Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Naimat Ulllah And Isi
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
kamil_surfaroosh
hahah.gif hahah.gif hahah.gif
yeh ussi ISI ki nokri ka to kamal tha kai Naimat Ullah ko karachi ka nzaim banaya gaya tha .
Salman4u
114.gif Yeah 270 Vote lay ek thard class wakeel jiss ko wakalat main bhe koi nahain poochta thaa City nazim ban gaiya aur daal chawal jo sari zindagi khata raha wo bhool kar Rehman Rakpoot k khanay khanay laga apnay daftar main beath k jin k bill awam k paison say dayta raha ab is boodhay baba ko hum kiya kehan umer bhe aesi hai 82 saal k boodhay ko kuch keh bhe nahain saktay na
Salman4u
Mr Farooqi Bhai.

Ger aap is post ke ebaat kar rahay hain to hazratis post main kuch aesa nahain hai ger aap is post ko bunyad banain gay to hum aap ko abhi k abhi aesi post dikhain gay jin pay aap kee zaban nay jumbish nahain kee kyun k wo Altaf k khilaf thee yahan to MQM kee Khawateen k baray main ghalat remarks deay gay hain jo hamari maa aur behnain hain aun k baray main magar aap ki zaban nay jumbish nahain kee aus waqt aur naimat uncale k baray main haqaiq pay aap chargh paa ho gay ye insaf nahain hai muhtaram e aala

Aur hona ye chaheay k jub koi kisee k baray main kuch bolta hai to sunnay kee jissarat bhe karay jissarat akhbar to aap k afev hai magar phir jissarat bhe karain na bhiya sunnay kee han ger main nay kaheen ikhlaq say girri hoi koi gali doon burra kahoon to aap ko haq hai k chargh paa hon but ye meri fitrat main shamil nahain hai Farooqi bhiya
Salman4u
aap kee baat say to mujahy wo waqia yaad aagaiya hamaray office ke ek N/Q hai jo pakhtton bhai hai hamara magar aus ke ehamdardi MMA say hai ek in hum daftar main baithay hooway thay aapas main baat kar rahay tahy wo hamain chaay day raha thaa hum nay kaah kiya hoowa bhi tumharay qazi nay to mar wa diya aur bhe bouaht kuch bola aus nay jantay hain kia jawab diya Touba karo Salman Sahab aap Allah mains ay mafi mango ye keh kay aus nay apnay moun pay hath lagaya aasman ke etaraf daikha aur kaha Allah main saab ko maaf karna aur mujh say kaha tum nay qazi bola Hazrat e qazi Hussain Ahmed bolo ager sirf qazi bolay ga to Alah main gunah day ga aur maaf nain karay ga aap nay bhe aus he pakhtoon bahi wali baat bol dee k naimat uncale k khilaf zaban kholi to Allah main gunah dain gay bhai ye sub hum nay bardasht kiya hazar topics banay gay Altaf hussain k baray main kia kiya nahain bola main abhi dikha sakta hoon Amir liaquat k khilaf kiya nahain bol agaiya wo bhe dikha doon ? magar hum nay burar nain mana aur aap k naimat uncale jo ek aam insan hain koi bardi buzrug hasti nahain hain aun ko aainda dikhaya to aap burra maan gay
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2009 Invision Power Services, Inc.