Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Share The Song That Is In Ur Mind Rite Now
HulChul.NET > Entertainment > Music, Movies, and Dramas
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20, 21, 22, 23, 24, 25, 26, 27, 28, 29, 30, 31, 32, 33
CoOl LeO
a191.gif
Her ghadi badal rahe hai roop zindagi,
Chao hai kahin kahin hai dhoop zindagi,
Her pal yahan jee bhar jiyo kal kya pata
KAL HO NA HO cry.gif
ranya malik
janein kiyoon log pyaar kertein hain
janein kiyoon vo kisi pe mertein hain
janein kiyoon dunno.gif
janein kiyoon
janein kiyoon
VICKY DAR

SHESHA HO YAN DIL HO AKHIR TOOT JATA HY
LUB TAK ATEY ATEY HATHOON SE SAGER CHOT JATA HY

KAFI BAS ARMAAN NAHI
KUCH MILNA ASAN NAHI
DUNIYA KI MAJBOORI HY
PHIR TAQDEER ZARORI HY
YAH JO DUSHMAN HAIN AISEY
DONO RAZI HOON KESEY
AIK KO MANAOON TUU
DOJAA ROOTH JATA HY

SHESHA HO YAN DIL HO AKHIR TOOT JATA HY
LUB TAK ATEY ATEY HATHON SY SAGER CHOT JATA HY


Ghazal khushboo
zindagi k safar may akailay thay hum
ap jaisa humay meharban mil gaya
apni qismat pe humko barra naz hai
humsafar mil gaya razdan mil gaya


tumnay bakhshi hai humko nayee zindagi
werna duniya may koi humara na tha
thee andheron may bhatki huee zindagi
aur jeenay ka koi sahara na tha
tum andheron may banker milay roshni
jagmagata hua karwan mil gaya


tum agar aik ishara kerogay humay
chand taaray bichha daingay hum rah may
azma ker humay dekh laina kabhi
jan daidaingay hum apki chah may
aur kuch ab khuda say na mangain gay hum
muskurata hua aashian mil gaya

VICKY DAR

HALKA HALKA SA YAH NASHAA
BAHKA BAHKA SA YAH SAMA AA JANA
AJA NA JANEY JAAN
AJA NA YAH SAMA
JAYE NA JAYE NA
OOWOOOWOOOO

KIU BHALA SAPNOO K PEACHEY
DIL MERA APNOO K PEACHEY
KHOOTA HY ROOTA HY
KHUWAHISHAIN AWARA BAN K
TOOT JAIN TARA BAN K
HOTA HY HOTA HY
HOTA HY KAL MAGER
BEETA JO PAL AGER
AYE NAAA AYE NAAA

HALKA HALKA SA YAH NASHAA
BAHKA BAHKA SA YAH SAMA AA JANA
AJA NA JANEY JAAN
AJA NA YAH SAMA
JAYE NA JAYE NA
OOWOOOWOOOO


muskan_kaun
Do Lafzon ki hai Dil ki kahaniiii
Kya hai Muhabat
Kya hai Jawani
Lag Ja galay se
Rut hay sohani
Kya hai Muhabat
Kya hai Jawanii
Ya Kashti wala
Kya ga raha hay
Shayad isay bhi koie
Yaad aaraha hay
Ghazal khushboo
aik pyar ka naghma hai maujon ki rawani hai
zindagi aur kuch bhi nahi tery mery kahani hai
VICKY DAR


MY FAV SONG


AYA HO YAROO
DIL APNA DY K
ANKHON MAI CHAHRA
KISI K LE K
WOO DIL KA QATIL
DILBER HAMARA
JIS K LIYE MAI
HOA AWARA
MILTEY HI JIS NY
CHOMA TH MUJ KO
PHIR NA PALAT K
DEKHA DOBARA

AISA ZAKHM DIYA HY JO NA PHIR BHAREY GA
HASEEN CHAHREY SY AB YAH DIL DAREY GA
HUM TU JAAN DY KER YUN HI MAR MITEY TH
SUN LO EHH HASENO YAH HUM SY AB NA HO GA


RASEELEY HONT
CHALAKTEY GAAL
MASTANI CHAAL
BORA KER DY HAAL
PALAK BHER K
K DIL DHARKEY
OMER KI UTHAN
KARAKTI KAMAN
QATIL ADA
ZALIM HAYA
MEREY KHUDA
MEREY KHUDA
SHOLA BADAN
BAHKA CHAMAN
MAGER YAROOO


HUM TU JAAN DY K YUN HI MAR MITEY TH
SUN LO EHH HASENO YAH HUM SE AB NA HO GA
AISA ZAKHM DIYA HY JO NA PHIR BHAREY GA
HER HASEEN CHAHREY SY AB YAH DIL DAREY GA


