Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Do You Believe In Ghost And Spirit ?
HulChul.NET > Masti - Masti > Female Gossip
Pages: 1, 2
Sidekick
QUOTE (Perplexed Soul @ Oct 13 2008, 02:01 PM) *
mere aik cousin hain unki 2 betiyan hain choti choti

unke ghar main pehle lagta tha jese ke kuch hai
per kisi ne itna ghaur nahin kia ghar ki chatt pe se
kisi ke daurne ki awaz aati thi aur raat main jese koi
dance kar raha hai yahan tak ke payal ghumgru ki awaz
aati thi, kai bar bhai ne chatt pe ja ke dekha per koi nahin,

khair bhabhi aik din apne room main gai to unki bari beti
6 7 sal ki thi apne khilonay hawa main kisi ko de rahi thi

aur keh rahi thi ab nahin larna warna mummy se batadongi

bhabhi ne usko wahan se uthaya aur leke bahar chali gain
khair bari mushkil se wahan kuch months guzare phir un
logon ne aur woh bachi kafi time kuch bachon ke saath
khelti rehti thi jo ke kisi ko nazar hi nahin aatay thay


waqi kehtay hai kay animals aur buchoo ko jin nazar a saktay hai...........
lahory bacha
main to roz mirror mein ik handsome jinn dekhta hoon pop.gif
Sensitive
Nice topic n yes mere samne aisa kuch hua hei kuch saal pehle so i do beleive
Sidekick
QUOTE (lahory bacha @ Oct 14 2008, 03:44 AM) *
main to roz mirror mein ik handsome jinn dekhta hoon pop.gif



kab say hai ap kay sath ye musla ................... E21.gif


koi ilaj kerwaya kay nahi.......... 1-quest.gif

Sidekick
QUOTE (Sensitive @ Oct 14 2008, 04:57 PM) *
Nice topic n yes mere samne aisa kuch hua hei kuch saal pehle so i do beleive



sirf hint say kaam nahi chalay ga ............... share karo yaar , what happened ,and how did you get it over with ?
humakiran
QUOTE (Sidekick @ Oct 13 2008, 09:00 PM) *
ap to kissi say bhi kum nahi , ap ki to baat hi kuch aur hai................. jin to ap kay agay chanay baichtay hai............lol


kaafi achi tareef ker lete ho eyesss.gif
lahory bacha
QUOTE (Sidekick @ Oct 15 2008, 06:21 AM) *
kab say hai ap kay sath ye musla ................... E21.gif


koi ilaj kerwaya kay nahi.......... 1-quest.gif

nahi aap nay abhi apnay dawa khaanay kaa pata hi nhi bataya krakrani.gif pop.gif
Sensitive
QUOTE (Sidekick @ Oct 15 2008, 06:26 AM) *
sirf hint say kaam nahi chalay ga ............... share karo yaar , what happened ,and how did you get it over with ?

Mere saat nahii Aunty k saat hua
Sidekick
QUOTE (humakiran @ Oct 14 2008, 07:53 PM) *
kaafi achi tareef ker lete ho eyesss.gif



bus ji kabhi garoor nahi kiya.............. % )

baray inkisaar hain hum kabhi ghar aoe to lag pata jaye ga............lol
Sidekick
QUOTE (lahory bacha @ Oct 15 2008, 04:37 AM) *
nahi aap nay abhi apnay dawa khaanay kaa pata hi nhi bataya krakrani.gif pop.gif


kisi baray gang say ho shaid jo humaray dawa khaanay ka pata pooch rahey ho............

tum appna address batoe hum dawa aur dua wahi per puncha day gey............lol
Sidekick
QUOTE (Sensitive @ Oct 15 2008, 11:30 AM) *
Mere saat nahii Aunty k saat hua



in aunty ko rigistered kerwa do na HC per ........................ kuch sunnay ko to millay.
Sensitive
QUOTE (Sidekick @ Oct 16 2008, 01:26 AM) *
in aunty ko rigistered kerwa do na HC per ........................ kuch sunnay ko to millay.

