Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Lets Play Antakshri Online
HulChul.NET > Entertainment > Music, Movies, and Dramas
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12
rajpoot_girl
sooraj howa mudham
chaand julnay laga
aasman yeh hai kion pighalnay laga
CoOl LeO
a191.gif
Aye ho meri zindagi mein tum bahar ban k
Aye ho meri zindagi mein tum bahar ban k
Mere dil mein u he rehna haye
Mere dil mein u he rehna haye
Tum pyar pyar ban k
Aye ho meri zindagi mein tum bahar ban k


Next k
lahory bacha
kabhi to nazar milao kabhi to qareeb aao


next O 0-18_crazy.gif
rajpoot_girl
o ri chori maan bhi lay baat mori
may nay piyar tujhi say hay kia
hoo hoo
teray bin may jiya to kia jiya
teray neno may jo kajal hay
sapno ka badal hay
man teray karan pagal hay
Chan_Makhna
hum the jinke sahare
woh hoye na hamare
dobi jab dil ki naya samne the kinare

K
rajpoot_girl
kabhi kabhi meray dil may khayal aata hay
ki jesay tujh ko banaya gaya hay meray lea
too ab say pehlay sitaro may bas rahi thi kaheen
tujhay zamin pay bulaya gaya hay meray lea

Sharabi_Eyes
atey atey a geye pass hum
jatey jatey le gaye tum sanam
meri neendein mere sarey sapne
le chalo mujhko bhi sath apne
tum na mano tu tum ko kasam


M--->
rajpoot_girl
may duniya bhula doonga teri chahat may
tera saath jo chota ki wada jo tota
may khhod ko mita doongi teri cahaht may
KinZz
Mahi ve mohabbta sachiya nay mangda naseeba kuch or aye...
Kismat daie mare ase ki kariye kimat pay kis ka zoor hai...... grin.gif



"H" eusa_dance.gif
lahory bacha
Ham dil day chukay sanam teray ho gaye hain hum teri kasam



next M
Bяαvєнєαят
mahi mahi mahi meinnoo challa pawaa dayy
khech meri photo tay batuway chhh laa dayyy
lahory bacha
yama yama yama yama yeh khoobsurat sama
bas aaj kee raat hai zindagi kal ham kahan tum kahan



next N
Chan_Makhna
na main jano
na to jane
kaisa hai yeh mousam koi na jane
phir koin hai yeh tanhai



T
lahory bacha
Teray bina zindagi say koi shikwa to nahi shikwa nahi



next i
Sharabi_Eyes
QUOTE (lahory bacha @ Aug 23 2005, 09:10 PM)
Teray bina zindagi say koi shikwa to nahi shikwa nahi



next i

inhi logoun ne
inhi logoun ne
inhi logoun ne le liya dupata mera... hahah.gif

i mean not mera, just the song, lolssss



M---->
Chan_Makhna
QUOTE (Sharabi_Eyes @ Aug 23 2005, 11:33 PM)
inhi logoun ne
inhi logoun ne
inhi logoun ne le liya dupata mera... hahah.gif

i mean not mera, just the song, lolssss



M---->


meri jaan jawani MSN


m
rajpoot_girl
mujhay tum say howa hay piyar hum kia kerain
Sharabi_Eyes
QUOTE (rajpoot_girl @ Aug 25 2005, 12:27 AM)
mujhay tum say howa hay piyar hum kia kerain

koi mil gayaaa, mera dil gayaaa
kiya bataoun yaro, mein tu hil gayaaa
koi mil gayaaa, mil hi gayaaa...!

G---->
Chan_Makhna
gum sum ho kion pass aoo naaa
rothe ho yon man jaoo naa
dekho kabhi rona nai
mujhko rulao naaaaaa
gum sum ho kion



K
Sharabi_Eyes
QUOTE (Chan_Makhna @ Aug 25 2005, 08:33 PM)
gum sum ho kion pass aoo naaa
rothe ho yon man jaoo naa
dekho kabhi rona nai
mujhko rulao naaaaaa
gum sum ho kion



K

kabhi hum mein tum mein karar tha..
tumhein yaad ho ke na yaad ho... ahaan.gif


H----->
lahory bacha
Ham dil day chukay sanam
teray ho gaye hain ham
teri qasam


Next Q
rajpoot_girl
qasam ki qasam say humay piyar hay sirf tum say
Chan_Makhna
QUOTE (rajpoot_girl @ Aug 27 2005, 05:53 PM)
qasam ki qasam say humay piyar hay sirf tum say

achaaaaa


Sanso ko sanso main dhalne do zaraa
jismo ko rohon ko jalne ko zaraaaaaa
lamho ki guzarish hai yeh pass ajayee
hummmmm
hum tummmm
tummm ..
hum tummm















T
seemaf
Tham ja zindagi tham ja
Yehi lamha hai manzil meri....
Tham ja Zindagi tham ja..

P
Sharabi_Eyes
QUOTE (seemaf @ Aug 27 2005, 10:25 PM)
Tham ja zindagi tham ja
Yehi lamha hai manzil meri....
Tham ja Zindagi tham ja..

P

Pal do pal ka mein shayer houn
pal do pal meri jawaani hai
pal do pal meri hasti hai
pal do meri kahani hai...!


