Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Share The Song That Is In Ur Mind Rite Now
HulChul.NET > Entertainment > Music, Movies, and Dramas
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20, 21, 22, 23, 24, 25, 26, 27, 28, 29, 30, 31, 32, 33
Kanch k1 gur1a
Mahi na janay haan haal mera
mahi na janay haan haal mera..
mahi beparwa yadaan de naal

ishq di suli tay main payi tarap niyan way
keh diyan ishqq dey jaal..
mahi beparwa yadaan de naal

mahi na janay haan.. haal mera..
mahi beparwa yadaan de naal

ishq di beri main dub di jaan diyan
fer wi rab janay mera haal
mahi beparwa yadaan de naal..

mahi na janay haan.. haal mera..
mahi beparwa yadaan de naal
KnOwN_StRaNgEr
Kab tuje zindagi se jor lia ajnabi hum ko pata na chla
ziddi
char dino ka pyar oo Rabba
lambi judai laaaaaambi judaii
char dino ka pyar oo Rabba
lambi judai laambi judai

tere bina dil mera lage kahin nah
tere bin jaah meri jaae kahin nah
kitne zamane baad oo Rabba
yaad tu ayaa yaaad tu aya
KnOwN_StRaNgEr
Nazar chahati hai deedar karna
Yah dil chahata hai tujhay piyar karna
Tumhari wafa main doobay rahain hum
Kiya haal dil ka yah kaisay kahain hum

Mahaknay lagay ga badan yah tumhara
Hum aankhoon say aaisi shararat karain gey

Tumharay siwa kuch na chahat karain gey
K jab tak jeeain gey mohabbat karain gey
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Ab kay baar poonam mein
jab to aaye gee milnay
ham nay soch rakha hai
raat yoon guzaarain gey
dharkanay bicha dain gey
teray shokh kadmon mein
ham nigahon say teri
aarti utaarain gey
classic
Slow down and dance with me
Yeah, slow
Skip a beat and move with my body
Yeah, slow
Come on and dance with me
Yeah, slow
Skip a beat and move with my body
Yeah, slow

Read my body language
Take it down, down

KnOwN_StRaNgEr
chahat dais se aney walay yeh to bata k sanum kaise hain...!
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
ae mere humsafar, ek zara intezaar
sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki

ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan
kaise naa milegi manzil pyaar ki
ae mere humsafar, ek zara intezaar
sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
KnOwN_StRaNgEr
be panah payar hai aa ja tera intizar hai aa ja
KnOwN_StRaNgEr
Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam
Jaaneman Mohabbat Ki Har Kasam Ki Kasam
Na Juda Honge Hum

Yeh Suhane Pal Yeh Mulaakaate
Hum Na Bhulenge Pyaar Ki Baatein
Yeh Suhane Pal Yeh Mulaakaate
Hum Na Bhulenge Pyaar Ki Baatein
Din Hai Mushkil Raat Bhaari Har Gadi Hai Bekarari
Chaahte Ho Ke Na Tum
Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam
Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam
Jaaneman Mohabbat Ki Har Kasam Ki Kasam
Na Juda Honge Hum

Tum Ko Dhadkan Mein Yun Basana Hai
Apni Palkon Mein Yun Chupaana Hai
Tum Ko Dhadkan Mein Yun Basana Hai
Apni Palkon Mein Yun Chupaana Hai
Jab Uthayen Hum Nighaein
Tum Ko Dekhe Tum Ko Paayen
Door Jaaye Ab Na Hum
Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Meri roshni tere khad-o-khal se mukhtalif to nahi magar,
tu qareeb aa tuje dekh lon tu woi hai ya koi aur hai,
sar-e-aaina mera aks hai pass-e-aaina koi aur hai...
sohni_kudi
shesha ho ya dil ho aakhir
tot jata hai
tension_4u
khwab jhooty mooty sayan aanary bimaan
KnOwN_StRaNgEr
Toote hue dil ki kashti ko, Toofan mein kinara mil jaaye
Tu thaam le mera haath agar, Dono ko sahara mil jaaye
Tera gham mera gham ek jaisa sanam, Hum dono ki ek kahani
Aaja lag ja gale dil jaani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
tune zindagi mein aake
tune zindagi mein aake zindagi ho, zindagi badal di
tune pyaar yun nibhaake zindagi ho, zindagi badal di
tune zindagi mein aake zindagi ho, zindagi badal di

