Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Yar Yeh Lerkion Keh Sath Kion Hota
HulChul.NET > Masti - Masti > Female Gossip
Pages: 1, 2
qamarkhan984
QUOTE (Sidekick @ Oct 17 2008, 12:58 AM) *
ittni patli pher to kishti chaye hogi............. lol

sath main khana ko bhi kuch a laina

safer lamba ha
Sidekick
QUOTE (qamarkhan984 @ Oct 16 2008, 12:03 PM) *
sath main khana ko bhi kuch a laina

safer lamba ha



chalo theek hai hum tumharay liye biryani bananay ja rahay hai............... kitni plate laoe........... ? ?
Sab!!
QUOTE (qamarkhan984 @ Oct 17 2008, 12:13 AM) *
ap ki sunta hi kon hai yahan

ap chup hi rahain ab

thapar.gif
qamarkhan984
QUOTE (Sidekick @ Oct 17 2008, 01:08 AM) *
chalo theek hai hum tumharay liye biryani bananay ja rahay hai............... kitni plate laoe........... ? ?

adhi plate apna lia nikal do baqi mujha bhej do
qamarkhan984
QUOTE (Sab!! @ Oct 17 2008, 01:09 AM) *
thapar.gif

sabar yar larai na kero
Sab!!
or tum larkiyon ko kehty raho nononono.gif
qamarkhan984
QUOTE (Sab!! @ Oct 17 2008, 01:19 AM) *
or tum larkiyon ko kehty raho nononono.gif

ap lerka ho meri side lia kero
Sab!!
main larka kab sy ho gai banned.gif
qamarkhan984
QUOTE (Sab!! @ Oct 17 2008, 02:37 AM) *
main larka kab sy ho gai banned.gif

jab sa zardari president ho gaya
Mohsina
QUOTE (qamarkhan984 @ Oct 17 2008, 12:14 AM) *
but phool gamla samait lerki keh mooh per mar ker usa laho luhan tu ker dia na

Yahi to kar k us ladkay nay apnay fool honay ka proof diya hai

any ways ladkay hotay hi hain

nalayaq

pitnay k layaq


qamarkhan984
QUOTE (Mohsina @ Oct 17 2008, 03:05 AM) *
Yahi to kar k us ladkay nay apnay fool honay ka proof diya hai

any ways ladkay hotay hi hain

nalayaq

pitnay k layaq

or lerkia bhi dumb hoti hain

is lia tu un ka yeh hal hota ha
Mohsina
QUOTE (qamarkhan984 @ Oct 17 2008, 02:18 AM) *
or lerkia bhi dumb hoti hain

is lia tu un ka yeh hal hota ha

Ladkian jaisi b hoti hain

achi hoti hain

ye ladkay hi hotay hain

silly

stupid

senseless

shamless
qamarkhan984
QUOTE (Mohsina @ Oct 17 2008, 02:38 AM) *
Ladkian jaisi b hoti hain

achi hoti hain

ye ladkay hi hotay hain

silly

stupid

senseless

shamless



ap kion jelous hain ap bhi ho jain
Mohsina
QUOTE (qamarkhan984 @ Oct 17 2008, 04:05 AM) *
ap kion jelous hain ap bhi ho jain

Kuch acha hota to main jelous honay ka sochti b

aap ladko hi mubarak ho ye sifaat.
Kashif
QUOTE (qamarkhan984 @ Oct 16 2008, 04:26 PM) *
kya yar kashif bhai itnia mushkil urdu likh ker image ka image kharab ker dia breakface1.gif

yaar abhi to mushkil likhi hi nahin main nay 1-afsana.gif

woh issi liyay aisa likha hay na ke kisi ko samajh na aayay ke us larkay nay kya kar diya 1-jokes.gif
classic
QUOTE (qamarkhan984 @ Oct 16 2008, 04:27 PM) *
tu or kya ander sa USAMA BIN LADIN nikalta

nikal ata sanu ki krakrani.gif
Sab!!
QUOTE (qamarkhan984 @ Oct 17 2008, 02:02 AM) *
jab sa zardari president ho gaya



hamesha aisi bat karna jiska na sir ho na peir thumbsdown_anim.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.