QUOTE (~!Fadi!~ @ Oct 15 2008, 11:58 PM)

AOA
sab yeh batain k wo daily kitne sms receive/send karte hain... main tey aaj kaal AAN paya hoya

main daily 60 se 70 sms recieve karta hoon and 700 to 900 sms bhejta hoon...
hun tussi dasso???
mera to ufone ka package hai jo ke pehle chalta tha 30 rs main 150 sms
lagta tha ke yaar yeh kisko karonga main itne saray
phir 50 rs main 500 sms kam lagne lagay
phir 80 rs main 1000 sms ka package kam lagne laga
phir aya naya package 150 rs main 5000 sms
to ab yeh haal hai ke 25 din main sab khatam ho jatay hain
yani per day main 200 sms kar hi deta hon, aur recieve main takreban
50 karta hon daily