ishq mein tere hum kya se kya hi gaye
bhulkar ye jahan bas tumare ho gaye
tere bin ye sanam hain adhure se hum
mil gaye tum humein khwaab pure ho gaye
tune fasale mita ke zindagi ho zindagi badal di
tune zindagi mein aake zindagi ho, zindagi badal di

gig.gif
KnOwN_StRaNgEr
Lagta Ha Yeh Kion Mujhe
Sadhiyon Se Chaahun Tujhe
Mere Sapnon Mein Aa K
Apna Mujhko Bana K
Mujh Pe Tu KEr Ehsaan
Hayeeee
Jiya Dhadak Dhadak Jiya Dhadak Dhadak Jiya Dhadak Dhadak Jaye
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
jiya bequaraar hai, chhaayi bahaar hai
aaja more baalma tera intezaar hai
ho suraj dekhen chanda dekhen, sab dekhen hum tarsen ho
sab dekhen hum tarsen
jaise barase hui badariya aise akhiya barase
jiya bequaraar hai, chhaayi bahaar hai
aaja more baalma tera intezaar hai, jiya bequaraar hai

lol3.gif
KnOwN_StRaNgEr
Tum chupa na sako gi mai wo raaz hon tum bhula na sako gi wo andaaz hon
goonjta hon jo dil mai to hairan ho kyon mai tumharay hi dil ki to awaz hon
hamzaad
tum itna jo muskura rahay ho
kia ghum hay jisko chupa rahay ho
tension_4u
choo lain sitaron ki nok nok
haton ko kheench k ham
chahy to chand rakh ly tifan main
man main jo sochly ham
KnOwN_StRaNgEr
Yeh kis liye in ankhon main sisak rahi hain barishain
Pighal rahi hain arzo baras rahi hain khawaishain
Guzarte waqt ne chorey kahi dhundlay lamhe bhi
Ghamon kay saaye main gunjee kahin khushyon kay nagme bhi
Jahan khoi thi neendain bhi wahi bikhrey hain sapne bhi
Shabnai si in labon ki aag main jal jaane dey
jaaniya ve.. jaaniya ve..

Band aankhon se tumhe aankh bhar ke dekh le
dil jo kehta hain chalo aaj kar ke dekh le
Qatra Qatra apni khusbu saans main ghul jaane de
jaaniya ve.. jaaniya ve..
Cupid Princess
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Jun 6 2008, 06:58 AM) [snapback]2907493[/snapback]
Jo kwaabo khayaloon mein socha nahin tha
Tu ne mujhe itna pyaar diya
Mein jab bhi jahan bhi kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya
Haan tu hai haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri kwaabo mein tu yaadon mein tu
Irradon mein tu hai
Irradon mein tu hai

Koi bhi aaisa lamha nahin hai
Jisme mere tu hota nahin hai
Mein so bhi jaao raathon mein lakin
Tu hai ki mujhmein sotha nahin hai
Tu hai ki mujhmein sotha nahin hai

guitar.gif
Cupid Princess
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Jul 7 2008, 09:51 AM) [snapback]2960945[/snapback]
Yeh kis liye in ankhon main sisak rahi hain barishain
Pighal rahi hain arzo baras rahi hain khawaishain
Guzarte waqt ne chorey kahi dhundlay lamhe bhi
Ghamon kay saaye main gunjee kahin khushyon kay nagme bhi
Jahan khoi thi neendain bhi wahi bikhrey hain sapne bhi
Shabnai si in labon ki aag main jal jaane dey
jaaniya ve.. jaaniya ve..

