| QUOTE (sohani @ Aug 30 2005, 07:51 PM) |
| |
| QUOTE (sohani @ Aug 30 2005, 07:53 PM) |
| is main sharam hoo g tu karey ga na |
| QUOTE (rani aapi @ Aug 31 2005, 07:50 PM) |
| abh to yahi kaho gay na bayzatti jo ho rahai hai larkoun kay qoome ki |
| QUOTE (sohani @ Aug 30 2005, 08:01 PM) |
| shuker hai kah koi tu hai meray defence main |
| QUOTE (bad4u @ Aug 31 2005, 08:15 PM) |
| soch kar bolein agar larka na hota too larkiyoon nay bhe nahi ana tha dunia mein |
| QUOTE (rani aapi @ Aug 31 2005, 08:21 PM) |
| yahan pur sirf mazak ho raha hai |
| QUOTE (bad4u @ Aug 31 2005, 08:22 PM) |
| too mein bhe mazak he kar raha hon mein nay kon sa pakistan kay GST per baat shoro kar de hay |
| QUOTE (sohani @ Aug 31 2005, 11:42 AM) |
| lagta hai tum ne khud ko kabhi sheshay main nahi dekha warna kabhi bhi khud ko ansan na kehtay |
| QUOTE (seemaf @ Aug 31 2005, 06:45 PM) |
| lame excuse |
| QUOTE (elahi @ Sep 1 2005, 10:08 AM) |
| |
| QUOTE (madhosh_ankhain @ Sep 1 2005, 10:17 AM) |
| tu aap ko kis ne kaha k khaooo .... very good haan kya post ki hain aap ne zabardast larko k liyeh ek zor ka thapar hain |
| QUOTE (elahi @ Sep 1 2005, 10:08 AM) |
| |
| QUOTE (elahi @ Sep 1 2005, 10:49 AM) |
| [COLOR=blue]Mein nay To Nahin Khaey. Main nay Tou Un say Poocha Hai. Aik Raaz Ki Baat Bataon Palloo say Bandh lain. Aisay Larkon Ki Qisam Kam Ho Rahi Hai Jo Larkiyon K Peechay aatay hein Kiyon K zamana Ulti chaal Chal Chuka Ab Larkiyaan Larkon K Peechay hein. Lehaza Aisay Larkon Ki Qadar karain jo ab Bhi Purani Rawayaat K Ameen Hain. |
| QUOTE (elahi @ Sep 1 2005, 10:49 AM) |
| [COLOR=blue]Mein nay To Nahin Khaey. Main nay Tou Un say Poocha Hai. Aik Raaz Ki Baat Bataon Palloo say Bandh lain. Aisay Larkon Ki Qisam Kam Ho Rahi Hai Jo Larkiyon K Peechay aatay hein Kiyon K zamana Ulti chaal Chal Chuka Ab Larkiyaan Larkon K Peechay hein. Lehaza Aisay Larkon Ki Qadar karain jo ab Bhi Purani Rawayaat K Ameen Hain. |
| QUOTE (seemaf @ Sep 1 2005, 11:07 AM) |
| "Ham hain naye andaz kyun ho purana" AP bhi un main shamil hain kiya? |
| QUOTE (madhosh_ankhain @ Sep 1 2005, 11:08 AM) |
| |
| QUOTE (N^O^M^I @ Aug 31 2005, 11:56 PM) |
| yeh to ap ki khush fehmi hai |
| QUOTE (elahi @ Sep 1 2005, 11:42 AM) |
| Good. Yani Shana Bashana. Ye Hui naa Baat. |
| QUOTE (Thirsty Sea @ Aug 31 2005, 03:19 PM) |
| |
| QUOTE (sohani @ Aug 31 2005, 11:37 AM) |
| tu tumhain gagha k kiya zarorat hai kuyn kah machchar zameen per nahi rehtay |
| QUOTE (seemaf @ Aug 31 2005, 06:36 PM) |
| Haye bechara mera bhai |
| QUOTE (rani aapi @ Aug 31 2005, 07:45 PM) |
| bayzatti ki baat hai na khud larkuion kay pechay bhaagtay ho aur phir kehtay ho yeh wabaal-e-jaan hain |
| QUOTE (rani aapi @ Aug 31 2005, 08:42 PM) |
| jaoo main nahin baat kar rahi |
| QUOTE (bad4u @ Aug 31 2005, 07:36 PM) |