haha acha jee kahni suni hei but 0-sleeping.gif haha
chal batati hn bas sabar karo liillll bit :P
Sidekick
1-think.gif
Sensitive
ina soucha nahi bataongi bas wait 0-sleeping.gif
humakiran
QUOTE (Sidekick @ Oct 15 2008, 03:20 PM) *
bus ji kabhi garoor nahi kiya.............. % )

baray inkisaar hain hum kabhi ghar aoe to lag pata jaye ga............lol


rehte kehaan ho eyesss.gif










aur inkisaar bole to? 1-think.gif
classic
QUOTE (Sidekick @ Oct 12 2008, 11:18 PM) *
AsalamAlaikum

Kiya aap jin aur bhoot per yakeen rakhtay hai ? Kiya ap kay sath ya app kay kisi jannay walay kay sath koi aysa waqiya howa kabhi ?
Wasay to jin per yaqeen rakhna to lazmi hai kiyu kay is ka Quran mai bhi zikr hai..............pher bhi ye sawal is liya pucha kay ap ka yaqeen kis had tak hai ............ ya yu kahay kay ye kis tarah pata chaly kay jinn kis tarah nazar a saktay hai ? , aur un kay kiya asraat ho saktay hai kisi shaks ya waqaye per ?.............. aur un say kis tarah nijjat mil sakti hai ?

walaikum salam............. nice topic
mujhe yaqin hai jin per kiu k QURAN main jin aur uns dono ko mukhatib ho k fermaya gaya hai.
waise jinon k ilawa bhi bohot sari makhloqat hain ALLAh NE hamen darane k liye bari variety rakhi hai paseena.gif
Sidekick
QUOTE (humakiran @ Oct 15 2008, 09:22 PM) *
rehte kehaan ho eyesss.gif










aur inkisaar bole to? 1-think.gif


bus apkay aspass hi rehtay hain'

aur inkisaar bole to.............. humble but not kumble.......... you know kumble people who stick around all the time.
Sidekick
QUOTE (classic @ Oct 16 2008, 05:13 AM) *
walaikum salam............. nice topic
mujhe yaqin hai jin per kiu k QURAN main jin aur uns dono ko mukhatib ho k fermaya gaya hai.
waise jinon k ilawa bhi bohot sari makhloqat hain ALLAh NE hamen darane k liye bari variety rakhi hai paseena.gif



Ghuma phira kay tim baat MALE SECTION tak kiyu lay jati ho classic..


mujhay pata hai wo sayr teady bears hotay hi scary hai........... duck.gif
VrSoLdIeRs
QUOTE (Sidekick @ Oct 14 2008, 05:07 AM) *
yeha per ye waqiya sirf ap logo kay sath huwa ya aur bhi logo kay sath jo ap say phelay yehan rehtay thay ?


well actually mera wahan ana jana zayda nahi hai... magar aisa kuch sunanay main nahi aya 1-embaressed_smile.gif

to tree jis nay kata wo khariat say hai kia........... Allah bless him ............ I just meant to ask kay agar ap jin ko tang kary kisi bhi tarah to wo badla laytay hain ye main nai kahi suna hai.


haan ji woh log to saray fit hain... shayad ppehlay kuch karwaya ho us tree par like koi ayat wagayra parh kar phooonki ho mujhay idea nahi... 1-afsana.gif
VrSoLdIeRs
QUOTE (Perplexed Soul @ Oct 13 2008, 03:01 AM) *
koi billi willi ghuss aai hogi :p

teray wahan ki billiyan hoon gi body builder humari wali nahi hain bhai :D
VrSoLdIeRs
QUOTE (Perplexed Soul @ Oct 13 2008, 03:06 AM) *
had ho gai yaar

darakht se kuch kaam hi le lena tha
aik takhti likh ke laga dete darakh pe

ke fi chuttiya 10 rupay
larkian ki ammion ki jaan chhoot jati chuttiya bandhne se
wahin bhej dia kartin D.gif

