nahi

tension nahi laini

yahan senior junior ka itna farak hum nahi kerta g ap bhi na kerna

ju bat kehni ho khul ker keh dia kero

bach to topic

pora saal busy hota hain tu her sunday ko eid ka naam da ker us din so gaya kerain sukon sa

ap na yeh nahi bataya eidii milti hai keh daita hain

OH HO aisi gal nai sub thread he activat ho rahi hein both seniors hon ya juniors but most important we r just like a family here !so app post karo dil khol ker kaun sa bill aa raha hai kissi ko , similar bhi topics ho sakte hein i dont think so something wrong in that, me tow just app ko sharat se tapa rahi thii , dont mind that , sunday bhi busy hai ji mera travelling mein he guzerta hai , so far from my home , any how gud post share more experiences here, zara eid k din thora aur kam ho jain koi na koi chutkula ho ga 1 tc cya
yeah rahi app ki eidi

qamarkhan984
QUOTE(Colors of Life @ Sep 26 2008, 12:47 AM) [snapback]3064817[/snapback]
OH HO aisi gal nai sub thread he activat ho rahi hein both seniors hon ya juniors but most important we r just like a family here !so app post karo dil khol ker kaun sa bill aa raha hai kissi ko , similar bhi topics ho sakte hein i dont think so something wrong in that, me tow just app ko sharat se tapa rahi thii , dont mind that , sunday bhi busy hai ji mera travelling mein he guzerta hai , so far from my home , any how gud post share more experiences here, zara eid k din thora aur kam ho jain koi na koi chutkula ho ga 1 tc cya
yeah rahi app ki eidi

ap mujha tapa rahi hain lol3.gif
kya ho gaya hai ap ko . yeh tapana wala kam mera hota hai
abhi new hain na is lia nahi pata laga ap ko

welcome here . khush rahain . jitni merzi posts kerain

ap ko posts kerna free hai yahan
bas ap ko free hai

free of charge

ap air hostes tu nahi hain ju itni traveling kerti hain

yeh car tu da di ap na sath main is keh dhaga bhi da daina tha ju is keh agay band ker chalata
Colors of Life
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 26 2008, 01:02 AM) [snapback]3064836[/snapback]
ap mujha tapa rahi hain lol3.gif
kya ho gaya hai ap ko . yeh tapana wala kam mera hota hai
abhi new hain na is lia nahi pata laga ap ko

welcome here . khush rahain . jitni merzi posts kerain

ap ko posts kerna free hai yahan
bas ap ko free hai

free of charge

ap air hostes tu nahi hain ju itni traveling kerti hain

yeh car tu da di ap na sath main is keh dhaga bhi da daina tha ju is keh agay band ker chalata

me air hostes nahin hawa hostes hoon poster_oops.gif nai innovation hoi hai jii ! app ko nai pat kia! 1-quest.gif lo ker lo baat ek tow inni expensive car dii fir bhi nai jee bhara app kaa aab dhaga bhi me se ! nononono.gif chalo chalo koi naa jii angry.gif udhar v nai milna !
1-think.gif

qamarkhan984
QUOTE(Colors of Life @ Sep 26 2008, 01:20 AM) [snapback]3064847[/snapback]
me air hostes nahin hawa hostes hoon poster_oops.gif nai innovation hoi hai jii ! app ko nai pat kia! 1-quest.gif lo ker lo baat ek tow inni expensive car dii fir bhi nai jee bhara app kaa aab dhaga bhi me se ! nononono.gif chalo chalo koi naa jii angry.gif udhar v nai milna !
1-think.gif

yani keh hawai hain

kon c aisi inovation ho gai hai ju humain nahi pata

lagta hai ap ka kitchen main hi ki ha yeh nai inovation

udhar kab mang raha hn apna hi paisa mang raha hn ju ap na lia tha mujh sa
Colors of Life
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 26 2008, 01:23 AM) [snapback]3064850[/snapback]
yani keh hawai hain

kon c aisi inovation ho gai hai ju humain nahi pata

lagta hai ap ka kitchen main hi ki ha yeh nai inovation

udhar kab mang raha hn apna hi paisa mang raha hn ju ap na lia tha mujh sa

\
hein kia kia ! jahan udhar wapsi kii baat ho tow huum pakistani aise chal perte hein aur kehte hein k ji kaun ho tusi?me towaap ko janti bhi nahin
lahory bacha
mera eid kaa din to chips kha kar guzarta hai pop.gif
~Kit Kat~
Eid wala din subah kai waqt to quite busy....phir afternoon takk thori boriat honay lagtee hai...saara din ghar main jo rehna parta hai

