Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Sharam Naak Baat
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
Daylight
QUOTE (Mulla @ Jul 20 2005, 09:18 PM)

mein buhut busy hoon, lehaza muktasaran araz hai!

1) Plestinan awam ka katal e aam shuru honay wala hai. Palestnion par azaab hai, zindagi mein pehlei dafa mein ne apni ankhoon se dekha keh azaaab kiya hota hai!

2) Faisal saleh hayat mehnati or paka pakistani hai. Kashmeer ko bechnay wala hai, kashmeer ka haal, kashmeer se peecha churanay mein hai, sirf pakistan par focus karna in ki policy hai!

3) Akram Durani ne hisba bill Pentagon ko pesh kiya hai ..aproval ke liye..

is baat ke hum chasmdeed gawa hain..

yeh sab se sharamnaak baat hai keh islamic bill ko pentagon approve karay..pentagon se mulakat senator azam swati ne karwi hai! akran durani ne assembly na torna ki bheek bhi mangi hai..

bakool akram durani ke Mush or MMA mein aik deal honay wali hai, hisba bill de kar National Security council mein MMA ka ana!

Akram durani privately USA mein hai...can you believe this.

4) ijaaz ul haq bhi new york mein hain or meri mulakat hai aaj raat!

Mulla!

QUOTE
1) Plestinan awam ka katal e aam shuru honay wala hai. Palestnion par azaab hai, zindagi mein pehlei dafa mein ne apni ankhoon se dekha keh azaaab kiya hota hai!

Ghaza se yahoodi abad-kaaron ka inkhala shuru.

Wow kya pesh goyi thi......waisay pesh goi kerne waalon ke baaray mein ahadith kya kehti hain???
kamil_surfaroosh
Mulla jee akram durrani CIA ka headquarter hasba bill paish kernay nahi apni cm ship bachanay kai liye bheek mangnay gaya tha aur yaqenan us kai aewaz wahan us nay taleban ka khoon beecha ho ga qazi aur fazlo kay isharay per ,hasba bill to khali bahana tha aur to aur mma ko kia zarorat pari thi kai wo us ko mutamin karay ????????????????????
ajeeb baat hay america murdabad kay naray laganay waloo ka leader pentagon may aur kaisi khamoshi ikhtiar ki wi hai jamatio nay aik lafz is per mou say nahi nikal raha hay.

dosroo ko americi agent kahnay walay khud pentagon hahah.gif hahah.gif hahah.gif
Salman4u
QUOTE (kamil_surfaroosh @ Aug 14 2005, 09:08 AM)

114.gif Bouhat achay Kamil Bhai aur mulal ji aap kee main qadar karoon ga k aap k kalam nay insaf ka sath diya jiss k leay hum aap k aehsan mand hain bhalay aap mqm aur altaf bhai k khilaf baat karain magar sath sath aap aun ghalat logon k leay bhe boltay hain jinhon nay apnay chehray islami naron main chuhpay hooway hain jin kee raten aur rozo shab amerca main basar hotay hain jin kee auladain USA main taleem hasil kar rahee hain Aur jo Amerca k itnay wafadar hain k Aun say mashwaray laynay jatay hain jaisay durrani gay

Aap kee zmat ko salam kartay hain hum mulla bhaiiiiiiiiiiiiii
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.