H---->
rajpoot_girl
halka halka sa yeh nasha
behka behka sa yeh sama
aajana na
aajana na janay jaan
Sharabi_Eyes
Just walk into my life
kahey deewana pan
tenu dil wich rakh loun janey maan
tenu dil wich rakh loun janey maan


M---->
Chan_Makhna
Mujhe maaahi yaad ata hai rolleyes.gif

H
lahory bacha
Ham dil day chukay sanam
teray ho gaye hain ham
meray sanam


next S
Sharabi_Eyes
sharab cheez hi aisi hai
na chori jayee
ye mere yaar ke jaisee hai
na chori jayee


J--->
aakash_ki_pari
JANAM DEKH LU MIT GAYIN DURIYAAN.... MAIN YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN......... KESI SARHAEIN KESI MAJBORIAN.... MAIN YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN...

NEXT IS Y
Chan_Makhna
QUOTE (aakash_ki_pari @ Aug 30 2005, 07:00 PM)
JANAM DEKH LU MIT GAYIN DURIYAAN.... MAIN YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN......... KESI SARHAEIN KESI MAJBORIAN.... MAIN YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN HOON YAHAN...

NEXT IS Y

hayy welcome u seems a new member innit...

nice entry 114.gif

yeh kahan aa gaye hum
yunhi sath sath chalte
teri banho main hain janam
mere jism-o-jaan pighalte

P
rajpoot_girl
piyar aaya or ziyada or ziyada piyar aaya
dekha jitni baar tum ko
piyar aaya or ziyada or ziyada piyar aaya
MissAflatoon
atay atay ek nam sa rah gaya
mery honto per kuch kanpta rah gaya....

Chan_Makhna
gum sum ho kion
pas aoo naa
rothe ho yon
man jao naa
dekho kabhi rona nai
mujhko rulao naaa

gum sum ho kionn

K
lahory bacha
kya yahee pyar hai
haan yahee pyar hai
dil teray bin kahin lagta nahi
waqt guzarta nahi



next N
Sharabi_Eyes
na mein janoun
na tu janeyy
kaisa hai ye alam
koi na janey
phir kiyoun hai ye tanhayi....

T----->
lahory bacha
Tujhay dekha to yeh jaana sanam
pyaar hota hai deewana sanam
ab yahan say kahan jaayen ham
teri baahon mein mar jaayen ham



next H
Sharabi_Eyes
Humein, itna pyarr keroo
ke hum mar jayeinn
koi dil ka karar.. jane naa
koi maan ki ye piyass... bhujaye naa
humein itna pyarr keroo
ke hum mar jayeinn...!


J----->
Chan_Makhna
ja we sajna main ni karna tera aitbaar..

R
Chan_Makhna
roz roz ankhon tale
ik hi sapna jale
raat bha kajal jale
ankh main jis tarah khawab ka dia jale
ho
roz roz ankhon tale


T
lahory bacha
Teray bina zindagi say koi shikwa to nahi shikwa nahi


next N
rajpoot_girl
na din ko sukoon hay shakir
na raat ko sukoon hay
yeh kesa hum pay umer kea ishq ka junoon hay
jo rachay hay too nay
hath mendi say
woh mehndi nahi hay
meray dil ka khoon hay
Chan_Makhna
hooooooo
ahiq banaya .. ashiq banaya app ne

N
MissAflatoon
QUOTE (Chan_Makhna @ Sep 4 2005, 03:53 PM)
hooooooo
ahiq banaya .. ashiq banaya app ne

N

narz ku ho hum se ki bat per ho rothay
acha chalo ye mana tum suchy hum hain jhotay

y 121.gif
rajpoot_girl
yeh dil lagi dewangi tum hi say hay meri janay jana
yeh aashiqi awarigi tum hi say hay meri janay jaan
MissAflatoon
QUOTE (rajpoot_girl @ Sep 5 2005, 01:20 PM)
yeh dil lagi dewangi tum hi say hay meri janay jana
yeh aashiqi awarigi tum hi say hay meri janay jaan

kash koi hum ko sumjhata
meri sumjh ma kuch nahi ata huh.gif
Chan_Makhna
QUOTE (MissAflatoon @ Sep 6 2005, 08:52 AM)
kash koi hum ko sumjhata
meri sumjh ma kuch nahi ata huh.gif

ajaye ga jee samajh main bhi 082.gif

ane se uske aye bahar
jane se uske jaye bahar
bari mastani hai meri mehbooba

M
Sharabi_Eyes
QUOTE (Chan_Makhna @ Sep 6 2005, 07:53 PM)
ajaye ga jee samajh main bhi 082.gif

ane se uske aye bahar
jane se uske jaye bahar
bari mastani hai meri mehbooba

M

mein ne poocha chand se ke dekha hai kehein,
mere yaar sa haseen,
chand ne kaha chandni ki kasammm,
nahi, nahi, nahinnnnn....!

also dedicate to a very good friend...! hahah.gif

hows it chan...! remember something...! hahah.gif
rajpoot_girl
na na kertay piyar tumhi say ker bethay
kerna tha inkar meger iqrar tumhi say ker bethay
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.