Eidi bhee mil jaatee hai...kuch dainee bhee partee hai 0-sosad.gif

waisay for those who live in NY n NJ.....this year ICNA is having Muslim Adventure Day at Six Flags on Eid Day.....it will be a big time fun
~Kit Kat~
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 25 2008, 10:38 AM) [snapback]3064610[/snapback]

kashif bhai 50 hi da dain tu pata nahi kaisa dain ga

[/color][/color]

wo pehlay hi mashkook hain threaten.gif ....kaay ko unhay daaka daalnay pai uksaain imslow.gif
~Kit Kat~
QUOTE(lahory bacha @ Sep 25 2008, 10:13 PM) [snapback]3065171[/snapback]
mera eid kaa din to chips kha kar guzarta hai pop.gif

banned.gif
classic
inne sare sawal bored2.gif
bad mai reply kerti hun krakrani.gif

btw meri red n blk theme churana band kero eusa_naughty.gif
qamarkhan984
QUOTE(Colors of Life @ Sep 26 2008, 01:33 AM) [snapback]3064859[/snapback]
\
hein kia kia ! jahan udhar wapsi kii baat ho tow huum pakistani aise chal perte hein aur kehte hein k ji kaun ho tusi?me towaap ko janti bhi nahin

but ap na mera udhar daina hai main na nahi

sedha sa daiti hain keh ..................
qamarkhan984
QUOTE(~Kit Kat~ @ Sep 26 2008, 08:14 AM) [snapback]3065174[/snapback]
Eid wala din subah kai waqt to quite busy....phir afternoon takk thori boriat honay lagtee hai...saara din ghar main jo rehna parta hai

Eidi bhee mil jaatee hai...kuch dainee bhee partee hai 0-sosad.gif

waisay for those who live in NY n NJ.....this year ICNA is having Muslim Adventure Day at Six Flags on Eid Day.....it will be a big time fun

eidi daina per itna ansu kion gir raha hain poster_oops.gif

tu ap aisa kerain na PTV laga ker eid enjoy kerna
qamarkhan984
QUOTE(lahory bacha @ Sep 26 2008, 08:13 AM) [snapback]3065171[/snapback]
mera eid kaa din to chips kha kar guzarta hai pop.gif

chips kha ker keh chips baich ker
qamarkhan984
QUOTE(~Kit Kat~ @ Sep 26 2008, 08:17 AM) [snapback]3065182[/snapback]
wo pehlay hi mashkook hain threaten.gif ....kaay ko unhay daaka daalnay pai uksaain imslow.gif

woh daka dalna wala lagta tu nahi hain

but jaisa keh ap na kaha mashkok hain

tu kuch bhi ho sakta ha
qamarkhan984
QUOTE(classic @ Sep 26 2008, 02:40 PM) [snapback]3065611[/snapback]
inne sare sawal bored2.gif
bad mai reply kerti hun krakrani.gif

btw meri red n blk theme churana band kero eusa_naughty.gif

sawalon keh jawab dain gi tu pata laga ga na keh ap ki eid kaisa guzerti hai

or hain ap ki theme gai khada main
Colors of Life
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 12:11 AM) [snapback]3066182[/snapback]
but ap na mera udhar daina hai main na nahi

sedha sa daiti hain keh ..................

oh hello! me ko terii/dhamkii , threaten.gif keray paise kera udhar ! oh baba kaun ho app chaa.gif

qamarkhan984
QUOTE(Colors of Life @ Sep 27 2008, 12:24 AM) [snapback]3066203[/snapback]
oh hello! me ko terii/dhamkii , threaten.gif keray paise kera udhar ! oh baba kaun ho app chaa.gif

main Don hon or paisa tu ap ko daina hi perain ga werna hum ko nikalwana ata hain

acha ho ga keh zinda reh ker hi da dain
Colors of Life
QUOTE(lahory bacha @ Sep 26 2008, 08:13 AM) [snapback]3065171[/snapback]
mera eid kaa din to chips kha kar guzarta hai pop.gif

oh haan me ko bhi naa yaad aaya 1-afsana.gif me bhi app ki photo khenchi thii apne mobile mein jub app pop.gif rahay thae yeah lain

Colors of Life
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 12:25 AM) [snapback]3066206[/snapback]
main Don hon or paisa tu ap ko daina hi perain ga werna hum ko nikalwana ata hain

acha ho ga keh zinda reh ker hi da dain

hein nai oye ! 0-22_yikes.gif Don jiss k peechae 14 mulkon k chohayker rahay hein aur jiss ka intzar 12 mulkon ki lerkian ker rahin hein k kab collegeaaye gaa but un ko pata he nahin k Don tow panchwii fail hai tow college kithon ???????????aur wo app kuuaaburr.gif

qamarkhan984
QUOTE(Colors of Life @ Sep 27 2008, 12:36 AM) [snapback]3066222[/snapback]
hein nai oye ! 0-22_yikes.gif Don jiss k peechae 14 mulkon k chohayker rahay hein aur jiss ka intzar 12 mulkon ki lerkian ker rahin hein k kab collegeaaye gaa but un ko pata he nahin k Don tow panchwii fail hai tow college kithon ???????????aur wo app kuuaaburr.gif

don na tu perha hi nahi aj tak ap ko ghalat fehmi hoi hai

yeh koi ap keh muhala ka don hai
Colors of Life
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 01:13 AM) [snapback]3066292[/snapback]
don na tu perha hi nahi aj tak ap ko ghalat fehmi hoi hai

yeh koi ap keh muhala ka don hai

me jahan rehti hon koi muhala type system nahin hai yahan!haan ek don ki film banai thii me ne wo app ho kia?

