*Rania*
Sep 2 2005, 01:52 PM
Hayeeeeeeeeeeeee
Ki Maray qatal k baad us nay jafa say tauba
haye Us zoud pashyaaman ka pashaymaan hona
ye baat is column k liye nahi.hamaray apnay liye hai jab Dr.Qadeer k sath kabhi b Na bolnay wala bal-k mulak ki khidmat k silay ma asa " Qablay izzat " Ra_waiya rakkha gia tu ham ma say kitnay logon nay protest kiya...Sab say bari Awwami taqat hai..kia kiya ham nay Dr sahab k liye..........bal_diyati intakhab k liye itnay jalsaay jaloos(ijazat na honay k bawjood) aor us waqt kahan thi ye awwami taqat...........ab jitnay marzi safhay kalay kar lain likkh kar.....Koi b wo Daag nahi dho sakta jo Dr.sahab k dil par laga hai.........un ka tu yahi haal hoa ha k
Daikha jo teer kha k Kameen ga ki taarf
Apnay hi dostoon say mulaqat ho gai
Ham nay na un ki koi amli madad ki na ikhlaqiiiii.Ab jo marzi kahain un ko koi faraq nahi parta
Ham sab asay hain sab k sab..........15 caror
Tuhmat laga k maa pay jo Dushman say daad lay
Asay Sukhan farosh ko mar jana chaye
Bore Na Kar
Oct 4 2007, 05:35 AM
bus hum to dua hi kar skatay hyn k sub acha ho jaye