kabhi kabhi ghalat bun jaata hai
laikin abh kaafi kuch bana laiti houn
| QUOTE (apajee @ Jul 6 2005, 05:34 PM) |
| Purany zamany main to larkiyon ko ghar dari ..Silai karhai . saf safia .. kitchen say mutaliq har chez sikhai jati thi par ajkal bohut si auntyan .. baray fakhar say kehti hain k agar ata hai to kuch chinese sekh liya Oho mian kahin off topic to nahi ja rahi aap zara upar wali chezon par nazar dorain aur batayen k Un chezon main apko koun si chez dekhain zara yahan a pr koun koun |