sohni_kudi
Oct 7 2007, 08:07 PM
badal pe paon hai
ya chota gaon hai
apni to chal pari
yeh apni nao hai
KnOwN_StRaNgEr
Oct 8 2007, 08:05 AM
apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
dhundenge to mil jaayega
achhe bure din saathi aate rahenge
kabhi hasaate kabhi rulaate rahenge
achhe bure din saathi aate rahenge
kabhi hasaate kabhi rulaate rahenge
bas yahi baat yaad rakhana -
apni bhi zindagi mein khushiyon ka pal aayega
dhundenge to mil jaayega -
Kanch k1 gur1a
Oct 8 2007, 12:16 PM
chaha humne tujhe jaan se bhi zyada
pyar tujhse karoongi umar bhar
aye mere ham nasheen
aye mere ham safar..
sohni_kudi
Oct 11 2007, 02:23 AM
doob ja mere pyar main
oh ya
oh ya
gotta move ur
gotta move ur
gotta move ur body tonite
like this like this like this
n that n this n that
KnOwN_StRaNgEr
Oct 11 2007, 05:46 PM
dil tere bin kahin lagta nahi waqat guzarta nahi......
**Gohar
Oct 11 2007, 07:27 PM
Manzilon pey aa k lut-tey hain dilon k karvaan
Kashtiyan sahil pey aksar doobti hain pyaar ki
Manzilain apni jaga hain , Rastey apni jaga
Jab Qadam he sath na dain tou musafir kya karey ..???
****
***
**
*
KnOwN_StRaNgEr
Oct 11 2007, 08:37 PM
doobne walay ko tinke ka sahara hi bohat
dil behal jaye faqat itna ishara hi bohat
itne per bhi asman wala gira dey bijliyan koi batlaye bhala d00bta phir kia karey
manzilain apni jaga rastay apni jaga jab qadam hi sath na dey to musafir kia karay ...
**Gohar
Oct 11 2007, 08:40 PM
Pyaar karna jurm hay, tou jurm hum sey ho gaya
Qabil e maafi huwa kartey nahin aisey Gunah ...!!
sangdil hey ye jahan aur sangdil mera sanam
kya karey josh e junoon aur housla phir kya karey ...???
Manzilain apni jaga hain .. raastey apni jaga ...
****
***
**
*
KnOwN_StRaNgEr
Oct 11 2007, 08:53 PM
har aik sheh ko jahan main badalte dekha hai , magar yeh waise ki waisi hai na chor jaye
yeh mere yaar k jaisi hai na chori jaye... sharab cheez hi aisi hai na chor jaye ...
**Gohar
Oct 11 2007, 10:18 PM
Shaa'erana see hay zindgi ki fizaa
aap bhee zindgi ka maza lijiey
main ghazal ban gaee aap k samney
shouq sey ab mujhey gunguna lijiey
****
***
**
*
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Oct 11 2007, 10:33 PM
Tere piyaar mein
teri yaad mein
main apna naam bhooli
yeh subah shaam bhooli
main beqaraar
tere piyaar mein
KnOwN_StRaNgEr
Oct 12 2007, 11:53 AM
loag barson juda ho k jeetay hain magar apna to yeh hal hai yeh hal hai k aik pal aik din jee sakain gay na hum aik doje k bin...
Kanch k1 gur1a
Oct 12 2007, 12:36 PM
Doston se jhooti moothi dusriyon ka naam le ke phir meri baatien karna
yaara
raat se din karna..
lambi judai teri bara mushkil hai
aahooon se dil bharna
yaaara
raat se din karna..
kab yeh puri hogi
durrr yeh durriii hogi
roz safar karna
yaaaraa
raat se din karna..
Chupke se lag ja galay raat ki chadar dhalay
chand ki bhi aahat na ho badal ke pichay chalien..
jalay katra katra
dhalay katra katra
raat bhi na hilay
sohni_kudi
Oct 12 2007, 06:24 PM
teri aankhe bhool bhulaiya, baatein hai bhool bhulaiya
tere sapnoo ki galiyon mein, I keep looking for you baby.
teri aankhe bhool bhulaiya, baatein hai bhool bhulaiya
tere sapnoo ki galiyon mein, You keep driving me so crazy.
dil mein tu rehtein hai, betabi kehti hai
i keep praying all day..
all day.. all night long
Kanch k1 gur1a
Oct 12 2007, 10:16 PM
mere dil main aj kya hia.. tu kahay to main bata dooon
**Gohar
Oct 12 2007, 10:18 PM
Aey.... kya bolti too ....?