TU JO KAHYE TU TAROON MAI TUJEY LE KER CHALOO
TU JO KAHYE TU QADMOO MAI UNHAIN LA DAAL DON
SEENEY SY LAGA K YAH BADAN KER DON GULABI
CHAHRA CHOOM KER K MAI BANA DOON AFTABI

HUM TU JAAN DY K TUM PE MAR MITEY TH
KOON PAYAR TUM SY AB ITNA KAREY GA
AISA ZAKHM DIYA HY JO NA PHIR BHAREY GA
HER HASEEN CHAHREY SY AB YAH DIL DAREY GA

muskan_kaun
Koie Louta de wo Pyaray Pyaray Dinnnn
Kati nahi ratainnn abb teray Binn..
Sharabi_Eyes
hold me now...am six feet from the edge and i am thinkin
may be six feet aint so far down...! 121.gif 121.gif 121.gif
Chan_Makhna
Abb to adat si hai mujhko
ranya malik
AGAR TUM MIL JAOO ZAMANA CHOOR DEIN GEY HUM
TUMHEIN PA KER ZAMANY BHAR SE RISHTA TOR DEIN GE HUM
AGAR TUM MIL JAOOOO

SIWA TERY KOI DILKASH NAZARA HUM NA DEAKHIN GY
TUMHEIN NA HO PASAND US KO DOBARA HUM NA DEAKHIN GY
TERI SURAT NA HO JIS MAIN WO SHEESHA TOOR DEIN GY HUM
AGAR TUM MIL JAOO ZAMANA CHOOR DEIN GY HUM
MidniteMoon
Ansoo, Waqar Ali

tanha tanha jewan k....kesay din guzaray....
sunlo..sun sako to....tum ko ansooo pukaray..
chaltay chaltay suchay...kyou hay durii...ja-aingay kahaaa.. khuwahish to na hogi puri...ga-aingay kahaa...ga-aingay kana..lala..laaaalala
sunlo sunsako to...tum ko ansooo pukarayyyyy

saath dil k chalay...dil ko nahi roka ham nay
jo na apna tha..usay toot k chaha ham nay
ek dhokay may cati umar...hamari sari umar
kya batain...kesay paya..kesay khoya hamnay

dheeray dheeray dheeray..koi chahat baki na rahee
jenay ki koi bhi surat..baki na raheee...baki na raheee
sunlo...sunsako to tum ko ansoo pukarayyyyy

totay totay jo hay...maray sapnay..ansoo hi to hay
zindagi ka hasil apnay..ansoo hi to hayyyy...ansoo hi to hay
sunlo sunsako to...tum ko anso pukarayyyyyy
rose.gif rose.gif
Ghazal khushboo
chehray pe khushi chha jaty hai ankhon may suroor ajata hai
jab tum mujhay apna kehtay ho apnay pe ghuroor ajata hai
Chan_Makhna
mere dost kissa yeh kia hogaya
suna hai ke too bewafa hogaya
Sharabi_Eyes
Welcome to the hotel californiaa
such a lovely place, such a lovely face...! 121.gif
Ghazal khushboo
jiyen tu jiyen kasay
bin apkay
lagta nahi dil kahin
bin apkay
Sharabi_Eyes
mere yaar mere dost
meri kayinaat madhoshhh
sab kho geye hein kahan
mere logggg
mere yaar mere dost
mera dhoondta dil behosh
sab so geye hein kahan
mere logggg
mere yaar mere dost
meri arzoo khamoshhh
kiyoun bhool geye sab
mere logggg
per jo ajj hai kal na ho chahey na dil ye mera
ajj bhi hai kal na ho
bhoolo na bhoolo na
meree yaar
aitebaar hai uss ka
tum badlo badley dil badleyy loggg
mere yaar mere dost
meri bandagi ke hein log
tab jaag uthein ge dost
mere loggg
mere yaar mere dost
ab doun mein kis ko doshh
kiyoun bhool geye sab
mere dostttt


simply a mindblowing song...! 121.gif 121.gif 121.gif
muskan_kaun
Dohwa dohw horaha hay sama
kaheen to hai aag lagi..
kah ho na ho ya teraaa kaam hai
kah shola badan hai tu hi..

