Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Share The Song That Is In Ur Mind Rite Now
HulChul.NET > Entertainment > Music, Movies, and Dramas
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20, 21, 22, 23, 24, 25, 26, 27, 28, 29, 30, 31, 32, 33
KnOwN_StRaNgEr
Lag ja galay kay phir yeh haseen rat ho na ho shayed phir iss janam mai mulaqat ho na ho..

Hum ko mili hain aj yeh ghehryan naseeb say, jee bher kay dekh legeye hum ko qareeb say
Phir ap kay naseeb mai yeh bat ho na ho, shayed phir iss janam mai mulaqat ho na ho...

Pass aaye kay hum nahi ayen gay bar bar, bahian galay mai dal kay ro lain hum zar zar
Ankhon say phir yeh payar ki barsaat ho na ho , shayed phir iss janam mai .............
Sussi
ik baar kaho tum miri ho .....
KnOwN_StRaNgEr
Dhoondo gay mulkon mulkon milnay kay nahi nayaab hain hum
sukaina
aawargi main hed say guzer jana chahiye
laikin kbhi kbhaar to gher jana chahiye
KnOwN_StRaNgEr
har taraf har jaga har kahin pey hai han usi ka noor
roshni ka koi darya to hai haan kahin pey zaroor
*hayaa*
tujhey bhool jana jana Mumkin nahin
to yaad na,yaad na aaey aisa koi dinn nahin
tera jadoo aisa chaya..har zarey Mein tujhko paya
chahey Mahol ho Shor o gul ka.chahey ho weerana alam
har Pal hai Mojoodgee trei,har pal hai tera Mosam
tujhey bhool jana jana, Mumkin nahin
tu yaad na aaey aisa koi dinn nahin!
KnOwN_StRaNgEr
Ik tum hi bache thay kia dunya mai dil laganay k liye ..
Masoom_Pari
Kuch Is terah teri palkain .......... meri palkoon se mila de
Sharabi_Eyes
aur iss pal mein... koi nahi hai...
buss aik mein houn... buss aik tum ho...
kuch na kaho... kuch bhi na kaho....
KnOwN_StRaNgEr
Tere bina zindagi bhi laikan zindagi to nahi .... smile.gif
arshi_leo
Hum ko surif tum sy payar hai....
Hum ko surif tum sy payar hai....
Kha rahi hai dil ki bykhudii..
Bus tumhara intizar hai...
Hum ko surif tum sy payar hai....
Hum ko surif tum sy payar hai....
KnOwN_StRaNgEr
Abi to mohabbat ka aagaz hai abi to mohabbat ka anjam ho ga shades.gif
Airy_Princess
zindagi ne zindagi bhar ghamm diye
KnOwN_StRaNgEr
Dhoondo gay mulkon mulkon milnay kay nahi naayab hain hum ....
Airy_Princess
tou jahan main wahan
KnOwN_StRaNgEr
Mai tere jism ki hon parchaye, mujko kaise rakho gay khud say juda
Bhool karna to meri fitrat hai kyon kay insan hon mai nahi hon khuda
mujko hai apni har khata manzoor bhool ho jati hai insan se

Zindagi iss tarha say lagne lagi raang urh jaye jo deewaron say....
Airy_Princess
chakna chakna
KnOwN_StRaNgEr
Na janay kiya choot reha hai dil mai bus khuch toot reha hai honton per nahi koi kahani phiri bhi ankh mai aa gaya pani , nahi hum bhoolne walay nahi tum bhoolne walay chalo ik dosray ko karain Rab dey hawalay
Musafir janay walay nahi phir anay walay ..........
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Tu mile, dil khile
Aur jeene ko kya chaahiye
Na ho tu udaas, tere paas paas
Main rahoongi zindagi bhar
Saare sansaar ka pyaar maine tujhi mein paaya
KnOwN_StRaNgEr
Tum chupa na sako gi mai wo raaz hon tum bhula na sako gi wo andaaz hon
goonjta hon jo dil mai to hairan ho kyon mai tumharay hi dil ki to awaz hon 0-heartbeat.gif
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
salaam-e-hasarat qubuul kar lo
meri muhabbat qubuul kar lo
salaam-e-hasarat qubuul kar lo

