Salamz Allah walayo,
Yaaro Dosto main dekh rha hoon k eid ki aamad aamad hai or ladkion nay apnay useless kaam shuru kar diye hain

yaani chooriyan mehndi waghaira waghaira k designs ka dhair laga diya hai HC per

to main nay bhi socha k eid k purmusarat moqa per thodi kamaye kar li jaaye

to janab chaand raat ko to taqreeban sab hi shave karwatay hain

to janab main nay apna dressing house open kiya hai yaani jo shave aap baahir say 50 mein karwatay hain mujh say sirf 30 Rs mein kawayen or aap ki tassali k liye main kuch Facial Stylez bhi day rha hoon jis nay jo style karwana hai pehlay booking karwa lay
Note:500 or 1000 k note walay hazraat pehlay batayen