KnOwN_StRaNgEr
Feb 13 2008, 08:26 AM
khamoshiyaan aandhiyaan ban na jaaye
faasale kahi dooriyan ban na jaaye
darta hoon gam ki ibaadat na kar lu
tanhaaiyon se mohabbat na kar lu
gam ke baraati aakar ke sukh ko mere loot gaye
lamha lamha toot gaye
ek apanese rooth gaye
jin haathon ki ham kismat the
unn haathon se chhoot gaye
lamha lamha toot gaye
Sensitive
Feb 13 2008, 08:40 AM
woh lamhe woh baatein koi na jaane
Kanch k1 gur1a
Feb 13 2008, 06:06 PM
ankh hai bhari bhari or tum
muskurane ki baat karte ho...
classic
Feb 13 2008, 07:47 PM
barso re megha
KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 10:23 AM
oh rey pia mera dharkay jia, tu kyun na aya rey
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 10:41 AM
Saari raat tera takyaa maiN raah taaryaaN tu Pooch chann vay
kion tere peechay hoyi main tabaah laaryaaN tu pooch chann vay
KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 10:51 AM
aakhiyon mein too bas jaa, aakhiyaan main band kar loo
pahale in aakhiyon se, baate main chand kar loo
teree in hee baaton ne, liyaa muze jeet mitawaa
aage aage chale hum peechhe peechhe pareet mitawaa
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 10:57 AM
o sanam o sanam
dil se tumko chahenge hum,
pyar hoga na kabhi kam, o sanam
tere dum se hai mera dum
dil se tumko chahenge hum
KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 10:59 AM
Koi kaash dil pe, zara haath rakh de
Mere dil ke tukadon ko, yek saath rakh de
Magar ye hain khwaabon khayaalon kee batain
Kabhee toot kar cheej koee judee hain
Lagi aaj sawan ki phir wo jhari hai....
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:07 AM
ek tamanna jeevan ki main pyaar tera hi paaun
shaadi tujhi se ho meri , chaahen shaadi ke din mar jaaun
KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:11 AM

Faasla tha doori thi, faasla tha doori thi
Tha judaai ka aalam, intezaar mein nazrein thi
Aur tum wahan the, tum wahan the, tum wahan the
Jhilmilaate jagmagaate khushiyon mein jhoomkar
Aur yahan jal rahe the hum, aur yahan jal rahe the hum 
Phir se baadal garja hai, garaj garajke barsa hai
Ghoomke toofaan aaya hai par tujhko bujha nahin paaya hai
O piya yeh diya chaahe jitna sataaye tujhe yeh saawan
Yeh hawa aur yeh Mere piya ab aaja re mere piya
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:17 AM
deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha woh aa gaya
bechain thi main har ghadi, raaton ko soyi nahi
deewanagi badhati gayi, khwaabon mein khoyi nahi
baaton hi baaton mein, mera dil tune liya
ho aankhon hi aankhon mein, jaadu kya tune kiya
meri toh saanson mein bas tu hai dilruba ha ha ha
deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha woh aa gaya
KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:18 AM
Apni nigaahon mein tumko basa lenge
Dil ki dhadkan mein tumko chhupa lenge
Hum pe jo guzri hai tumko bataayenge
Cheerke dil apna tumko dikhaayenge
O saahiba, o saahiba
O saahiba, o saahiba
Milenge tumse to bataayenge
Ke kitna pyaar hai hamein
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:24 AM
shukriya, shukriya, shukriya mere piya
jitane soye khvab the, sab ko jaga diya.......
jage sapane, jage arman, jagi hai dhadkan
kaisi duniya, kya zamana, tod har bandhan
shukriya, shukriya, shukriya mere piya
jitane soye khvab the, sab ko jaga diya.......
KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:25 AM
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:30 AM
mere diljaani mere maahi mere dholna
koi sun lega zara dheere dheere bolna
haan, ishq kiya hai maine chori nahin ki hai
tere sang yaara zora zori nahin ki hai
chain le liya maine beqaraar karke beqaraar karke, beqaraar karke
dil laga liya maine tumse pyaar karke
KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:34 AM
Duniya maange apni muraadein main to maangoon saajan
Rahe salaamat mera sajna aur sajna ka aangan
Iske siva dil rab se kuchh bhi chaahe na
Ye pagla hai samjhaane se
Samjhe na
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:38 AM
kasam khaake kaho, muskuraake kaho
dil lagaake kaho, paas aake kaho
tumko humse pyaar hai, tumko humse pyaar hai
KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:42 AM
Main payar tumse hi karta hon tum gawai do,
main apne khoon se likhta hon tum gawai do
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 11:57 AM
Ay Baharo Gawah Rehna
Ay Nazaro Gawah Rehna
2 Diloon Ne Zindagi Bhar Saath Rehne Ki Qasam Khaayi Hai
KnOwN_StRaNgEr
Feb 14 2008, 12:04 PM
Band aankhon se tumhe aankh bharke dekh le
Dil jo kehta hain chalo aaj karke dekh le
Qatra Qatra apni khusbu saans main ghul jaane de
Jaaniya ve.. jaaniya ve..
Kanch k1 gur1a
Feb 15 2008, 01:03 AM
maine payal hai chankai
ab to aja tu harjai
KnOwN_StRaNgEr
Feb 15 2008, 08:00 AM
Main agar kahon tumsa haseen kainat main nahi hai koi tareef to sach hai yeh khuch bhi nahi
Sensitive
Feb 15 2008, 08:13 AM
Dil kyaa kare jab kisee se, kisee ko pyaar ho jaaye
jaane kahaa kab kisee ko, kisee se pyaar ho jaaye
unchee unchee diwaaron see, is duniyaan kee rasme
naa kuchh tere bas mein jyoolee, naa kuchh mere bas me
KnOwN_StRaNgEr
Feb 15 2008, 08:24 AM
dil to pagal hai dil deewana hai
Sensitive
Feb 15 2008, 08:26 AM
saari saari raat jagata hei koi akhion s neend churata hei
KnOwN_StRaNgEr
Feb 15 2008, 08:52 AM
Jagte hain hum raat raat bher kar gayi teri chahtain asar neend kho gayi chain kho gaya kia karain humain payar ho gaya
tum ho bekhabar nahi tumhain hai khuch khabar
Kanch k1 gur1a
Feb 15 2008, 12:22 PM
My heart will go on.. n onnnnnn
KnOwN_StRaNgEr
Feb 15 2008, 12:39 PM
Pathron ki iss nagri main pathar chehrey pathar dil, phirta hai mara mara kyun rahon main tu awara yehan na hoga khuch hasil mera dil,
chhan se jo tute koi sapna, jag soona soona laage
koi rahe na jab apna, jag soona soona laage
Kanch k1 gur1a
Feb 15 2008, 02:19 PM
kabhi na sakoon aya
kabhi na qarar aya
jab se hai tum pe
mujhko.. pyar aya...
Eva syed
Feb 15 2008, 09:06 PM
aitbar bhi aahi jayay ga
socho tu sahi dekho tu sahi
KnOwN_StRaNgEr
Feb 16 2008, 08:26 AM
kiya khoya kiya paya humne aaj yeh jana barson bad...