Aey ....!!
Kya main boloon ...??
Sun.....!
Sunaaa......
aati kya khandalaa...???
****
***
**
*
Kanch k1 gur1a
Oct 13 2007, 02:01 PM
tere ishq main sudh budh khoye
haal najanay koi..
**Gohar
Oct 13 2007, 03:19 PM
Ze haal e masti ma kun ba Ranjish
Be haal e hijraa'n bechara dil hay
sunaie deti hay jiss ki dharkan
Tumhara dil ya hamara dil hay
****
***
**
*
sohni_kudi
Oct 16 2007, 05:37 PM
come on you people
come party thru the night
come on you people
come hug each other tight
come on you people
break it down and do the salsa
come on you people
just come on and get it right
lets do the mumbai salsa
o jaaneman
**Gohar
Oct 16 2007, 07:38 PM
Obla D D D Obla e Da Da Da Oblaee Doooooooo
Vee love uooooooooooo................
Zara koun hay wo .. hamain bhe bataou
ye Tasveer uss ki hamain bhe dikhaou ..
ye Qissey sabhi ko sunatey nahin hain ..
magar Doston sey chhupatey nahin hain ...
terey dard e dil ki dava hum karain gay
na kuchh kar sakey tou Dua hum karain gay ..
****
***
**
*
sohni_kudi
Oct 16 2007, 11:32 PM
shaka laka baby
shaka laka baby
mur k to dekho yar
shaka laka baby
shaka laka baby
hum se krlo pyar
no no no no
no no nono
Kanch k1 gur1a
Oct 16 2007, 11:33 PM
Ishq ne tere ishq ne
kardia kardia bekhabar
bechain sham-o-sehar
bas tujhe yaad karta hun main raat bhar
sohni_kudi
Oct 16 2007, 11:41 PM
dil laga na
dil jala na
dil laga na dil jale se
dil jal jaye ga
ishq kar na
ishq hi to tujhe tarpaye ga
koi yeh janay na
koi yeh manay na
humne to jana hai
ishq leta hai jan
dhoom dhoom just take my life
dhoom dhoom just break my heart
dhoom dhoom just tear part
dhoom dhoom aja kudi chak lay to mere nal
sohni_kudi
Oct 16 2007, 11:42 PM
dil laga na
dil jala na
dil laga na dil jale se
dil jal jaye ga
ishq kar na
ishq hi to tujhe tarpaye ga
koi yeh janay na
koi yeh manay na
humne to jana hai
ishq leta hai jan
dhoom dhoom just take my life
dhoom dhoom just break my heart
dhoom dhoom just tear part
dhoom dhoom aja kudi chak lay to mere nal
Kanch k1 gur1a
Oct 17 2007, 12:20 PM
Bari Udaas hai zindagi
koi to saathi chayie
ik talash hai zindagi
koi to saathi chayie
aaye ga mujh pe bhi pyar kisi ko
mujhko to hai yeh aitbaar
hoga mera bhi intezar kisi ko
sach keh raha hun mere yaar
ase na pagal machal.. dil dewanay sanbhal...
bad-hawaaas hia zindagi..
koi to saathi chayie..
yaadon main koi din raat sataye
tanha katay na yeh safar
kitna mujhe woh behchain banaye
usko nahin hia khabar
bass mera na chale.. usko laga lon galay
aik pyaas hia zindagi...
koi to saathi chayie...
KnOwN_StRaNgEr
Oct 18 2007, 08:53 AM
Chan Se jo tute koi sapna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage
Koi rahe na jab apna
JAg suna suna lage
Jag suna suna lage
Jag suna suna
Hai to yeh kyun hota hai
Jab yeh dil rota hai
Roye sisak sisak ki hawayein
Jag suna lage
Chan Se jo tute koi sapna
JAg suna suna lage
Kanch k1 gur1a
Oct 18 2007, 08:21 PM
raat ja rahi hia
chand dhal raha hia
dheere dheere asmaan
rang badal raha hai..
sohni_kudi
Oct 19 2007, 12:30 AM
teekhi teekhi teri aankhiyaan
chuke Chuke Behkati hai
dekh dekh na yun mujhko
hosh hosh le jati hai
teekhi teekhi teri aankhiyaan
chuke Chuke Behkati hai
dekh dekh na yun mujhko
hosh hosh le jati hai
KnOwN_StRaNgEr
Oct 19 2007, 07:51 AM
manzilon pey aa k lut,tey hain dilon k qarwan
Kashtiyan sahil pey aksar doobti hain pyar ki...
