QUOTE(KamlaJatt @ Jun 27 2006, 06:19 AM) [snapback]2153778[/snapback]
OK KAINAT jiiiiiiiiiiiii ..... MAIRI TOUBA
Aik Message aaya haiy abhi abhi ... and what a lovi dovi msg yaar
Yaar
Arz kiya hay!!!!!!!!!!!
Na khawahish hay sitaron ki
Na tamanna hay baharon ki
Bas aap jaisey ki dosti mill jaye
Jo matt mar de saron ki acha kia ap ne is fazol bat per tobar kar lie varna is bare meri tarf se bhi ap ko dant par skati the.banda soch scumjh ker hi bol jaey kuch..kamla kahin ka
ap ka wo mat mar day saron wali ka sms parh kar bari hansi aye...

that was reallynice..
aik sms main bhe
likhon..
hunnnnnnnn
parho fir
ye sirf ap day waste..
Scientist all over the world r wondering how long a human can live without brain.. Kindly tell them ur age

ye sms hum ap k liey..suna hae ap khosyon main kisi ko yad nahie rakhte ho.per ye tum dua,on maein sub ko yead rakhte he....any wasy meri janib se message ..
Mubarak Mubarak
Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak
Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak Mubarak
Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari
Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari
Tumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari
Tumhaare Kadam Chume Yeh Duniya Saari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari
Mubarak Ho Tumko Yeh Shaadi Tumhari
Sada Khush Rahon Tum Dua Hai Hamari