hahahahhahaha... nomi shayad free main shave bhi banatay hoon woh... tu aa ja :p
Sidekick
QUOTE (Sensitive @ Oct 15 2008, 02:50 PM) *
ina soucha nahi bataongi bas wait 0-sleeping.gif



theeeeeeeeeeeeeeeeeek haaaaaaaaaaaaaaaaai
Sidekick
QUOTE (VrSoLdIeRs @ Oct 16 2008, 11:40 AM) *
well actually mera wahan ana jana zayda nahi hai... magar aisa kuch sunanay main nahi aya 1-embaressed_smile.gif

to tree jis nay kata wo khariat say hai kia........... Allah bless him ............ I just meant to ask kay agar ap jin ko tang kary kisi bhi tarah to wo badla laytay hain ye main nai kahi suna hai.


haan ji woh log to saray fit hain... shayad ppehlay kuch karwaya ho us tree par like koi ayat wagayra parh kar phooonki ho mujhay idea nahi... 1-afsana.gif



chalay ye to accha hai...............

verna hum kuch aysa sunna hai kay aik larkay nay appnay ghar mai aik sharifay ka tree tha jis per jin thay cutwa diya to uskay baad us ko bukhaar huwa aur next day ko wo khatam hogaya.
lahory bacha
QUOTE (Sidekick @ Oct 16 2008, 12:24 AM) *
kisi baray gang say ho shaid jo humaray dawa khaanay ka pata pooch rahey ho............

tum appna address batoe hum dawa aur dua wahi per puncha day gey............lol

apun k adday per pauhanchna mushkil hi nahi naamumkin bhi hai DON.gif
classic
QUOTE (Sidekick @ Oct 17 2008, 12:36 AM) *
Ghuma phira kay tim baat MALE SECTION tak kiyu lay jati ho classic..


mujhay pata hai wo sayr teady bears hotay hi scary hai........... duck.gif

tumne meri baat ko decode bare ache se kia hai clapping3.gif 1-kahani.gif
Sidekick
QUOTE (classic @ Oct 17 2008, 01:40 AM) *
tumne meri baat ko decode bare ache se kia hai clapping3.gif 1-kahani.gif



great minds work alike.......... E9.gif
classic
QUOTE (Sidekick @ Oct 19 2008, 09:02 AM) *
great minds work alike.......... E9.gif

graduated.gif
Sidekick
QUOTE (lahory bacha @ Oct 16 2008, 11:29 PM) *
apun k adday per pauhanchna mushkil hi nahi naamumkin bhi hai DON.gif


apun ko bhi challange na kerna verna marikh tak tumhara picha karay gey....
R@hI
jii bilkul jin bhoot per yakeen hai mujay b
mai akser samna ker chuka hoo or akser maidan chor k bag chuka hoo :p
lahory bacha
QUOTE (Sidekick @ Oct 20 2008, 06:18 AM) *
apun ko bhi challange na kerna verna marikh tak tumhara picha karay gey....

magar marikh jaa kon rha hai clapping3.gif pop.gif
* SOZ *
I do believe in ghosts
qamarkhan984
yar mera samna bhoton ka nam na lo main weekend per security ka kam kerta hn aksar nights ko to make some money

kafi purana school ha jahan meri dutu ati hai her dafa

wahan sab log kehta hain keh is building main bhool hain

wahan sa guzerna walon na kaha ha keh unhon na wahan aik borhi aurat ko dekha ha

or main na suna ha keh woh school is lia band howa keh wahan 2 bachon na khirki main sa chalang mar ker jan da di thi

or laug kehta hain keh unhon na bhoot dekha tha

main wahin hota hn raat ko weekend per

4 QUL or AYAT ALKURSI perh ker phonk daita hn school per or subha ka alarm laga ker so jata hn icon_peace.gif

bhoot bahir keh logon ko darata rehta hai mujha nahi uthana ki himat kerta usa pata ha na meri neend bari paki ha
Colors of Life
QUOTE (Sidekick @ Oct 12 2008, 10:18 PM) *
AsalamAlaikum

