Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Share The Song That Is In Ur Mind Rite Now
HulChul.NET > Entertainment > Music, Movies, and Dramas
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20, 21, 22, 23, 24, 25, 26, 27, 28, 29, 30, 31, 32, 33
TANHA JAAN
zara tasweer say nikal kay
tu samnay tu a
omeri meh####a
KnOwN_StRaNgEr
Dil yeh pagal dil mera har pal tuje awaz dey... aa ja k ab to aa k sanam khamoshiyon ko alfaz dey...
TANHA JAAN
SAJNA NAY PHUL MARYAAAAAA
KnOwN_StRaNgEr
Jo haal dil ka idhar ho raha hai
woh haal dil ka udhar ho raha hai
Jaane jaan dilon pe pyaar ka
Ajab sa asar ho raha hai
Sharabi_Eyes
jana hum ko de do na ghum hi sehi..
kuch tu katey gi zindagi..
milna humara kam sehi..
kuch tu katey gi zindagi..
KnOwN_StRaNgEr
barason jawaaba-ye-yaar kaa, dekhaa kiye hum raastaa
yek din wo khat waapas milaa, aaur dakiye ne ye kahaa
is daakakhaane mein nahee, saare jamaane mein nahee
koee sanam is naam kaa, koee galee is naam kee
koee shahar is naam kaa, humne sanam ko khat likha crying_anim.gif
Pr!nCesS-0f-S3lf
Yeh dil apna naheen hai' Yeh dil hai tera par tou naheen hai
Meray qareeb aa meri jaan' Bin teray main jaon kahan
Yaara kab say hai mujh ko tera intizaaar
Bhoola main sab kuch; na bhoola kabhi tera piyaar. . . .

Kaisay' Kaisay main bataon
Haal apnay dil ka' kia samjhaon
Kay teray bin main kuch bhi naheen
Teray bina jeena naheen
Yaara kab say hai mujh ko tera intizaaar
Bhoola main sab kuch; na bhoola kabhi tera piyaar. . . .
KnOwN_StRaNgEr
Khwaab aankhon mein ab nahin aate
Ab to palkon mein tum samaaye ho
Har ghadi saath saath rehte ho
Dil ki duniya mein ghar basaaye ho
Teri har baat pe hum aitbaar karte hain
Ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain
Bore Na Kar
Cahnd re o chand re
iss chand mein hai daagh kyun
Bore Na Kar
QUOTE(TANHA JAAN @ Aug 27 2007, 02:24 AM) [snapback]2453910[/snapback]
SAJNA NAY PHUL MARYAAAAAA


Gamlay samait??
~Nemo~
Geet lage ke jhoom jhoom jhoom
Jhoom barabar jhoom

oh kab lage kahan rab jane
sab lage jahan sab jane
rabba
Har choot mazaa deti
Jeene ki saja deti hai
Rabbba
Jhhoot mooti baateein sun ke
Gungungati aankein sun ke

Jalwaen bhujhawein ,bhujhawein Jalwaein
oye moombateeiyan

oh
Udti udti ankhiyon ke
Lad gaye pech lad gaye oye

Geet lage ke jhoom jhoom jhoom
Jhoom barabar jhoom

Yeh ishq purana papi
Har baar khata karta hai
rabba
Har baar bacha hoon mein
Har baar yeh ja marta hai
rabba
Ho paaas koi aagaya to
Rass koi aagaya to
Ho baar baar baar kaleje pe na maar ankhiyan

oh
Udti udti ankhiyon ke
Lad gaye pech lad gaye oye

Geet lage ke jhoom jhoom jhoom
Jhoom barabar jhoom
KnOwN_StRaNgEr
Wo bheete din yaad hain wo pal chind yaad hain guzaray tere sang jo laga k tuje ang jo...
Bore Na Kar
Dil ka tarana
Kanch k1 gur1a
Main jahan rahun..
main kahin bhi hun
Teri yaad saath hai


Janay kiski talash unki ankhon main thi
arzu ke musafir atakte rahe,
jitne bhi woh chalay utne hi bich gaye rah main faslay..
khuwab manzil thay or manzilien khuwab theen
rastoon se nikalte rahay raastay..
janay kis wastay..
arzu ke musafir atakte rahe..