sohni_kudi
Oct 19 2007, 12:30 PM
tumhe pata to hoga
tum hi pe main fida hoon
tumhe hai jab say chaha
hawaon main udta hoon
tum hi mere har pal main
tum aaj main tum kal main
hey shona hey shona
Kanch k1 gur1a
Oct 19 2007, 07:04 PM
Tera chehra jab nazar aaye...
sohni_kudi
Oct 21 2007, 04:42 PM
tum ko paya hai to
jaise khoya hoon
khna chahon bhi to tum se kia kahon
kisi zaban main wo lafz hi nhe
k jin main kia ho tum
tumhe bata sakoon
Kanch k1 gur1a
Oct 21 2007, 08:26 PM
Hum to aise hian bhaiyaaaa
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Oct 21 2007, 08:33 PM
ek baar chale aao
soorat to dikha jaao
**Gohar
Oct 21 2007, 08:38 PM
Dil ki tanhaiee ko ...........
awaaz bana letey hain ...
****
***
**
*
Kanch k1 gur1a
Oct 22 2007, 12:27 AM
mera kuch samaan tumhare pass parha hia
KnOwN_StRaNgEr
Oct 22 2007, 08:54 AM
QUOTE(DarK AnGeL @ Oct 22 2007, 01:27 AM) [snapback]2538065[/snapback]
mera kuch samaan tumhare pass parha hia
one of my most fav
sawan k khuch bheegay pal rekhay hain ....
Kanch k1 gur1a
Oct 22 2007, 10:36 AM
Dil hai ke manta nahin..
yeh beqarari kyun horahi hai
yeh jaanta nahin..
dil hai ke manta nahin...
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Oct 22 2007, 10:53 AM
Hum kahe na kahe is zubaan se
Baat honton pe rukti nahin
Farak padtaa hai kya haan se naa se
Yeh nazar yunhi jhunkti nahin
Saaf zaahir hai dono taraf se
Yeh mohabbat to chhupti nahin
KnOwN_StRaNgEr
Oct 22 2007, 10:55 AM
Tum Mujhe Bas Yunhi Pyaar Karti Raho
To Khushi Mere Dar Se Kahaan Jaayegi
Umr Saari Guzaareinge Ham Baanhon Mein
Zindagi Mere Dar Se Kahaan Jaayegi
Naam Honthon Pe Teraa Subho Shaam Hai
Bandagi Mere Dil Se Kahaan Jaayegi
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Oct 22 2007, 10:56 AM
Rehte hai hum khoye khoye, gumsum
Kyoon ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
KnOwN_StRaNgEr
Oct 22 2007, 11:04 AM
Hum pyaar hai tumhaare, dildaar hai tumhaare
Humse mila karo, humse mila karo
Koi shikwa agar ho, aur shikaayat agar ho
Humse gila karo, par tum mila karo
Jaa maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai
Kanch k1 gur1a
Oct 22 2007, 11:13 AM
ishq bedardi mujhko pata hai
iski chahat main milti saza hai
beqarari main mar hi na jaon
nasamjh ko kese samjhaon
dil hia ke manta nahin hai
bechaini janta nahin hia
main karon kya bata zara saathiya
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Oct 22 2007, 02:00 PM
Aao milke gaaye aisa gaana sureela aur suhaana
Jis mein sirf pyaar ki mithaas ho
Humne to hai seekha gungunaana hamesha muskuraana
Jab se tum hamaare dil ke paas ho
KnOwN_StRaNgEr
Oct 22 2007, 02:17 PM
Tu mile, dil khile
Aur jeene ko kya chaahiye
na ho tu udass tere pass pass main rahon ga zindagi bher ...
Saare sansaar ka pyaar maine tujhi mein paaya
Tu mile, dil khile
Aur jeene ko kya chaahiye
Airy_Princess
Oct 23 2007, 12:41 AM
A bhi ja
abhi ja
aye subah
aa bhi jaa
KinZz
Oct 23 2007, 12:44 AM
Mahiya mahiya golabi taray chun ly saray chun...
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Oct 23 2007, 12:51 AM
Ek Husmn Ki Devi Se Mujhe Piyar Huwa Tha
KnOwN_StRaNgEr
Oct 23 2007, 08:04 AM
tujse naraz nahi zindagi hairan hon main....
Kanch k1 gur1a
Oct 23 2007, 12:48 PM
jab se tere naina lagay re
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.