Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Aam Khanay K Tariqay
HulChul.NET > Halla Gulla > Polling Booth
lahory bacha
QUOTE (apajee @ Aug 13 2005, 01:40 PM)
salam.gif

yummy krakrani.gif khari my al time fav shake hai chiko shake krakrani.gif

chiko yeh konsa shake hai 1-technoloy.gif
~*fariha*~
mein to ji chilka utar kar phir churri se kaat kar khati hoon waisey aam ko fruits ka badshah kaha jata hai but taaj to anaar ke sar par hota hai 1-technoloy.gif
~*fariha*~
QUOTE (apajee @ Aug 13 2005, 08:40 AM)
salam.gif

yummy krakrani.gif khari my al time fav shake hai chiko shake krakrani.gif

chikoo shake to mera bhi fv hai aur banana yippie.gif and strawberry shake as well aur milk shake ki to kia baat hai icon_peace.gif ji yum yum grin.gif
~*fariha*~
QUOTE (lahory bacha @ Aug 15 2005, 03:23 PM)
chiko yeh konsa shake hai 1-technoloy.gif

lain ji aap ne kabhi chikoo shake try nai kia rolleyes.gif
lahory bacha
QUOTE (~*fariha*~ @ Aug 16 2005, 12:43 AM)
lain ji aap ne kabhi chikoo shake try nai kia rolleyes.gif

nahi tidakmungkin.gif
AI-Irhab
churi sey kaat ker aur kabhi kabhaar aamon ko khopri uraaa ker us ka khoon chosleta hon grin.gif

aesa lag raha hay devils apney shikaar ko maarney k tareeqe bayan karahey hain grin.gif
~*fariha*~
QUOTE (lahory bacha @ Aug 16 2005, 01:57 AM)
nahi tidakmungkin.gif

lo to wait kis ka kar rahey hain banain shake aur pi dalain 0-headbang.gif
rani aapi
QUOTE (apajee @ Jul 27 2005, 12:37 PM)
salam.gif

Amm phalon ka raja eusa_dance.gif ... 2 k garmiyon ki soghat hai krakrani.gif ..
aur hum un do mahino main us par us tarah toot partya hain .. yeh hum janay icon_2gun.gif ya bechara aam grin.gif
kis kis tarah becharay ka huliya bigar daitay hain .. ke pechana he nahi jata hai eek.gif

Socha k us Azeem phal ko tribute pesh kiya jaye icon_salut.gif

us ko hum bohut say taraiqay say khatay hain .. aap bateyn aap us ko kis tarah say khana pasand kartay hain eyesss.gif

nice topic
mera khaanay ka andaaz sub se
different hai
main mango ko middle se cut lagati houn
aur donoun sides ko phir ghuma laiti houn
youn guthli nikal haati hain aur two cups bun
jaatay hain
phit spoon se is ko khaa laiti hounnnnnnnnn 114.gif
lahory bacha
QUOTE (~*fariha*~ @ Aug 18 2005, 10:22 PM)
lo to wait kis ka kar rahey hain banain shake aur pi dalain 0-headbang.gif

pee to main loon gaa lekin banana meray bas kaa kaam nahi hai woh kya hai naa main zara saa sust banda hoon grin.gif
insharah
[FONT=Arial][SIZE=1][COLOR=blue][COLOR=blue] wasalam.gif mujhay aam bohat pasnad hain but main nihayat nafasat say aam khana pasand karti hoon issi wajah say main aam ki ghutli bhi nahi khati pehlay aam ko peeler say cheel kay phir cubes main kat kar hath dhoo kar araam say baith kar fork say aam khati hoon.
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.