Main jahan rahun
main kahin bhi hun
teri yaad saath hai..
kisi se kahun
ke nahin kahun
yeh jo dil ki baat hai..
kehne ko saath apne ik dunia chalti hai
per chuphke is dil main tanhai palti hia
bas yaad saath hai..
teri yaad saath hai..
Teri yaad saaaaaaaaaaaaaaaaaath hai..


koi purani yaad mera rasta rok ke mujhse kehti hia
Itni jalti dhupp main yun kab tak ghoomoge
aao... chal ke beetay dinon ki chaon main bethen
us lamhe ki baat karien ke jis main koi phool khila tha
us lamhe ki baat karien ke jis main kisi awaz ki chandi khanak uthi thi
us lamhe ki baat karien ke jis main kisi ki nazron ke moti barse the
koi purani yaad mera rasta rok ke mujhse kehti hia
Itni jalti dhupp main yun kab tak ghoomoge


kahin to dil main yadon ki ik suli garh jati hia
kahin har ik tasveer bahut hi dhundli parh jati hia
koi nayi dunia ke naye rangoon main khush rahta hai
koi sab kuch paa ke bhi yeh mann hi mann kehta hai
kehne ko sath apne ik dunia chalti hia
par chuphke is dil main tanhai palti hia
bas yaad saath hia
teri yaad saath hia...
Teri yaaad saaaaaaaaaaaaaaaaaath hai...


Sach to yeh hai ke kasoor apna hai..
chand ko choonay ki tamanna ki
asmaan ko zameen per manga
phool chaha ke pathron pe khilien
kantoon main ki talash khushbu ki
arzu ki ke aagh thandak de
barf main dhoondte rahay garmi
khuwab jo dekha chaha sach hojaye..
iski humko saza to milni thi..
sach to yeh hai ke kasoor apna hai..


Kahin to beetay kal ki jarien dil main hi utar jati hain
kahin to jo dhagay tootien to maalayien bikhar jati hian
koi dil main jaga nayi baton ke liye rakhta hai
koi apni palkon per yadoon ke diye rakhta hai..
kehne ko sath apne ik dunia chalti hia
per chuphke is dil main tanhai palti hai..
bas yaad saath hai
teri yaad saath hai
Teri Yaad saaaaaaaaaaaaaaaaaaath hai....
Bore Na Kar
tere bin tere bin
precious_pearl
kahin badli main chand hunsaaa
mujhay teri yaad aayee................
dil ratoun main youn dharka aa aa
mujhay teri yaad aayee................

jub toot kay sawan barsa
jub yeh piyasa man tarsa
jub bagh main bulbul boli
jub milnay lagay humjoli

kahin kantoun main phool khilaaa
mujhay teri yaad aayee...............

jub mehki shaam suhaani
bhar aaya ankh main paani
jub barhnay lagai tanhaii
jub dard nay li angraai
dil zakhamoun say jub mehkaaa
mujhay teri yaad aayee.......

kahin badli main chand hansaaa
mujhay teri yaad aayee........



Hay Na Precious?

Precious_pearl

precious_pearl
Saya bhi jub saath chorh jaye aisi hay tanhai....
Rona chahoun to aanso na aaye aisi hay tanhai...



paya hum nay yeh bin tairay runjh ki rahein aour ghum kay andheray...
woh bhi to hum say gho gaye haayae asiai hay tanhai.....

saaya bhi jub saath chorh jayae aisi hay tanhai......


precious_pearl
precious_pearl
Eik Din Aap Hum Ko Youn Mil Jaain Gay
Phool Hi Phool Rahoun Main Khil Jaain Gay
Main Nay Soucha Na Tha ..


Eik Din Zindagi Ho Gi Itni Haseen
Jhoomay Ga Aasman Gaye Gi yeah Zameen
Main Nay Souch Na Tha.....


Jagmagati Howi Chandni Raat Hay
Raat Hay Ya Taroun Ki Baarat Hay

Eik Din Zindagi Hogi Itni Haseen
Jhoomay Ga Asmaan Gaye Gi yeah Zameen

Main Nay Soucha Na Tha
Main Nay Soucha Na Tha...



Precious_pearl
Kanch k1 gur1a
^ nice above..

