ab woh 11 months keh lia azad hain

or mera pyara bhaion ko Eid ki khushyan mubarak hon

apni khushion main hum perdaision ko bhi yad rakhna
anyways bhaio yeh shaitan tu azad ho gain . ab 11 months in sa kaisa apna bachao kia gaye
koi tarqeeb do yarooooooooooooooooooooooooooo
nahi tu bari mushkil ho gaye gi
take this post as a fun