hum log abhi kuch mahinay pehlay malaysia main ghounay gaye thay so
kya hoa wahan par ek malay khatoon nay kaha k aap Zoo negara (national zoo ) main bachoun
us ki pics to bad mian share karongi .. waqiye bohut kobsurat aur bara banay hai unhoun nay .. wahan par ghoumtay ghoumtay ek jaga bar arush dekha
abu nay kaha chalo pata nahi kiya hai waha jo itnay log kharay hain
baray photo banaye ja rahay thay .. jab hum qareb aye to hum logoun ki hasi nahi ruking

