$!innocent_wish$
Aug 15 2005, 04:06 PM
esa zakham dia hay jo na phir bhary ga
ab her haseen chehray say yeh DIL dary ga
lahory bacha
Aug 16 2005, 08:17 AM
Hum dil day chukay sanam teray ho gaye hain ham teri qasam
Ghazal khushboo
Aug 18 2005, 12:43 AM
dil apna aur preet perayee
kisnay hai ya reet banayee
andhi may aik deep jalaya
aur pany may aag lagayee
$!innocent_wish$
Aug 19 2005, 04:45 PM
mera Dil jis dil pay fida hay
wo aik bewafa hay
muskan_kaun
Aug 20 2005, 09:11 PM
muskan_kaun
Aug 20 2005, 09:13 PM
Dil ne jisay apna Kahaaaaa
Dil ne Jisay apna kahaaaaaa
Wo hai Kahaaana
Jane Parrrrr Zameen Aaasmaannnn
Kho gayayaa Wo hai Kahaaaannnnnnnn
Dil ne jisay apna Kahaaaaaa
Ghazal khushboo
Aug 20 2005, 11:37 PM
Dil main chhupa kay pyar ka toofan lay chalay
Hum aaj apni maut ka saamaan lay chalay.....
Ghazal khushboo
Aug 20 2005, 11:40 PM
Dil daita hai ro ro dhuayee kisi say koi pyar na keray
Bari mehangy perragy judaai kisi say koi pyar na keray
muskan_kaun
Aug 21 2005, 11:13 PM
Dil deewana na jane kab kho gaya
Tu ne aysay daikha to kuch hogayaa
$!innocent_wish$
Aug 22 2005, 12:58 PM
kis ko chahtey rehna koi khata tau nahe
khata tau jab ho k jab Hall e Dil
kisi ko chahtey rehna khata tau nahe
muskan_kaun
Aug 22 2005, 09:09 PM
Aashiqi mai har aashiq hojata hay majboorrrrr
aashiqi mai har aashiq hojata hay majboorrrr
is mai Dil ka Mere Dil ka is mai Dil ka kya Qasoorrr
Nigahain na milti na ya Pyaar hota
na main tujh se miti na izhaar hota
mere aashiq mere dilbar mere jane jaan
tere bina abb ik pal yahaan jeena kahan
Haan Yahi Chahat ka aksar Hota hay ......
is mai Dil ka mere Dil ka is mai Dil ka kya Qasoor...
$!innocent_wish$
Aug 25 2005, 02:14 PM
kheta hay pal pal DIl ho kay youn diwana
pyar kiya tau nibahna pyar kiya tau nibahna
lahory bacha
Aug 25 2005, 02:46 PM
churra liya hai tumnay jo dil ko
nazar nahi churrana sanam
muskan_kaun
Aug 25 2005, 09:26 PM
Dil Mera Udaas hai
Bus tere talaash hai
Aaaya nahi koie rah nazar
Akai main Phas gaya Kahan
lahory bacha
Aug 25 2005, 09:43 PM
Dil kay badlay dil to saari duniya deti hai
ham to dil kay saath hee apni jaan bhi day dain gay
muskan_kaun
Aug 25 2005, 09:55 PM
Dil mile Mile mile dil mile
Khilay Khilay Khailay Gul Khilayy
Dil Milay Yahan Gul Khilayyy
lahory bacha
Aug 25 2005, 10:03 PM
yeh dil deewana
deewana hai yeh dil
muskan_kaun
Aug 25 2005, 10:42 PM
Dil To Pagal hai
Dil deewana hai
Haan ya Pagal hai
Haan Deewana hai
Sari sari raat jagata hay yahi
ankhiyon se neend orata hay yahii
Dil to pagal hai
dil deewana hai
Haan ya pagal hai
Haan deewana haiii
lahory bacha
Aug 26 2005, 01:42 PM
Jaanay dil mein kab say hai tu
jab say hoon main tab say hai tu
Mujh ko mera rab kee kasam
yaar rab say pehlay hai tu
muskan_kaun
Aug 26 2005, 07:58 PM
Dil ke badle dil to sare dunya deti hai
Hum to dil ke sath hi apni Jaan bhi de dain gay
lahory bacha
Aug 26 2005, 10:17 PM
main pagal mera dil bhi pagal
muskan_kaun
Aug 26 2005, 11:30 PM
Dil Deewana bin sajna ke manay na
Ya pagla hai samjha ne se samjhay na
$!innocent_wish$
Aug 27 2005, 03:47 PM
mera DIL bhe Kitna Pagal hay
k pyar tuj say karta hay
muskan_kaun
Aug 27 2005, 08:48 PM
Dil mai sanum mai Ki surat
Ankhon mai aashiqi de
mere khuda mujhy tu
ek aur zindagi de
lahory bacha
Aug 29 2005, 01:06 AM
tum dil kee dhadkan mein rehtay ho rehtay ho
muskan_kaun
Aug 29 2005, 01:41 AM
Dil DIL DIL DIL.. dil tere pyaar mai khoya main seri raat na soya
Main kya karoon..
