Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Ye Hai Eid.........
HulChul.NET > Masti - Masti > Baat-Cheet
ravaila
assalamoalikum

yaqenun sb log eid ki tyari kr chukay hon gey..........eid mana na sunnat hai or isay bharpoor tareeqay sa manana b chahiye ....lakin kya hum me se kisi ne un logo kay baray main socha jo kisi waja se eid ki khushi nahi mana saktay..............
jo majboor hain baybus hain aur ankhon or dil main hasrat aur ummeed k jazbaat lye kisi esi eid k muntazir hain jo un k labon pe b muskaan la sakay

u know frnds ....main soch rahi thi k hum kitnay baybus ho chukay hai......as a nation bat kr rhi hon........

hamaray shehar main hamaray apnay hamaray apnon k hathon mar rahay hain........kya hum main se koi in k liye kuch kr sakta hai....

nahi na!!!!!

main aj khud ko jitna majboor feel kr rhi hon shyed kabhi nahi kiya

main kal sara din un logon k baray main sochti rahi hon jin k relatives hotel k bom blast main maray gaye.................najanay un ki eid kesay guzray gi.........kya kya armaan hon gey na .....kitni tyaari ki hon ge unhon ne

kaash main un k liye kuch kr sakti main tu unko hoosla b nahi day sakti ....
sirf dua kr sakti hon unki maghfirat ki........apnay liye aman ki aur is mulk ki salamti ki
hum ko un logo ko eid ki khusian dana chia jo mehroom han in khusion se
ya ALLAH is EID per aman rahay

salamati rahay

bus ye eid eid hi rahay

baap k intezaar krnaywali kisi beti ki khushi anso main na badlay........

kisi ki aas na tootay
kisi ki ummeed na khatam ho jaye

bus ye sarzameeeen ama ka gehwara bun jaye

hr anso khushi ka anso ho

shukar ka ansoo ho

hr lab per muskaan rahay

aur ye pakistan hamehsan shadmaan rahay
ya ALLAH ab kisi beta ya beti ka ankho se na nickla ansso
ya ALLAH sirf tu he ha jo puuuch sakta ha sirf in ka ansoo
ya ALLAH hum sab ko day tofiq sabak sekhna ka
ya ALLAH hum sab ko himat day in ki madad karna ka
Bore Na Kar
Hum sub k jazbaat bhi kuch aap jesay hi hain
Colors of Life
QUOTE(ravaila @ Sep 29 2008, 09:11 PM) [snapback]3069348[/snapback]

Salam! boht aachi post hai app ki " kuyn keh ehsass ki her khushbu se labraiz hai , May Allah Pak bless u in all (ameen)

haNs haNs ke jee rahaa hooN Gham.e.zindigee ke saath

:tu Hausala to dekh meraa, be.basee ke saath:

jeenaa Khushee ke saath, na marnaa Khushee ke saath

kyaa Khoob zeHmateN haiN yeh dil kee lagee ke saath!

Gham se nijaat paaye to paaye voh kiss taraH

yeh Gham lagaa hu'aa hai her ik aadamee ke saath

zonia ahmed
HAR INSAN APKI TERHA SOCHNAY LAGAY TO DUNYA HI JANNAT BAN JAYEE BUT AISA SIRF SOCH HI SAKTAY HAIN
ALLAH HI HAMARE HALOO PAR RAHAM KARNAY WALAL HAI
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.