qamarkhan984
QUOTE(Colors of Life @ Sep 27 2008, 12:28 AM) [snapback]3066210[/snapback]
oh haan me ko bhi naa yaad aaya 1-afsana.gif me bhi app ki photo khenchi thii apne mobile mein jub app pop.gif rahay thae yeah lain

poster_oops.gif
qamarkhan984
QUOTE(Colors of Life @ Sep 27 2008, 01:22 AM) [snapback]3066308[/snapback]
me jahan rehti hon koi muhala type system nahin hai yahan!haan ek don ki film banai thii me ne wo app ho kia?

means ap jungle main rehti hain
aaminah
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 25 2008, 08:12 PM) [snapback]3064592[/snapback]
salam alll
wasalam.gif
jaisa keh ap sab ko pata hai keh EID ana hi wali hai kuch dino main. eid hum sab keh lia bohat hi khushi ka moqa hai .
or shaitan keh lia bhi khushi ka moqa hai . woh dobara ju apni duty per aa gaye ga
at least sab kliye to nahi,,jin becharon ko eidi deni perti hay un k liye gig.gif
so ap apna eid experiences share kerain keh ap ka eid wala din kaisa guzerta hai.
waisa main na dekha hai aksar logon ka so ker hi guzerta ha
umm can say...kafi bore hoti hoon eid k din...koi khaas masroofiat bhi nahi..just like an ordinary day...xcept k agr guests a jayian to kutch waqt acha guzar jata hay
ap ki kya masrofiyat rehti hain
sawaiyan khana keh ilawa
yeh to mujhay 50/50 achi lagti hein..koi khass nahi...dunt like sweet much
kya ap abhi tak eidi laita hi hain keh kisi ko daini bhi per jati hai
kashif bhai tu confirm abhi tak eidi laita hi on ga
sirf laiti hoon..gig.gif
Eidi na daina wala hazrat zaror trick batain keh woh kaisa bachon ko terkhatay hain ya inkar kerta hain Eidi daina sa
yeh bohat important ha
so u r kanjoss?? at least bachoon ko to dey deni chahyea... thumbsdown_anim.gif

one thing more keh ap HC main sa kis kis member sa EIDI laina chahta hain .
Name + Amount bhi likhain ap ko dilana ki pori koshish ki gaye gi

so shuru kerain g
kyun u k pas members k accounts ki details hein,, lol1.gif

lahory bacha
QUOTE(~Kit Kat~ @ Sep 26 2008, 08:20 AM) [snapback]3065187[/snapback]
banned.gif

ban mujh per hai yaa meray chips per pop.gif
lahory bacha
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 12:13 AM) [snapback]3066188[/snapback]
chips kha ker keh chips baich ker

bas phir bacho kaa pait bhi to paalna hai naa pop.gif
lahory bacha
QUOTE(Colors of Life @ Sep 27 2008, 12:28 AM) [snapback]3066210[/snapback]
oh haan me ko bhi naa yaad aaya 1-afsana.gif me bhi app ki photo khenchi thii apne mobile mein jub app pop.gif rahay thae yeah lain

wah ji wah camera mein banda original say zyada pyara lagta hai waisay pop.gif
qamarkhan984
QUOTE(lahory bacha @ Sep 27 2008, 01:51 AM) [snapback]3066363[/snapback]
wah ji wah camera mein banda original say zyada pyara lagta hai waisay pop.gif

haha nahi yar yeh camera ki safai lagti hai mujha
qamarkhan984
QUOTE(lahory bacha @ Sep 27 2008, 01:50 AM) [snapback]3066361[/snapback]
bas phir bacho kaa pait bhi to paalna hai naa pop.gif

kon c bachon ga
qamarkhan984
QUOTE
Aminah
wasalam.gif
at least sab kliye to nahi,,jin becharon ko eidi deni perti hay un k liye gig.gif
umm can say...kafi bore hoti hoon eid k din...koi khaas masroofiat bhi nahi..just like an ordinary day...xcept k agr guests a jayian to kutch waqt acha guzar jata hay
yeh to mujhay 50/50 achi lagti hein..koi khass nahi...dunt like sweet much
sirf laiti hoon..gig.gif
so u r kanjoss?? at least bachoon ko to dey deni chahyea... thumbsdown_anim.gif