udaas nazarein tadap tadap kar
tumhaare jalavon ko dhuundhati hain
jo kvaab ki tarah kho gaye
un hasin lamhon ko dhuundhati hain
agar na ho naagavaar tumako
to ye shiqaayat qubuul kar lo
salaam-e-hasrat qubuul kar lo
KnOwN_StRaNgEr
Mere siwa na koi tujko dekhay aa dil mai rekh lon chupa kay sanam
Iss zindagi say bhi zaida meri jaan tujko mai chaon ga apni qasam
Iss dil ki dunya basanay mai aya har sans tuj pey mitanay mai aya
Bejaan dharkan mai tu jaan bher dey aa meri bahon mai khuch aisa kar dey
Lag ja galay say mitay beqarai ab door reh ker nikalta hai dam

Mere siwa na koi tujko dekhay aa dil mai rekh lon chupa kay sanam……

Yeh payar mujko kahan ley k aya deewangi nay kiya kar dikhaya
Ab neend raton ko ati nahi hai teri yaad aye to jati nahi hai
Kitna tarapta hon mai kiya baton ho jaye aksar meri ankh nam
Mere siwa na koi tujko dekhay ……………



Sussi
kitni hussrut ha humiay tum say dil lganiay ki.
pass annay ki tumhay zindagi mei lannay ki
mei dil ki baat bhalla kasay khao, kasay kaho


KnOwN_StRaNgEr
Tuje samne bitha ker dekha karon yehi raat din mai socha karon
Bohat chahta hon tujko aa zindagi kay tu ban gayi hai meri zindagi
Tu hai meri bus meri yeh mujko hai yaqeen

Khuch hua or khuch hua bhi nahi….
aaminah
kabhi to qareeb aao,,kabhi to nazar milao (abhi to yeh hi aa raha hay zehn main 0-sosad.gif )
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Dil K Jahaan MeiN Ek Aag See Lagi Hai
MAiN HooN, Tum Ho Ishq Hai
Sussi
hum kis gali ja rehay ha,
apna koi tikhanna naih
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Koraa Kaaghaz Tha Yeh Mann Mera
Likh Diya Naam Uss Pay Tera
Airy_Princess
Mohabbat jisay baksh day zindagani
nahi maut par khatm uss ki kahani
Mohabbat tou ek javedan zindagi hai
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Sunjay Dil Waalay Boohay
Ajay MaiN Nahi Dhooay
Way Tu Jamm Jamm AaveN
Channa TaaryaaN Dee Loaay
Sunjay Dil Waalay Boohaay


crying_anim.gif
Airy_Princess
nahi koi insaan mohabat se khali
har ik roh pyasi
har ik dil sawali
Sharabi_Eyes
Sing with me, sing for the year
Sing for the laughter, sing for the tear
Sing with me now, just for today
Maybe tomorrow, the good Lord will take you awayyyyyyyyyyyyyyyy

Dreammmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm onnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn

Dreammmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm onnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn

Dreammmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm onnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn

Dreammm Onnn Untillll Yourrr Dreamsssss Comeeee Trueeeeeee....!!!!!


I LOVE THIS SONG... I WOULD RECOMMEND YOU ALL TO LISTEN TO IT...

SING FOR THE MOMENT - BY AEROSMITH
KnOwN_StRaNgEr
Hamare baad tumhe apna banane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Badi mushkil hai chaahat ki sabhi rasmein sabhi kasmein
Kareinge pyaar sab lekin nibhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Kahin majbooriyan hongi, kahin tanhaaiyaan hongi
Tumhe har mod pe rasta dikhaane kaun aayega
Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
Zaroorat har kisi ko hogi, teri meherbaani ki
Sitam seh kar tumhe apna banane kaun aayega

Rulaane to sab aayeinge, hasaane kaun aayega
mir sumbul mir
na chura sakoge daman
jo main dil ki baat kehdun
jo main dil ki baat kehdun
tum kahin na ja sakoge
na chura sakoge daman..
TANHA JAAN
TUJH KO NA DEKHYU TU
JEE GHABRTA HA
DEKH K TUJH KO
DIL KO MERAY SAKOON ATTA HA
KnOwN_StRaNgEr
Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai

Pehle Main Samjha Kuch Aur Vajeh Inn Baaton Ki
Lekin Ab Jaana Kahaan Neend Gayi Meri Raaton Ki
Jaagti Rehti Hoon Main Bhi Chaand Nikalta Nahin
Ho.. Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai...
Haan Yehi Pyaar Hai

Kaise Bhuloongi Tu Yaad Hamesha Aayega
Tere Jaane Se Jeena Mushkil Ho Jaayega
Ab Kuch Bhi Ho Dil Pe Koyi Zor To Chalta Nahin
Ho.. Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Haan Yehi Pyaar Hai

Jaise Phoolon Ke Mausam Mein Yeh Dil Khilte Hai
Premi Aise Hi Kya Patjhad Mein Bhi Milte Hai
Rut Badle Duniya Badle Pyaar Badalta Nahin
Ho.. Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
KinZz
ja ray ja harjaye deakhi tere dildari
TANHA JAAN
ttum bin jiya jay kaisay
KnOwN_StRaNgEr
Meri sanson main basa hai tera hi aik naam
teri yaad hamsafar subho shaam
teri yaad hamsafar subho shaam
tu meray din main raton main
khamoshi ain baton main
badal k hathon main bejhon tujh ko yeh payam
teri yaad hamsafar subho shaam
teri yaad hamsafar subho shaam........
Ghum ki hai aik badli chaye
dil de k main ne hai paye
veerani si veerani
tanhai si tanhai
ankhain bheegain dil jalay
milay yeh chahat k silay
laikin tujh se hain mujhay
na koi na shikway na gilay
mar jaon tou bhi na lagaon koi tujh pe ilzam
teri yaar hamsafar subho sham
teri yaad hamsafar subho sham
tu meray din main raton main
khamoshi main baton main
badal k hathon main bhejhoon tujh ko yeh piyam
teri yaad hamsafar subho shaam
teri yaad hamsafar subho shaam
Sharabi_Eyes
dhol ki taal pe gaa rey
gaa rey dil jhoom k gaa rey
apna har dard chupa k
nach aur sab ko nacha dey
mukh pe ghoongat daley
naina do matwaley
ajj koi chala hai sajj ke piya nagariya rey
ye bandhan, natey, sarey, tor ke manwa rey
ho manwa reyyy.. ho manwa reyyy
o manwa reyyy - na tarpa reyyy
agan dil ki na sulgha rey
na bharka rey na chhalka rey
ye naina reyyy - ho manwa reyyy...!!!

TANHA JAAN
TUM DIL KI DHARAN MAIN REHTAY HU
KnOwN_StRaNgEr
Ab Muje Raat Din tera hi khayal hia...
SiMeL
Dard Mein B Ye Lab Muskara jataY hain..
BeetaY LamHay Humain Jab B yad ataY hain..dard Mein B..
Chand LamHat K wastaY he saHi..
Muskura Kar mili Thi MUjhy ZindaGi..
KnOwN_StRaNgEr
Bey panha payar hai aa jaa
Tera intizar hai aa jaa...
TANHA JAAN
tum bin jiya jay kaisay
kaisay jiya jay tum bin
Sharabi_Eyes
baatein..
bhool jaati hein..
yaadein..
yaad ati hein..
TANHA JAAN
HUM BEWAFA HARGIZ NA THAY
HUM KO MILEE USS KI SAZA
JU KHATA HUM KAR NA SAKAY
KnOwN_StRaNgEr
Nazar aa raha hai, saaf ye
Ham hi ham hai dil mein, aap ke
Faisla�ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
Ye nahin mera bharam
TANHA JAAN
CHAL AKELA
CHAL AKELA
KnOwN_StRaNgEr
Doobne waley ko tinke ka sahara hi bohat
Dil behal jaye faqat itna ishara hi bohat
Itne per bhi asman wala gia dey bijliyan
Koi batlaye bhala doobta phir kia kare...

Manzilain apni jaga rastay apni jaga, Jab qadam hi sath na dey to musafir kia karay
Yun to hamdard bhi bohat hain hamsafar bhi hain bohat koi bher k hath na dey dil bhala phir kia karay
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.