Band aankhon se tumhe aankh bhar ke dekh le
dil jo kehta hain chalo aaj kar ke dekh le
Qatra Qatra apni khusbu saans main ghul jaane de
jaaniya ve.. jaaniya ve..

ballay.gif
Kanch k1 gur1a


Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal
Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal
Yeh Badal Ki Chaadar
Yeh Taaro Ke Anchal
Mein Chup Jaye Hum, Pal Do Pal
Hooo..Oo..
(Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal) - (2)

Dheko Kahan Aa Gaye Hum Sanam Saath Chalte
Jahan Din Ki Bahon Mein Rathon Ke Saaye Hai Dhalte
Chal Woh Chowbare Dhonde, Gin Mein Chahat Ki Boonde
Sach Kar De Sapno Ko Sabhi
Hooo..
Aankho Ko Neeche Neeche, Mein Tere Peeche Peeche
Chal Du Jo Keh De Tu Abhi
Bahron Ke Chaat Ho, Dua Oon Ka Haat Ho
Padthe Rahe Yeh Gazal
Hoo..Ohh

(Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal) - (2)

Dheka Nahin Mein Ne Pehle Kabhi Yeh Nazara
Badla Huwa Sa Lage Mujhko Aalam Yeh Sara
Suraj Ko Huyi Hai Rarat, Raaton Ko Kare Shararat
Bheita Hai Khidki Pe Teri
Haaannnn
Is Baat Pe Chand Bhi Bigda, Kathra Kathra Woh Pigla
Bhar Aaya Aankho Mein Meri
Toh Suraj Bhuja Doon, Tujhe Mein Saja Doon
Savera Ho Tujh Se Hi Kal
Hooo..Oo..
(Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal) - (2)

Yeh Badal Ki Chaadar
Yeh Taaro Ke Anchal
Mein Chup Jaye Hum, Pal Do Pal
Hooo..Oo..
(Falak Tak Chal Saath Mere
Falak Tak Chal Saath Chal) - (4)

KnOwN_StRaNgEr
nice song sabi thumbup.gif

aa ja k ab to aa k sanum khamoshiyon ko alfaz dey...
Dil yeh pagal dil mera har pal tuje awaz dey....
Sera
Koi faryaad teray dil may dabi ho jesay..
Tu nay ankhun say koi baat kahi ho jesay..

Jaagatay jaagatay ik umr kati ho jesay..
Jaan baki hay magar saans ruki ho jesay...

Hr mulakaat pay mehsoos yehi hota hay...
Mujh say kuch teri nazar pooch rahi ho jesay...

Raah chaltay huay aksar ye gumaan hota hay
Wo nazar chup k mujhay dekh rahi ho jesay...
Wo nazar chup k mujhay dekh rahi ho jesay...

Ek lamhay may simat aya yun sadyun ka safar..
Zindagi tez bohut tez chali ho jesay...

Is tarah pehrun tujhay sochta rehta hun may...
Meri her saans teray naam likhi ho jesay...

Meri her saans teray naam likhi ho jesay...
KnOwN_StRaNgEr
is duniya ki nazron se humko dur nikalna hai
lekin tujhko yaad rahe haath pakadkar chalna hai
yahan talak to thik tha aage rasta hai anjaan
jaan o meri jaan
jaan main teri jaan teri jaan
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
yeh ajeeb ishq ke khel hai, jahaan lazaton mein kami nahi
kabhi maine tujho hasa diya kabhi tune mukjko rula diya
bhula diya, bhula diya, tere ishq mein khud ko bhula diya
hamzaad
AANKH HAY BHARI BHARI AUR TUM
DIL LAGANAY KI BAAT KARTAY HO
ZINDAGI KHAFA KHAFA AUR TUM
MUSKURANAY KI BAAT KARTAY HO
KnOwN_StRaNgEr
Hai Kya Tarap Hai, Hai Yeh Kaisi Saza
Tu Kyun Mujhe Aaj Yaad Aa Gaya
Bechain Din Mere, Bechain Raat Hai
Kya Main Karu Kuchh Bata
Yeh Mere Paanv Hi Khud Meri Bediyaan
Uss Se Tu Mujhe Chhooda
Tera Mera Rishta Purana
Sensitive
Han tu hei Han tu hei
Meri baaton mein tu hei
Mere khuwabon mein tu Raaton mein tu
Irado mein Tu hei ....... Irdao mein Tu hei
KnOwN_StRaNgEr
Main Jeena Tere Naal
Jeewan Din Chaar Pave Jeewan Sau Saal
Tere Kadman Vich Mar Jawan
Duniya Dewe Misaal
Main Jeena Tere Naal
Jeewan Din Chaar Pave Jeewan Sau Saal
Sera
Tujh say naaraz nahin zindagi,heraan hun main...heraan hun main...
Teray masoom sawaloon say,pareshan hun main...pareshaan hun main...
tension_4u
rog na liyain dil non soniye
Sera
Teray bina zindagi say koi shikwa to nahin...shikwa nahin...shikwa nahin...
Teray bina zindagi bhi lekin,zindagi to nahin...zindagi nahin...zindagi nahin....

