Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Abu Adnan Sahib Hazer Hoon
HulChul.NET > Masti - Masti > Baat-Cheet
Abu Adnan
QUOTE (sahera @ Aug 12 2005, 02:38 PM)


lojee 0-18_crazy.gif

chalo thik hai debate hi sahi kar letay hein shuru haan laikin us debate kay mozoo yehi hona chahiye.....aur yeh ko TOM ko istemaal kartay hoye kaha hai na is par qayaam rahiye ga..... eyesss.gif

debate bay.shak sanjeedah ho lekin jab biwi ka zikr chiRega to TOM hahah.gif hahah.gif khud bah khud maidan maiN kood paRega. woh sona naheeN aap nay k:

zikr chiRa jab biwi ka, bat pahonchee tanz o mazah tak. hahah.gif hahah.gif urdu TOM adab maiN say agar biwi ko nikal bahar kia jaye to kia buch jata hai ... niray khushk mizaj mard. 0-18_crazy.gif


hahah.gif hahah.gif
Abu Adnan
QUOTE (Nadirs @ Aug 13 2005, 01:38 AM)
barateen tu kafi attend ki hain..but...woh khatay hain na kha "tajarba tab hi hasil hota hai jab kudh per ho".. 114.gif

log kahtay haiN, zahar khanay say insaan marjata hai. 0-18_crazy.gif lekin logouN ka kia hai, woh to kahtay hi rahtay haiN.... aap pahlay tajarbah kijyega phir maanyega k log such kahtay haiN ya youN hi .... krakrani.gif

543.gif
Abu Adnan
QUOTE (muskan_kaun @ Aug 13 2005, 01:04 AM)
aray Lain Dain ki Batain Saab ke samnay nahi.. Konay may kartay hain... grin.gif

lekin iss waqt to aap aik banned moderator krakrani.gif ho. konay / pm maiN bhi kaisay dealing ho.
Abu Adnan
QUOTE (sahera @ Aug 12 2005, 02:30 PM)
hahah.gif  hahah.gif  hahah.gif
lay toh mitta dey ..... mardoon ko suchi baaton ki mirchein toh jaldi lag jati hein krakrani.gif  rose.gif  eusa_dance.gif

hahah.gif hahah.gif

miTa day biwi, apni hasti ko, Sshh.gif gar kuch martabah chahay 0-girl.gif mast.gif

k biwi (Ghazah powder ki) khaak maiN milker gul o gulzaar hoti hai. krakrani.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.