QUOTE (Kashif @ Oct 15 2008, 01:09 PM)

nahin nahin
abhi 2 mahinay pehlay to nayee li hay bike
dagha-baz haseena ..........

hay i m mohsina
not dagabaz hasina
oho! to nai nawali hai.
khub hi naz nakhray uthatay hoongay aap uskay
badi mohabbat say usay porch mein chortay hongay
badi mehnat aur lagawat say usmein petrole bharwatay hongay
hai na kashif bhai.