kah adaa se jahan bhi
Tu Chala meray Pyaray
Bharkayyyyyyy angarayyyyyy
Chom ke teray Qadam
Daikh

oo Dil walay Khiltay hoya
hasty Machaltay hoya
par jub bhi jan-e-jigar
tujh se mili nazar
ek dam sulugnay lagay
seenay mai pa ke jigar
kah adaa se jahan bhi
Tu Chala meray Pyaray
Bharkayyyyyyy angarayyyyyy
Chom ke teray Qadam
lahory bacha
kabhi tum kaho
kabhi main kahoon
kay main nay yeh dil
tumhain day diya
Ghazal khushboo
tery chahat may ye dil deewana hua sary duniya say may tu baigana hua
koi tum sa nahi iss jehan may sanam jeena mushkil hai mera tumhary qasam
Chan_Makhna
Dil ni lagda tere bina cry.gif
Sharabi_Eyes
do you know you make me cryyyyyyyyy
do you know you make me dieeeeeeeee
everything against me, is youll ever really see
its a lovely thing that we had
its a lovely thing
the animal
the animal instinct....! yippie.gif
muskan_kaun
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmmm

suno to deewana Dil kahta hai Hum se miljanaaaaa
suno to deewana Dil kahta hai Hum se miljanaa
kabhi na kabhi to tu bhi mil ke hum se kah janaaaaaa
na sukh ya dil hai mera , aashiq hai ya Dil hai mera
suno to deewana Dil kahta hai Hum se miljanaa
kabhi na kabhi to tu bhi mil ke hum se kah janaaaaaa

bade hi mushkil se miltay hain Yaar hum jaysay yaar sun lay
bade hi mushkil se miltay hain Yaar hum jaysay yaar sun lay
meray dil mai hai Pyaar hi Pyaar , Pyaar ke Phool Yaar chun lay
meray dil mai hai Pyaar hi Pyaar , Pyaar ke Phool Yaar chun layyy
Dil mai Jo Chupa hai Zubaan pay wo le aana
Kabhi na Kabhi tu bhi Mil ke hum se Kah Jana

Pyaar ki manzil mil jay gi yaar bahon mai aa mere
Pyaar ki manzil mil jay gi yaar bahon mai aa mere
khara hoon kab se main dil leke yaar rahon mai aa mere
Pyaar ki mazil mil jay gi yaar bahon mai aa mere
khara hoon kab se main dil leke yaar rahon mai aa mere
abb to mere Jaan Dil mera le lay nazrana
Kabhi na Kabhi to Tu bhi Mil ke hum se kah jana
na sukh ya dil hai mera , aashiq hai ya Dil hai mera
Kabhi na Kabhi to Tu bhi Mil ke hum se kah jana

suno to deewana Dil kahta hai
Hum se miljanaaaaa
suno to deewana Dil kahta hai
Sharabi_Eyes
koi kehey kehta rehe jitna bhi hum ko deewana
hum logoun ki thoker mein hai ye zamana
jab saaz hai awaz hai phir kis liye hichkichana
gayein ge hum apney diloun ka tarana
bigrey duniya
bigerney bhi do
jhagrey duniya
jhagarney bhi do
larey jo duniya
larney bhi do
hum apni dhun mein gayein
duniya roothey
roothney do
bandhan tootey
tootney do
koi chootey
chootney do
na ghabraaoooo
hum hein neye, andaaz kiyoun ho purana...! yippie.gif
lahory bacha
kabhi kabhi meray dil mein khayaal aata hai
kay jaisay tujh ko banaya gaya hai meray liye
Ghazal khushboo
kisi nay apna bana kay mujhko
muskurana seekha diya
andheray ghar may chiragh jasay
zindagi ka jala diya
muskan_kaun
ooohooo oooooo ahaaaaa haaaaaaa
Wo lamhain
wo raatain
koie na janay
thi kaisii batain
woooo Barsaatainnn
wo Bheegi bheegi yaadainnnnn
wo bheegi bheegi yaadainnnnn

na main jano
na tu janai
kaysa hai ya aalam
koie na janay
phir kyun hai ya tanhaiiii
kaisii hai ya ruswaii
gum ho hogay kyun
kho gay hummm
wo lamhaiin

sagar ki lehroon se
gahra hai mera Pyaar
sahraon ki hawaon mai
kaisai aai gi bahar
Phir Kyun hai ya tanhaii
kaisii hai ya ruswaii
gum ho hogay kyunnn
kho gay hummm
wo lamhaii
wo raatain
koie na janay
thi kaisii batain
woo Barsaatainnn
wo Bheegi bheegi yaadainnnnn
wo bheegi bheegi yaadainnnnn

andhi ho ya tofaan ho
meray mun mai tu raihai sada
koie apna ho
ya parayy
usai dhondon mai kahan
Phir Kyun hai ya tanhaii
kaisii hai ya ruswaii
gum ho hogay kyunnn
kho gay hummm
wo lamhaii
wo raatain
koie na janay
thi kaisii batain
woo Barsaatainnn
wo Bheegi bheegi yaadainnnnn
wo bheegi bheegi yaadainnnn