Kash esa ho teray kadmoon say chun k manzil chalen...
or kahin...door kahin...
Tum gar saath ho manziloon ki kami to nahin...

Teray bina zindagi say....

Ji may aata hay teray daaman may sir jhuka k hum...
Rotay rahen...rotay rahen...
Teri bhi ankhun may ansuoon ki nami to nahin....

Teray bina zindagi say...
Sensitive
Na hei yeh paana na khona hi hei
KnOwN_StRaNgEr
Jo Kwaabo Khayaloon Mein Socha Nahin Tha
Tu Ne Mujhe Itna Pyaar Diya
Mein Jab Bhi Jahan Bhi Kadi Dhoop Mein Tha
Teri Zulf Ne Mujh Pe Saya Kiya
Haan Tu Hai Haan Tu Hai
Meri Baaton Mein Tu Hai
Meri Kwaabo Mein Tu Yaadon Mein Tu
Irradon Mein Tu Hai

Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Hai Teri Inaayat Tujhse Mili Hai, Honto Pe Mere Hasi Jo Khili Hai
Use Mera Chehra Chhupa Bhi Na Paaye
Tujhe Paake Haasil Huyi Jo Khusi Hai
Haan Tu Hain, Haan Tu Hain Meri Baaton Mein Tu Hain
Mere Khaabo Mein Tu, Yaadon Mein Tu, Iraado Mein Tu Hain
Jo Khaabo Khayalo Mein Socha Nahi Tha, Tune Mujhe Itna Pyaar Diya
KnOwN_StRaNgEr
Aye gi har pal tuje meri yaad haan iss mulaqat k bad
milne ko dil bhi karay ga firyad haan iss mulaqat k bad

Ik dil hain hum ik jaan hain, ik doje ki pehchan hain
Aa pass tera deedar karon, dil main rekh lon tuje payar karon
Dil main rekh lon tuje payar karon...

Aye gi har pal tuje meri yaad haan iss mulaqat k bad...
Sera
Tum aa gayay ho Noor a gaya hay,nahin to chiragun say lo ja rahi thi...
Jeenay ki tum say wajay mil gayi hay,bari baywajay zindagi ja rahi thi....

Kahan say chalay kahan k liyay..ye khbar nahin thi magar...
Koi bhi sira jahan ja mila..wahin tum milo gey....

K hum tak tmhari dua aa rahi thi.....
Tum a gayay ho noor a gaya hay....
KnOwN_StRaNgEr
Jaane Ve... Jaane Le... Haal-E-Dil, Jaane Ve... Jaane Le... Haal-E-Dil
Jaane Ve... Bol De Haal-E-Dil
Aaja Tere Seene Mein Saans Saans Piglu Mein
Aaja Tere Hoton Se Baath Baath Niklu Mein
Tu Meri Aag Se Roshini Chaant Le
Yeh Zameen Asmaan Jo Bhi Hai Baant Le
Jaane Ve... Jaane Le... Haal-E-Dil,
Jaane Ve... Bol De Haal-E-Dil