kyun u k pas members k accounts ki details hein,,

chalain ap tu filhal eidi laina walon main sa hain tu ap ko kya tension hai
guest a ajain tu ap ka waqt is lia acha guzerta ho ga keh woh kuch eidi da daita hain icon_peace.gif
ap tu kehti hon gi keh mujha sawaiyan na do us ki jagah bhi eiid da do
nazer ata hai g . keh ap thik thak kanjos hain bas eidi laiti hi hon gi
tu ap kon sa kisi ko eidi daiti hain ap jaisa hi hon ab ap ju merzi keh lain isa
A/C KI DETAIL HAI BUS PIN NUMBER NAHI DA RAHA SAB . waisa ap na laini ki ssa hai eidi
lahory bacha
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 04:39 AM) [snapback]3066640[/snapback]
haha nahi yar yeh camera ki safai lagti hai mujha

camera safaye bhi karta hai pop.gif
lahory bacha
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 04:40 AM) [snapback]3066642[/snapback]
kon c bachon ga

muhallay k bacho kaa pop.gif
qamarkhan984
QUOTE(lahory bacha @ Sep 27 2008, 04:56 AM) [snapback]3066680[/snapback]
camera safaye bhi karta hai pop.gif

jis ki pic la raha hon or woh nahaya na ho us ko nehla bhi daita hai
lahory bacha
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 05:01 AM) [snapback]3066686[/snapback]
jis ki pic la raha hon or woh nahaya na ho us ko nehla bhi daita hai

wah ji wah badi tarraqi kar li hai science nay to pop.gif
qamarkhan984
QUOTE(lahory bacha @ Sep 27 2008, 05:09 AM) [snapback]3066701[/snapback]
wah ji wah badi tarraqi kar li hai science nay to pop.gif

ap bhi ker lain ab taraqi
lahory bacha
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 05:14 AM) [snapback]3066706[/snapback]
ap bhi ker lain ab taraqi

woh kaisay zara wazahat karein pop.gif
qamarkhan984
QUOTE(lahory bacha @ Sep 27 2008, 05:28 AM) [snapback]3066719[/snapback]
woh kaisay zara wazahat karein pop.gif

kis bat ki wazahat g
lahory bacha
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 05:29 AM) [snapback]3066721[/snapback]
kis bat ki wazahat g

yahi k tarraqi kaisay ho gi pop.gif
Sidekick
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 25 2008, 07:38 AM) [snapback]3064610[/snapback]

jaisa keh main sab sa chota hon yahan hc per tu sab sa hi eidi laina mer haq hai
tu mera ko eidi in lohon sa laina manta hai

Vicky dar 100 Pound
badil 500RS
death angel 1000RS
Abdullah bhai 2000RS
huma kiran 100 DOLLAR
classic 100 hi da da bari bat hai
kashif bhai 50 hi da dain tu pata nahi kaisa dain ga
foevergreen 50 dollar
Kamli duain da dain
Sensative 10 P

[/color][/size]

tum eidi lay rahay ho ya bhutta................ ye tariqa hai eidi magnay ka ? thapar.gif .....................

tum nay to meray school ka naam hi dabo diya qamarkhan................. pit.gif
qamarkhan984
QUOTE(Sidekick @ Sep 27 2008, 05:45 AM) [snapback]3066726[/snapback]
tum eidi lay rahay ho ya bhutta................ ye tariqa hai eidi magnay ka ? thapar.gif .....................

tum nay to meray school ka naam hi dabo diya qamarkhan................. pit.gif

tu ap ka school ka naam pehla kon sa bara asmaon per cherha howa tha

dob gaya howa tha titanic keh sath woh bhi

by the way ap sa bhi eidi laini thi

ap bhi nikalain 10 cent jaldi sa
qamarkhan984
QUOTE(lahory bacha @ Sep 27 2008, 05:40 AM) [snapback]3066725[/snapback]
yahi k tarraqi kaisay ho gi pop.gif

waisa hi ho gi jaisa hi dhamaka khatam hon ga
lahory bacha
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 06:04 AM) [snapback]3066737[/snapback]
waisa hi ho gi jaisa hi dhamaka khatam hon ga

ab yeh dhamakay kaisay khatam kiye jaayen pop.gif
qamarkhan984
QUOTE(lahory bacha @ Sep 27 2008, 06:37 AM) [snapback]3066810[/snapback]
ab yeh dhamakay kaisay khatam kiye jaayen pop.gif

jaisa hi sara dhamaka material khatam ho g
lahory bacha
QUOTE(qamarkhan984 @ Sep 27 2008, 06:38 AM) [snapback]3066813[/snapback]
jaisa hi sara dhamaka material khatam ho g

lekin usay to abhi boht time lagay gaa pop.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.