mona_c
humein tum se pyaar kitna ye hum nahi jaantey
magar jii nahi saktey tumharey binaaaaaaaa
Ghazal khushboo
wow zabardast Mona
good song 121.gif


may jis din bhula don tera pyar dil say
wo din akhri ho mery zindagi ka
ye ankhain ussy raat hojayaen andhi
jo teray siwa dekhain sapna kisi ka
lahory bacha
kabhi tum kaho
kabhi main kahoon
kay main nay yeh dil
tumhain day diya
CoOl LeO
a191.gif
Ichak dana pichak dana danay upar dana
pichak dana
chat k upar larki nachay larka hai deewana
pichak dana
Ghazal khushboo
dil pe teray pyar ka paigham likh don
aja zindagi may teray nam likhdon
muskan_kaun
Bin Terat sanam mar mitain gai hum aa mere zindagii
aana hi para sajna zalim hai dil ki lagiii
muskan_kaun
Kabhi main Kahoon , Kabhi Tum kahoo
Kah main ne Tumhai YA Dil de diyaaaaaaa
$!innocent_wish$
Dil Dey Dia hay Jaan Tumey daingay

Daga nahe kary gay
muskan_kaun
Dil ne Jisay apna Kaha , Dil ne Jisay Apna Kahaaa
bekhabar wo Hai Wahaan
Janayyyyyyyyy Parrrr , Zameen aaasamann
nazu
So rang mohabat kay yeh mujhko dikhatee hai
na roothtee hai mujhsay na yeh sharamatee hai

Seenay say laga loon tu lag jatee hai seenay say
Tumsay tu kaheen achee tasweer tumharee hai

qadmon main yeh jaan rakhdoon husrat yeh hamaree hai
yeh dil bhee tumhara hai yeh jaan bhee tumharee hai

ankhon say teree soorat is dil main utaree hai
tasweer teree humko so jaan say payaree hai
muskan_kaun
Ya dohwan dohwan se rahnay do
mujhy Dil ki baat kahnay do..
Main pagal deewana teraaaaaa
Mujhy Ishq ki aag mai Jalnay do...

Ya dohwan dohwan sa rahnay do...
mujhy Dil ki baat kahnay do
Main pagal deewana teraaaaaa
Mujhy Ishq ki aag mai Jalnay do

Ya dohwan dohwan sa rahnay do
hey hey hey aaha ahaa hey hey hey

mujhy cho gaii tere nazar
mujhy hosh bhi nahi raha

is aag mai jalnay ka hai
apna maza apna maza
bhar le mujhy aagosh mai
aa pass aa meray pass aa
aaaaa pass aa merayyyyyy pass aa

ya dohwan dohwan sa rahne do
mujhy dil ki baat kahnay do
main pagal deewna tera
mujhy ishq ki aag mai jalnay do
$!innocent_wish$
gali gali phirta hay kyu ban k banjara 0-moped.gif

a mery dil may bas ja mery aasihq awara biggrin.gif
muskan_kaun
Janum Daikh lo mith gaiin doriyaan
Main yahaan hoon yahan hoon yahan hoon yahan
Kaisii Sarhadain Kaisii Majboriyaan
Main yahaan hoon yahaan hoon yahann hoon Yahaan
muskan_kaun
Pyar howa Iqrar howa hai
Pyar se phir kyun darta hay dil
Kahta hai Dil rasta mushki
maloom nahi hai kahan manzil..

$!innocent_wish$
aye ho tum meri Zinadagi may bahar ban key

mery dil may youn he rehna .................
muskan_kaun
ayy ajnabi tu bhi kaheen awaz de kaheen se
main yahaan tukron mai jee raha hoon
main yahaan tukron mai jee raha hoon
Tu kaheen tukro mai jee rahi hai

muskan_kaun
Hum dil de chukay sanum
tere hogay hain hummm
tere qasammm
ohh humm
cute ruba
kis ka hai ye tum ko intezaar main hoon na
daikh lo idher to aik baar main hoon na
cute ruba
ghoonghat ki aar se dilber ka deedar adhoora rehta hai
jab tak na parey aashiq ki nazar
singhaar adhoora rehta hai 1-Greetings.gif
muskan_kaun
Tujhy Daikha to ya jana sanummm
Pyar hota hai deewna sanummmm
abb yahaan se Kahaan Jain hummm
Tere Bahoon mai Mar Jain Hummm
cute ruba
pyaar hua iqraar hua hai
pyaar se phir kyun darta hai dil
kehta hai dil rasta mushkil
maloom nahi hai kahan manzil
llaaaaaaaaaa
ozone
yeh pardha hata do zara mukhra dikha do

hum pyar karney waley hay koi gair nahe
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.