KnOwN_StRaNgEr
Jun 19 2006, 04:16 PM
Ankhon say to door hai dharkanon kay pass hai
sohni_kudi
Jun 19 2006, 05:34 PM
aye dil tu rona nahin
khwab adhoray nahi
yeh arman saray tere
hongay puray kabhi
KnOwN_StRaNgEr
Jun 21 2006, 04:18 PM
o jane-jana hai sans jab tak tumhain mohabbat karain gay jana
desi rani
Jun 21 2006, 07:44 PM
aa jao oo aa bhi jao
tum ko kasam hai pyar ki
khate se nahi khati hai
ab gariyan intezaar ki
aa jao oo aa bhi jao
KnOwN_StRaNgEr
Jun 22 2006, 03:44 PM
Dil ka dharakna yehi chahat hai neend na ana yehi chahat hai
sohni_kudi
Jun 23 2006, 01:56 AM
apnon pe sitam
gheron pe karam
aye jane wafa ye zulm na kar
rehne day abhi
thoda sa bharam
KnOwN_StRaNgEr
Jun 23 2006, 02:23 PM
Yad to ati ho gi dil dukhati ho gi
sohni_kudi
Jun 23 2006, 02:36 PM
reshmi salwar kurta jali ka
roop saha nahin jaye nakhre wali ka
chor day peecha tu mujh matwali ka
kahe dhoondhe rasta kotwali ka
KnOwN_StRaNgEr
Jun 24 2006, 02:27 PM
Samjo na khuch to samjo na
DB_4ya
Jun 26 2006, 10:45 PM
pade sang jeena hai jasbaad yaar
koi aaye na tere baad yaar
har waqt kambhakt tadpaaye
teri yaad yaad
teri yaad yaad
KnOwN_StRaNgEr
Jun 29 2006, 04:18 PM
Teray hath mai mera hath ho sari janatain meray sath hon
KnOwN_StRaNgEr
Jun 30 2006, 03:36 PM
Chand safarish jo karta ........
desi rani
Jul 1 2006, 01:59 AM
upside inside out she is living la vida loca
KnOwN_StRaNgEr
Jul 1 2006, 03:43 PM
Lal Gulab
Jul 5 2006, 06:50 PM
Seenay main dil
Dil main dharken
Dharken main kya hai teri pyass hai
Is pyass main dard hai sanaum
Yeh dard tera ehsas hai
Seeny main dil...
life 4 u
Jul 5 2006, 08:51 PM
khobsurat ha wo itna saha nai jata
kaisay hum khud ko rok lain raha nai jata
DB_4ya
Jul 6 2006, 01:01 PM
KnOwN_StRaNgEr
Jul 6 2006, 07:17 PM
Tujay dekh ker dhadakta hai dil teray dard ka mujko ehsas hai
DB_4ya
Jul 8 2006, 02:19 PM
akhinyun se gal ker gayi
KnOwN_StRaNgEr
Jul 8 2006, 03:07 PM
Tu yad na aye aisa koi din nahi
DB_4ya
Jul 13 2006, 02:07 PM
kabhi milo to hum batayein tumhe o' sanam
kitne hai mohabbt is dil mein tere liye
KnOwN_StRaNgEr
Jul 13 2006, 03:20 PM
Aik tu na mila sari dunya milay bhi to kiya hai
DB_4ya
Jul 14 2006, 12:25 PM
zindagi is tarah se lagne lagi...
KnOwN_StRaNgEr
Jul 14 2006, 12:38 PM
Apki yad aye tu dil kiya karay
mir sumbul mir
Jul 14 2006, 05:50 PM
chand sifarish jo karta hamari
deta woh tumko bata..
sharmo haya k parde gira ka
karni hai humko khata..
KnOwN_StRaNgEr
Jul 15 2006, 11:42 AM
Lag ja galay kay phir yeh haseen rat ho na ho
DB_4ya
Jul 15 2006, 02:23 PM
Junoon junoon junoon junoon
Aye meri tamanna bin tere kahin na
Aye meri tamanna bin tere kahin na
Aaye mujhe sukoon
Junoon junoon junoon junoon
KnOwN_StRaNgEr
Jul 15 2006, 03:02 PM
Humain tumsay payar kitna yeh hum nahi jantay magar ji nahi saktay tumharay bina hum
àwàîtïñg êÿês....!!!
Jul 15 2006, 07:20 PM
yaar bina chain kahan rey...pyaar bhi chain kahan reh....
sona nahi chandi nahi yaar ko milaa....arey pyaar ker ley.....