Madhosh dil ki dharkan.. chup si yeh tanhai..
yeh teri ashiqi kar na de meri ruswayi
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
suno suno jo tum kaho
tumhari har khushi pe apni jaan waar doon
Kanch k1 gur1a
Kitne bhi to karle sitam
hans hans ke sahienge hum
yeh pyar na hoga kum
sanam teri kasam
Bore Na Kar
dil k badlay sanam
Kanch k1 gur1a
Dil to hai dil
dil ka aitbaar kya kijiye
aagaya jo kisi pe pyar kya kijiye
**Gohar




0-heartbeat.gif to hai 0-heartbeat.gif
0-heartbeat.gif ka aitbaar kya kijiye
aagaya jo kisi pe pyar kya kijiye
0-heartbeat.gif 0-love.gif 0-heartbeat.gif

Kanch k1 gur1a
Ankhon ki ghustakiyan.. maaf hon..
**Gohar



look.gif ki Gustakhiyan moaaf hon ...

0-heartbeat.gif 0-love.gif 0-heartbeat.gif

Bore Na Kar
ab itni zyada gustakhiyan b na karo, ankhon ko kaboo mein rakho :d


dil dene ki rut ayi dil lene ki rut ayi :p
KnOwN_StRaNgEr
Tu mile, dil khile
Aur jeene ko kya chaahiye
Na ho tu udaas, tere paas paas
Main rahoonga zindagi bhar
Saare sansaar ka pyaar maine tujhi mein paaya
Chanda tujhe, oh dekhne ko nikla karta hai
Aaina bhi, oh deedaar ko tarsa karta hai
Itni haseen koi nahin
Husn dono jahan ka ek tujh mein simatke aaya
Tu mile, dil khile
Aur jeene ko kya chaahiye
Kanch k1 gur1a
Jiyen to jiyen kese bin aap ke..
lagta nahin dil kahin bin aap ke..
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Mere Naseeb MeiN Tu Hai K Nahi
Bore Na Kar
jiya dharak dharak jaaye
Kanch k1 gur1a
woh haseena woh neelam pari
kar gai kesi jadugari
neend in ankhon se cheen li hia
dil main bechainiyan hain bhari
main bechara hun awara bola
ab samjhaon kis kis ko
dil main mere hai dard-e-disco
dil main mere hai dard-e-disco
Bore Na Kar
khilona jaan kar tum to mera dil toray jatay ho
Kanch k1 gur1a
Dil ne dil ko pukara..
lo main aaya milne dubara
manzil pyar tumhara
main hun sagar tum ho kinara..

sitaron ki mehfil main goonjay ga tarana
ke honton pe aya hia dil ka fasana
Bore Na Kar
chand re o re chand re
iss chand mein hy ye daagh kyun
Kanch k1 gur1a
ankhiyon ke jharkon se
maine dekha jo sanware..
tum durr nazar aaye
bari durr nazar aaye..

bandh karke jharakon ko..
zara bethi jo sochne..
mann main tumhi muskaye..
mann main tumhi muskayee
Bore Na Kar
Yunhi tum mujse baat karti ho
ya koi pyar ka irada hy
KnOwN_StRaNgEr
Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai

Pehle Main Samjha Kuch Aur Vajeh Inn Baaton Ki
Lekin Ab Jaana Kahaan Neend Gayi Meri Raaton Ki
Jaagti Rehti Hoon Main Bhi Chaand Nikalta Nahin
Ho.. Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai...
Haan Yehi Pyaar Hai

Kaise Bhuloongi Tu Yaad Hamesha Aayega
Tere Jaane Se Jeena Mushkil Ho Jaayega
Ab Kuch Bhi Ho Dil Pe Koyi Zor To Chalta Nahin
Ho.. Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Haan Yehi Pyaar Hai

Jaise Phoolon Ke Mausam Mein Yeh Dil Khilte Hai
Premi Aise Hi Kya Patjhad Mein Bhi Milte Hai
Rut Badle Duniya Badle Pyaar Badalta Nahin
Ho.. Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahin Waqt Guzarta Nahin
Kya Yehi Pyaar Hai
Haan Yehi Pyaar Hai
Kanch k1 gur1a
YEh dil tere kadmoon main bicha doon..
tere mehke khuwabon ko saja doon..
teri chahaton ke sadqe meri zindagi..
ab to jan-e-jana mujhko teri ashiqi
hansaye bhi rulaye bhi sataye bhi.. smile.gif

Tere khayalon main
tere sawaloon main
uljha rahta hun main..
kese bataon main
kya kya mohabbat ke zakhm
sehta hun main