$!innocent_wish$
Aug 29 2005, 05:07 PM
Dil Chura lay O Chand sau Chehray waley
apna bana lay O chand sey chehray waley
aakash_ki_pari
Aug 29 2005, 06:04 PM
| QUOTE ($!innocent_wish$ @ Aug 29 2005, 05:07 PM) |
Dil Chura lay O Chand sau Chehray waley
apna bana lay O chand sey chehray waley |
DIL KA ARMAN THI TU MERI JAAN THI
TU MERI ZINDAGI MERI PEHCAAN THI
TUNE DIL TOR KE BARBAAD KIA
HAD SE ZIYADAH SANAM TUJHSE PYAR KIA
lahory bacha
Aug 29 2005, 08:57 PM
Dil day diya hai
jaan tujhay dain gay
daga nahi karain gay sanam
muskan_kaun
Aug 29 2005, 11:09 PM
Dil Kya kare Jub kise ko kise se Pyar hojayyy
Jane Kahan Kab kise ko Kise se pyar hojayy
lahory bacha
Aug 30 2005, 12:55 AM
Dil walon kay dil kaa qarar lootnay
Main aaye hoon up bihar lootnay
~*cute_cinderella*~
Aug 30 2005, 04:22 PM
kabhi kabhi meray dil main khayal ata haii
k jaisay tuj ko banaya gaya hai meray liaaa
to ab say phalay sitaroun main bas rahi thi kahin
tujhay zameen pay bolaya gaya hai meray liaa
aakash_ki_pari
Aug 30 2005, 06:24 PM
aye kash kahin aisa hota k do dil hote seene main
ek toot bhe jata ishq main tu takleef na hoti jeene main
muskan_kaun
Aug 30 2005, 09:09 PM
| QUOTE (aakash_ki_pari @ Aug 30 2005, 06:24 PM) |
aye kash kahin aisa hota k do dil hote seene main ek toot bhe jata ishq main tu takleef na hoti jeene main |
Hayoo Kaashh
muskan_kaun
Aug 30 2005, 09:40 PM
Dil ka kya karain sahibbbb
hum unhi pai martay hainnnn
~*cute_cinderella*~
Aug 30 2005, 11:17 PM
per desiyaaa yeh such hai piyaaa sab khetay hai main nay
tuj ko dil day diyaaa
muskan_kaun
Aug 30 2005, 11:37 PM
Dil Jub se Toot Gaya
Kaysay Kahoon kaysay Jeetay hain
Kabhi zada kabhi kum peetay hain
~*cute_cinderella*~
Sep 1 2005, 12:03 AM
kyoun meraa dillllllllll
tuj ko chahay tuj ko mangay
kyoun meraa dil terayy siwa kuch bhi na souchay kyoun mera dil
~*cute_cinderella*~
Sep 1 2005, 12:06 AM
| QUOTE (muskan_kaun @ Aug 30 2005, 11:37 PM) |
Dil Jub se Toot Gaya Kaysay Kahoon kaysay Jeetay hain Kabhi zada kabhi kum peetay hain |
aik kaam kia karo na ya zada piya karo ya kam piya karo
muskan_kaun
Sep 1 2005, 10:19 AM
| QUOTE (~*cute_cinderella*~ @ Sep 1 2005, 12:03 AM) |
kyoun meraa dillllllllll tuj ko chahay tuj ko mangay kyoun meraa dil terayy siwa kuch bhi na souchay kyoun mera dil |

Kyun kya QARZ leke bhaag gaya hay
muskan_kaun
Sep 1 2005, 10:24 AM
| QUOTE (~*cute_cinderella*~ @ Sep 1 2005, 12:06 AM) |
aik kaam kia karo na ya zada piya karo ya kam piya karo |
Yaar Jub Piyaas zada lagti hai to Zada Pani Peena parta hay na
muskan_kaun
Sep 1 2005, 10:28 AM
dil dooba dil dooba tere ankhon mai ya dil dooba
Mehbooba mehbooba tere ankhon mai ya dil dooba
$!innocent_wish$
Sep 1 2005, 05:45 PM
Bachpan ke Mohabbat ko Dil say Juda na karna
yaad meri aye tau Dil he Duaa Karna
muskan_kaun
Sep 2 2005, 08:44 PM
Wo Dil kahan se laonnnn
Tere Yaad jo bhula dai
$!innocent_wish$
Sep 3 2005, 03:52 PM
DIL Cher K Dekh Tera he Nam Likha hay
$!innocent_wish$
Sep 3 2005, 05:46 PM
na janey mery DIL ko kiya hogaya
abhe tau yahe tha abhe kho gaya
muskan_kaun
Sep 3 2005, 10:23 PM
Dil to khoya hay Yahen Kaheen Pay
Dil to Khoya hay Yaheen Kaheen Pay
Tu Zara Bata , Tu Zara bata
lahory bacha
Sep 4 2005, 12:58 AM
Dil kay badlay dil to saari duniya deti hai
ham to dil kay saath hee apni jaan bhi day dain gay
Ghazal khushboo
Sep 5 2005, 12:04 AM
Dil daita hai ro ro dhuayee kisi say koi pyar na keray
barri mehngy perraygy judaai kisi say koi pyar na keray
lahory bacha
Sep 5 2005, 04:13 AM
Tum dil kee dharkan mein
rehtay ho rehtay ho
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.