KnOwN_StRaNgEr
Jul 15 2006, 09:24 PM
woh larki nahi zindagi hai meri
DB_4ya
Jul 16 2006, 02:46 PM
dul mera bole chal hat
chal hat
chal chal hat
KnOwN_StRaNgEr
Jul 16 2006, 05:44 PM
Kitna payar tumhain kartay hain aj humain maloom hua jeetay nahi tum per martay hain aj humain maloom hua
some_one_likes_muziq
Jul 18 2006, 05:26 PM
moosam hai bara qatil
kho gaye na kahin aawara dil.............
mushkil hai bari mushkil
kho gaye na kahin aawara dil.............
na kahin skoon hai na kahin qarar hai
kis ka mujh ko intezar hai
kis ka mujh ko intezar hai
moosam hai bara qatil
kho gaye na kahin aawara dil.............
àwàîtïñg êÿês....!!!
Jul 18 2006, 05:55 PM
tum dil ki dharkan mien ..rehtey hoo rehtey hoo...
meri in saansoon sey kehtey hoo...kehtey hoo....
baahoon men aajaaon..sapnoon mien kho jaao.....
KnOwN_StRaNgEr
Jul 19 2006, 02:42 PM
Tu jahan mai wahan
DB_4ya
Jul 20 2006, 01:05 PM
bahot pyaar karate hain, tum ko sanam
kasam chaahe le lo, khudaa kee kasam
humaaree gajal hain, tasawwoor tumhaaraa
tumhaare beenaa ab naa jeenaa gawaanraa
tumhe yoo hee chaahenge jab tak hain dam
saagar kee baahon me, mauje hain jitanee
hum ko bhee tum se, mohabbat hain utanee
ke ye bekaraaree naa ab hogee kam
bahot pyaar karate hain, tum ko sanam
kasam chaahe le lo, khudaa kee kasam
KnOwN_StRaNgEr
Jul 20 2006, 03:30 PM
Dil nay yeh kaha hai dil say mohabbat ho gai hai tumse meri jaan meray dilbar meray aitbar ker lo jitna beqarar hon mai khud ko beqarar kay lo meri dhadkanon ko samjo tum bhi mujse payar kar lo.............
DB_4ya
Jul 27 2006, 03:59 PM
Ajnabi mujhko itna bata dil mera kyon pareshaan hai
Dekh ke tujhko aisa lage jaise barson ki pehchaan hai
Kitni bholi hai tu kitni nadaan hai
Dil ki baaton se anjaan hai
KnOwN_StRaNgEr
Jul 27 2006, 04:16 PM
Ankhon say tu door hai dhadkanon kay pass hai
desi rani
Jul 28 2006, 02:53 PM
humko deewana humko deewana kar gaye
KnOwN_StRaNgEr
Jul 28 2006, 03:16 PM
Aisi Mohabbat say hum baz aye jo dil ko dukhaye rulaye sataye
DB_4ya
Jul 29 2006, 12:33 PM
Sunta hai mera khuda
Dil-o-jaan se chaahoon tujhko yaara dilruba
Ke zindagi tere liye, tere liye
Aur tu mere liye dil ki sada hai
KnOwN_StRaNgEr
Jul 29 2006, 02:10 PM
Hum jantay hain tum hamain na yad karoo gay toro gay mera dil mujay barbad karo gay dil phir bhi tumain detay hain kiya yad karoo gay
Dead Again
Jul 30 2006, 02:40 PM
chaand sifarish jo kerta hamari
daita wo tum ko bataaaa ........
KnOwN_StRaNgEr
Jul 31 2006, 05:06 PM
Aik tu na mila sari dunya milay b to kiya hai
desi rani
Aug 1 2006, 12:53 AM
bahut pyar karte hain tumko sanam
mastimaker
Aug 20 2006, 01:33 AM
[b]meray mann yeh bta dey tu
kis our chla hai tu
kya pya nahi tu nay
kya dhund raha hai tu
jo hai ankehi
jo hai an suni
woh baat kya hai bta
MITWAAAAAAAAAAAAAAA
kahey darkhenay tuj say kay
MITWAAAAAAAAAAAAAAA
Yeh khud say to na tu chupa[/b]
KnOwN_StRaNgEr
Oct 31 2006, 04:00 PM
Mana judai ka mousam bura tha
us ka bhi laikan apna maza tha
thora tarapna thora sisakna sach poochye to acha laga tha...
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.