Sensitive
Feb 16 2008, 08:27 AM
Is pyr s meri taraf na deikho Pyar hojayega
KnOwN_StRaNgEr
Feb 16 2008, 09:11 AM
Kya jaanoon sajan hoti hai kya gham ki shaam
Jal uthe sau diye jab liya tera naam
Sensitive
Feb 16 2008, 09:22 AM
Ek din teri bahon Mein
KnOwN_StRaNgEr
Feb 16 2008, 09:31 AM
oh mahi mera sharwat varga, oh mahi tenu gat gat peela
oh mahi mera dil menu dei de dil menu dei de, khul ke jeela
mitide ha se, oh mahi mere aase pase
oh mahi mere haad beram huye, dil sare rang huye
dil mahi sang huye jidhar gaya
hun mauja hi mauja, tera sahare, hun mauja hi mauja
Sensitive
Feb 16 2008, 09:32 AM
usman u k saat me b
Mauja mauja sham savere arey mauja hi maujaaaaaa
KnOwN_StRaNgEr
Feb 16 2008, 09:35 AM

yeh larki haye Allah
Sensitive
Feb 16 2008, 09:38 AM
yeh larka hay Allah haye haye reh Allah :P
KnOwN_StRaNgEr
Feb 16 2008, 09:40 AM
Mai Agar Rou To Sahra Ko Samandar Kar Doon
Sakht Ho Jaoon Agar Mome Ko Pathar Kar Doon
Raakh Ho Jaye Jaha Mai Jo Agar Aah Bharu
Aasma Tutpade Tujse Jo Fariyad Karu
Etni Gaherae Mere Ishq Mai Aai Kyun Hai
Aye Khuda Tune Muhobbat Ye Banaye Kyun Hai
Agar Banaye To Muhobaat Me Judai Kyun Hai
Sensitive
Feb 16 2008, 09:41 AM
Aisa teh jana billo deh ghar kin kin jana billo deh ghar
KnOwN_StRaNgEr
Feb 16 2008, 09:45 AM
Na kajare kee dhaar, naa motiyon ke haar
naa koee kiyaa singaar, fir bhee kitanee sundar ho
man mein pyaar bharaa, aaur tan mein pyaar bharaa
jeewan mein pyaar bharaa, tum to mere piryawar ho
Sensitive
Feb 16 2008, 09:47 AM
Ur my love my love Jaane ja ur my love
Kanch k1 gur1a
Feb 17 2008, 11:13 PM
Zindagi ko bina pyar koi kese ghuzare
mehbooob ki ankhon main bari baat hai pyare
aaireykhushi
Feb 18 2008, 05:39 AM
pehli nazar ne kesa jadoo kardia
tera ban betha mera jiya
KnOwN_StRaNgEr
Feb 19 2008, 08:43 AM
khamoshiyaan aandhiyaan ban na jaaye
faasale kahi dooriyan ban na jaaye
darta hoon gam ki ibaadat na kar lu
tanhaaiyon se mohabbat na kar lu
gam ke baraati aakar ke sukh ko mere loot gaye
lamha lamha toot gaye
ek apanese rooth gaye
jin haathon ki ham kismat the
unn haathon se chhoot gaye
lamha lamha toot gaye
KnOwN_StRaNgEr
Feb 20 2008, 02:49 PM
Chahat dais say anay walay yeh to bata sanum kaise hain
Dil walon ki kiya halat hai, payar kay mousam kaise hain
Kia ab bhi koi baton baton main rota hai hans deta hai
Uss raah ki khushyan kaisi hain un galiyon k ghum kaise hain...
Chahat dais say anay walay yeh to bata sanum kaise hain
Kia uss ne hamara naam lia, kia uss ne humain kabi yaad kia
Kia uss ne kabi tujse poocha kis hal main hain hum kaisey hain
Chahat dais say anay walay yeh to bata sanum kaise hain
Dil walon ki kiya halat hai, payar kay mousam kaise hain
ziddi
Feb 21 2008, 12:46 PM
billo rani kaho tu abhi jaan deh doh ....
KnOwN_StRaNgEr
Feb 21 2008, 04:42 PM
roag hijar da maar mukaaye
sukh da koi saa na aaway
dukh aonde ney dil vich terey
saarey passay disna nayray
dunia vicrhe nahee parwaah
dildaar na vichrhe
kisi da yaar na vichrhe...
nagan vangooN dangdiaayN raataaN
patjharh lagdiaayN ne barsaataaN
loaki hasde rowan akhiyaaN
gham awan te naheeN parwaah
ghamkhawaar na vichrhe...
kisi da....
yaar jinhaaN de paan judaayiyaaN
ghul jaande ne vaang shudaayiaaN
ranjhe vargey ishq de roagi
kan parhwa k ban gaye jogi
lakh vaari ye pawaaan dua
ak vaar na vichrhe.
kisi daa...
Dead Again
Feb 21 2008, 05:09 PM
bulla ki janaan mein konnnnnnn
bulla ki janaan mein konnnnnnn....
(of Rabbi)
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.