Kiya aap jin aur bhoot per yakeen rakhtay hai ? Kiya ap kay sath ya app kay kisi jannay walay kay sath koi aysa waqiya howa kabhi ?
Wasay to jin per yaqeen rakhna to lazmi hai kiyu kay is ka Quran mai bhi zikr hai..............pher bhi ye sawal is liya pucha kay ap ka yaqeen kis had tak hai ............ ya yu kahay kay ye kis tarah pata chaly kay jinn kis tarah nazar a saktay hai ? , aur un kay kiya asraat ho saktay hai kisi shaks ya waqaye per ?.............. aur un say kis tarah nijjat mil sakti hai ?



Wasalam! oh ji me sheshaa daikh k nahin darti 0-22_yikes.gif tow kissi bhoot se kia darna icon_peace.gif
Sidekick
QUOTE (* SOZ * @ Oct 20 2008, 12:45 PM) *
I do believe in ghosts



I believe that you believe in ghost because you are ghost................. E9.gif

Sidekick
QUOTE (Colors of Life @ Oct 20 2008, 04:34 PM) *
Wasalam! oh ji me sheshaa daikh k nahin darti 0-22_yikes.gif tow kissi bhoot se kia darna icon_peace.gif


yakeen nahi ata kay itni achi bataien kernay wala itna scary bhi ho sakta hai............ E9.gif
Sidekick
QUOTE (qamarkhan984 @ Oct 20 2008, 02:16 PM) *
yar mera samna bhoton ka nam na lo main weekend per security ka kam kerta hn aksar nights ko to make some money

kafi purana school ha jahan meri dutu ati hai her dafa

wahan sab log kehta hain keh is building main bhool hain

wahan sa guzerna walon na kaha ha keh unhon na wahan aik borhi aurat ko dekha ha

or main na suna ha keh woh school is lia band howa keh wahan 2 bachon na khirki main sa chalang mar ker jan da di thi

or laug kehta hain keh unhon na bhoot dekha tha

main wahin hota hn raat ko weekend per

4 QUL or AYAT ALKURSI perh ker phonk daita hn school per or subha ka alarm laga ker so jata hn icon_peace.gif

bhoot bahir keh logon ko darata rehta hai mujha nahi uthana ki himat kerta usa pata ha na meri neend bari paki ha



ye to such hay kay 4 QUL aur AYAT ALKURSI perh lay to un balaoe say hifazat rehti hai....... adb.gif
Colors of Life
oh sidekick me zara jaldi mein thii so funny sa rply ker gaii chota sa! anyhow buht interesting post hai n sub k rpls bhi but mein kissi bhoot woot se nahin dartii aur nah koi aisa experience hai jo hai wo angels type hai sharing possible nahin yahan so these live bhoot just 4 u khush rahein rose.gif





classic
QUOTE (* SOZ * @ Oct 21 2008, 02:45 AM) *
I do believe in ghosts

how cute 0-heartbeat.gif
classic
QUOTE (qamarkhan984 @ Oct 21 2008, 04:16 AM) *
yar mera samna bhoton ka nam na lo main weekend per security ka kam kerta hn aksar nights ko to make some money

kafi purana school ha jahan meri dutu ati hai her dafa

wahan sab log kehta hain keh is building main bhool hain

wahan sa guzerna walon na kaha ha keh unhon na wahan aik borhi aurat ko dekha ha

or main na suna ha keh woh school is lia band howa keh wahan 2 bachon na khirki main sa chalang mar ker jan da di thi

or laug kehta hain keh unhon na bhoot dekha tha

main wahin hota hn raat ko weekend per

4 QUL or AYAT ALKURSI perh ker phonk daita hn school per or subha ka alarm laga ker so jata hn icon_peace.gif

bhoot bahir keh logon ko darata rehta hai mujha nahi uthana ki himat kerta usa pata ha na meri neend bari paki ha

use tumse der lagta hoga na dunno.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.