Aaja Mahiya Aaja… Aaja Mahiya Aaja…. Aaja Mahiya Aaja…. Aaja Mahiya Aaja

Aaja Tere Maathe Pe Chaand Ban Ke Uthroon Mein
Aaja Teri Aankhon Se Khwab Khwab Guzroon Mein
Rag Rag Pe Hai Tere Saaye Ve Rag Rag Pe Hai Tere Saaye
Rang Tere Chadd Chadd Aaye Ve Rang Tera Chadd Chadd Aaye
Jaane Ve…..Jaane Ve….Jaane Le...Jaane Le…Haal-E-Dil

Aaja Tujhe Haaton Pe Kismathon Sa Likhloon Mein
Aaja Tere Khande Pe Umr Bhar Ko Tikloon Mein
Teri Ankhiyon Ke Do Gehne Ve Teri Ankhiyon Ke Do Gehne
Phirthe Hai Pehne Pehne Ve Phirthe Hai Pehne Pehne
Jaane Ve…..Jaane Le….Haal-E-Dil
Jaane Ve Bol De Haal-E-Dil
KnOwN_StRaNgEr
Aaoge Jab Tum O Saajana
Angana Phool Khilenge
Barsega Saawan, Barsega Saawan Jhoom Jhoomke
Do Dil Aise Milenge
Aaoge Jab Tum O Saajana, Angana Phool Khilenge
Naina Tere Kajraare Hai, Naino Pe Hum Dil Haare Hai
Anjaane Hi Tere Naino Ne Waade Kiye Kayi Saare Hai
Saanson Ki Lay Madham Chalein, Tose Gaye
Barasega Saawan Jhoom Jhoomke, Do Dil Aise Milenge
Aaoge Jab Tum Ho Saajana, Angana Phool Khilenge
Sensitive
Woh lamhe woh baatein koi na jaaane
Sera
Mazilun pay aa k ruktay hen dilun k karvaan,
Kashtian saahil pay aksar doobti hen pyar ki....

Manzilen apni jaga hen,raastay apni jaga,
Gar kadam hi saath na den to musafir kya karay...

Yun to hay hamdard bhi or hamsafar bhi hay mera,
Barh k koi sath na day to bhala hum kya karen...
KnOwN_StRaNgEr
chahat main kia dunia dari ishq main kaisi majboori guitar.gif
tension_4u
tenha dil roya ry
Sera
Kya hua tera waada,wo kasam wo irada...
Bhoolay ga dil jis din tujhay wo ddin zindagi ka akhri din hoga....
KnOwN_StRaNgEr
woh to honton se khuch b kehti nahi uss ki ankhon main ik kahani hai
uss kahani main naam hai mera muj pe qudrat ki meharbani hia
dil ka alam main kia bataon tuje, ik chehre ne bohat payar se dekha muje eyesss.gif
Chan_Makhna
hmmm rite now m in office ... or aik gana zehn main aa raha hai
yaad piya ki aye .. by fariha parvaiz
Sharabi_Eyes
Chan_Makhna.. good to see your post after such a long time man! smile.gif

i wonder why after each season break or something.. we both keep coming back to HC for few days aur phir ghayab.. ajeeb si hi situation hai waise.. lolz :p but anyways..

am listening to a very nice sensational song.. wanna share it here..

chalo mujhe de do na ghum hi sehi.. kuch tu kategi zindagi..
milna humara kum sehi.. kuch tu kategi zindagi..

raat dhaley gi.. ankh rehey gi.. sapnoun ki pyasi..
merey sirhaney.. jalti reheygi.. dil mein udaasi..
lauu mein diyey ki.. dekha kerein gey.. chehra tumhara.. dair zara si..

dil hi dil mein ho jaye gi.. baat bhi.. kuch tu kategi zindagi..

chalo mujhe de do na ghum hi sehi.. kuch tu kategi zindagi..
milna humara kum sehi.. kuch tu kategi zindagi..

sagar ki lehrein.. lambi dopehrein.. baatein wo sari..
lota do hum ko.. hum se jo li thi.. dil ki bekarari..
ye bakarari saath chaley gi.. ab humsafar ye bun ke humari..

jana hai kahan sochein gey.. phir kabhi..
kuch tu kategi zindagi..

chalo mujhe de do na ghum hi sehi.. kuch tu kategi zindagi..
milna humara kum sehi.. kuch tu kategi zindagi..
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.