Ghazal khushboo
Sep 22 2005, 01:27 AM
oo meray DIL k chan
chan ayae meray DIL ko dua kijiya
$!innocent_wish$
Sep 22 2005, 01:43 PM
afsana likh rahe ho DIL -e-Beqarar ka
Ankho may Rang bhar k
kis k intizar ka
muskan_kaun
Sep 22 2005, 08:21 PM
Abb aaoooo kah Barso Bulatay Bulatayyy
Mere "DIL" pay gahri Thakan Chah rahi hai..
Ghazal khushboo
Sep 22 2005, 08:47 PM
chal diyay tum jo DIL torr ker
youn akaila humay chhor ker
zindagi k her aik morr pe
hamesha tumeh mery kumy mehsus ho
muskan_kaun
Sep 22 2005, 08:56 PM
Pardaysiyaaa
Ya sach hai Piyaa
Saab kahtay hain main ne
Tujh ko Dil de diyaa
Main kahti hoon Tu ne mera Dil le lyaa
Ghazal khushboo
Sep 23 2005, 12:10 AM
chaman main reh kay werana mera DIL hota jata hai
khushi main aj kal kuch ghum bhi shamil hota jata hai
muskan_kaun
Sep 23 2005, 10:28 PM
Cho le agar Tujh ko hawa
Lagta hay Yaaaaaaa Mujh ko bura
Kahta hay Dil Tujh ko koiee
Daikhay na abbb Meray Siwaaaa
Ghazal khushboo
Sep 25 2005, 12:50 AM
jeewan k din chotay sahi
hum bhi barray DIL walay
kal ki humay fursat kahan
sochain jo hum matwalay
Ghazal khushboo
Sep 25 2005, 11:04 PM
khiltay hain gul yehan khil k bikhernay ko
miltay hain DIL yehan mil k bicchrnay ko
muskan_kaun
Sep 25 2005, 11:53 PM
Tarap tarap ke is Dil se
Ahhh Niklti rahi
Mujh Ko saza di Pyaar ki
aysa kya gunnah Kya
kah Hum Lutttt gay Hm Luttt
Ghazal khushboo
Sep 27 2005, 02:23 AM
dil nay ye kaha hai dil say
mohabat hogayee hai unsay
muskan_kaun
Sep 27 2005, 09:22 PM
Khoya Khoya Chand rahta hay asaman ke passs
Khoya khoya hum bhi rahtay hain is Jahan ke passs
Khoya Khoya Kyun rahta hay Ajj kal Ya DIL
tum to mere Jaan samjhti ho
Kia mere Mushkil.
Ghazal khushboo
Sep 28 2005, 10:30 PM
kahin do dil jo mil jatay bigarrta kya zamanay ka
khabar kya thee k ye anjam hoga dil laganay ka
$!innocent_wish$
Sep 29 2005, 02:02 PM
Aye ho meri Zindagi may tum Bahar bangay
Mery DIL may younhe rehna Pyar ban k
Ghazal khushboo
Sep 29 2005, 02:40 PM
ajnabi mujhko itna bata DIL mera kyun peraisan hai
dekh k tujhko aisa laga jasay sadion ki pehchan hai
muskan_kaun
Sep 29 2005, 08:55 PM
rafta rafta holay holay
Dilll ko churaya tu ne
Dil ko to pata bhi na chala..
churi chupkay chupkay
jadoo chalay hai tu ne
Dil ko to pata bhi na chala..
lahory bacha
Sep 30 2005, 01:04 AM
Dil meray tu deewana hai
pagal hai main nay mana hai
Ghazal khushboo
Sep 30 2005, 01:58 AM
tery chahat may ye dil deewana hua
sary duniya say may tu baigana hua
koi tumsa nahi iss jehan may sanam
jeena mushkil hai mera tumhary qasam
ranya malik
Sep 30 2005, 04:43 PM
DIL DE DIYA HA JAAN TUMHEIN DEIN GE
DAGA NAHIN KEREIN GE SANAM
RAB DI QASAM YARA RAB DE QASAM............!
Ghazal khushboo
Sep 30 2005, 07:51 PM
dil main toofan chhupayae batha hon
ye na samjho k mujhko pyar nahi
tum jo ayae ho mery duniya main
ab kisi ka bhi intezar nahi
bheegi_bheegi_yaadein
Sep 30 2005, 07:58 PM
| QUOTE (Ghazal + khushboo @ Sep 30 2005, 07:51 PM) |
dil main toofan chhupayae batha hon ye na samjho k mujhko pyar nahi tum jo ayae ho mery duniya main ab kisi ka bhi intezar nahi |
dil dewana bin sajna k manay na
yeh pagla hai samjhnay sa samjhay na
muskan_kaun
Sep 30 2005, 09:12 PM
Churaliya hai Tum ne jo Dil ko
Nazar nahi Churana sanummm
Badle ki Tum mere Zindagi ko
Kaheen Badle na jana sanum..
lahory bacha
Oct 1 2005, 02:26 AM
Dil kay badlay dil to saari duniya deti hai
ham to dil kay saath hee apni jaan bhi day dain gay
Ghazal khushboo
Oct 1 2005, 03:12 AM
dil ka na kerna aitbar koi
bhoolay say bhi na kerna pyar koi
muskan_kaun
Oct 1 2005, 10:29 PM
Dil mai rahna aur Intaizar kar
ishq hai toooo
Ishq ka Izhar kar
Ghazal khushboo
Oct 2 2005, 01:17 AM
may jis din bhula don tera pyar DIL say
wo din akhri ho mery zindagi ka
ye ankhain ussy raat hojayaen andhi
jo teray siwa dekhain sapna kisi ka
lahory bacha
Oct 2 2005, 03:51 AM
kya yahee pyaar hai
haan yahee pyaar hai
dil teray bin kaheen lagta nahi
waqt guzarta nahi
Ghazal khushboo
Oct 4 2005, 09:06 AM
kahin deep jalay kahin DIL
zara dekhlay aker perwanay
tery kaunsy hai manzil
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.