Meri panahon main
meri nigahon main
tera hi jalwa rawaan
mere tasvur main
meri ibadat main
tera hi qissa beyan

teri chahaton ke sadqe meri zindagi..
ab to jan-e-jana mujhko teri ashiqi...
hansaye bhi.. rulaye bhi.. sataye bhi...
hansaye bhi.. rulaye bhi.. sataye bhi.....

armanon ko mere dewana karti hai
tere labon ki hansi
mere to lamhon pe teri hi chahat ki
chahi rahay bekhudi...

meri tamanna ne mere dil-o-jaan pe asa kiya hai asar
dekhon jahan dekhon tere siwa mujhko aye na kuch bhi nazar
teri chahaton ke sadqe meri zindagi..
ab to jan-e-jana mujhko teri ashiqi..
hasnaye bhi
rulaye bhi
sataye bhi... smile.gif

YEh dil tere kadmoon main bicha doon..
tere mehke khuwabon ko saja doon..
teri chahaton ke sadqe meri zindagi..
ab to jan-e-jana mujhko teri ashiqi
hansaye bhi rulaye bhi sataye bhi.. smile.gif

Bore Na Kar
dil dewana bin sajna k maanay na :p
Kanch k1 gur1a
Meri sansoon main basa hai tera hi ik naam
teri yaad hamsafar subho shaam
tu mere din main raaton main
khamoshi main baaton main
badal ke hathon main bhejon
tujhko yeh peyaam

Teri yaad hamsafar subho shaam..

Gham ki hia ik badli chayi
dil de ke maine hai paayi
virani.. si virani..
tanhai .. si tanhai.. smile.gif
ankhien bheeghein din jalien
mile yeh chahat ke sile
lekin tujhse hian mujhe
na koi shikwe na gile
mar jaon to bhi na lagaon
koi tujh pe ilzam smile.gif

Teri yaad hamsafar subho shaam

Tere bin kyun na ghamgheen hoon..
bin tere kuch bhi to nahin hoon
tere bin main tanha jahan thi
bin tere phir aaj wahin hun
soone soone rastay
hian sab hi mere wastay
bojhal bojhal dharkanien
mere yeh gham ke din ginien
ab anhien gham ke pyalay hian
pehle bhi yeh jaam

Teri yaad hamsafar subho shaam

Meri sansoon main basa hai tera hi ik naam
teri yaad hamsafar subho shaam
tu mere din main raaton main
khamoshi main baaton main
badal ke hathon main bhejon
tujhko yeh peyaam

Teri yaad hamsafar subho shaam..
Bore Na Kar
tum ko dekha to dewanay ho gaye
KnOwN_StRaNgEr
Ya Raba dey dey koi jaan bhi agar dilber pey ho na dilber pey ho na koi asar.....
Kanch k1 gur1a
Mujhse juda ho kar
tumhe durr jana hai
ik dard-e-judai
phir laut ana hai
saathiyaaa,, sang rahega tera pyar..
saathiyaaa.. rang layega intezarr
Bore Na Kar
oye kuriye pataka
jo nachdi dhamaka :d
Kanch k1 gur1a
Dil ne jisse apna kaha
bekhabar.. woh hai wahan
jaanay per zameen asmaan
KnOwN_StRaNgEr

mujhase yeh har ghadi, meraa dil kahe
tum hi ho usaki aarzoo
mujhase yeh har ghadi, mere lab kahe
teri hi ho sab guftagoo
baatein teri itni haseen, main yaad inko jab kartaa hoon
phoolon si aaye, khushaboo

rakh loon chhupaa ke main kahin tujhako
saayaa bhi teraa naa main doon
rakh loon banaa ke kahin ghar, main tujhe
saath tere, main hi rahoon
julfen teri, itni ghani
dekh ke inako, yeh sochataa hoon
saaye me, inake main jiyoon
*BJ*
Itna Kyun Yaad Aa Rahay Ho
Diyai Ki Terah Julaa Rahay Ho

By Alisha Chinai ,,Najia's title song smile.gif
KnOwN_StRaNgEr
main tere jism ki hon parchayi mujko kaise rakho gey khud se juda...
bhool karna to meri fitrat hai kyun k insaaan hon main nahi hon khuda...
Mujko hai apni har khata manzoor bhool ho jati hai insanon se ....
Zindagi iss tarha se lagne lagi rang urh jaye jo deewaron se ...
Kanch k1 gur1a
aa jee lien ik pal main so janam
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.