Ayee khuda zaat ka apni mujhe irfaa hojayeee,
Meri har saaans teray tabai farmaa hojaii
Chund shamain to faroozaa hai meray seenay mai,
Roshni dai mujhe atni k charagaaa hojai
Sirf do zaviyoo sai khud ko hamesha dekhoooo,
Zindagi ayeenai Sunnat o Quran hojayee
Atni toufeeq ata kar tujhe razi kerlooo,
Rooh meri bhi teray qurb k shayaaa hojayee
Iss sai pahlay k teray samnay laya jayooo,
Pak har aik khata sai mera damaa hojayee
Meray aghazz sai ta hashar k har lamhai par,
Sayyaaii rahmatai sultanae Rasoolaa ho jayeee
Meray maa baap ki qabrain rahain roshan roshan ,
Fazal tera meray bachoo par bhi irzaaa hojai
Tunay har raah muzaafar pai kushada rakhi,
Akhri raah bhi iss k liyee asaaan hojai
(AMEEN)