| chulo koi too reaction daity hein na zaleel hony per but aon ka kaya karein joo zaleel hony per chop ho jate hein baichariyaaan aore jahaan tak hath torny ke bat hay too mein sharat lagata hoon 1 hafta 2 hafftyy 3 hafty 4 haftyy mahina 2 mahiny itna time diya tumhein tum meryy hath toroo kehte ho too apna adress mail adress contact number sab day daita hoon agar itny time mein na toor sakee too woh naam rakh laina joo mein kahoon ga boloo manzoor hay |
| QUOTE (elahi @ Aug 31 2005, 04:26 PM) |
| Ye Haal hai in Larkiyon Ka. Bhala Batao Aik Nay Wah Wah ki aur sab sochay Baghair Wah Wah Kehnay Lagi. Tasveer say Saaf pata Chal Raha Hai K Mausoof Ki Ye Halat Pani Ki Wajah Say nahin balke Kissi Larki ki Wajah say hui Hai. Tou Zahir Hai Jiss Nay Ye Halat Ki Hai, Usi K Peechay Jaey Gaa Naa Wo. Is Main Wah Wah Ki Nahin Baray Hi Afsos Ki Baat Hai. Larkiyon Ko Itna Bewafa nahin Hona Chahye. |
| QUOTE (sohani @ Sep 1 2005, 06:19 PM) |
| chalo kisi bahaney tum ne yeh tu mana kah tum zaleel hoo gay hoo aur jahan tak sawal raha hath tornay ka tuuu meray pass tumhari terha aitna fazool waqt nahi kah main tumhain dhondo aur phir tumhari hath toro wasay bhi tumharey hath tor ker main apnay hath ganday nahi kerna chati |
| QUOTE (raoirfan @ Aug 31 2005, 04:36 PM) |
| bas daikh lain Suhani jee larke kitne baa wafa hain ke aik larki ke peechai kahan tak chalai gai hain. larkiyon ka tu ye haal hai ke zara jaib ko rooka nahe ur larki ne aik ur bande ki talash start kar daini hai. is bande ki consistency daikhain kitni door se aik baiwafa larki kai peechai ja raha hai jiyo mare shahzade |
| QUOTE (sohani @ Sep 1 2005, 06:22 PM) |
| tu ager tumhain us per aitna taras aa raha hai tu khud jaa ker ussay pani kuyn nahi pela detay |
| QUOTE (ilus83 @ Sep 1 2005, 04:06 PM) |
| Allah muaffi mai ne kab kaha wabal-e-jaan hain aur mai larkioon ke peechay bhagta nahi.....walk kar ke jata hoon...ya apni car hai na us pe.......bhag ke kia karna hai...kon sa larki bahgi ja rahi hoti hai./....intazar mai hoti hai ke koi larkaa ayeee |
| QUOTE (bad4u @ Sep 1 2005, 04:39 PM) |
| shukriyaaa |
| QUOTE (bad4u @ Aug 31 2005, 07:38 PM) |
| in tilooon mein tail nahi hay coas yeah hath meryy azmaye howy hein agar nahi yakeen too ho jaein shoroo kion keh hath kangan ko arse kaya |
| QUOTE (elahi @ Sep 1 2005, 11:40 AM) |
| Tauba Kijye. Bhala Koi aqalmand Aa Bail Mujhay Maar K Muhawaray Per Amal Ker Sakta hai? Jab Larkiyaan aap K Peechay hon To aap Ko Kiya parhi Un K Peechay Janay ki. |
| QUOTE (ilus83 @ Sep 1 2005, 04:04 PM) |
| haan na....dekha...kitni dukhi insaan hoon main |
| QUOTE (seemaf @ Sep 3 2005, 06:14 PM) |
| Na Ro mere bhai!!! Tumharey DUKHS ka achhi tarah pata hai mujh ko |
| QUOTE (rani aapi @ Sep 2 2005, 07:09 PM) |
| walk karo yah bagho ya car pur jaoo baat to aik hi hai na larkiaan koi wait nahin kar rahi hotein larkoun ka yeh larkay hi aisaa soch saktay hain |
| QUOTE (seemaf @ Sep 3 2005, 06:08 PM) |
| Haan aqalmand nahin AQALBAND zaroor kartey hain is per amal Kitni khushfehmi hoti hai na LOGON ko |
| QUOTE (sohani @ Aug 30 2005, 12:11 PM) |
|
| QUOTE (ilus83 @ Sep 3 2005, 07:14 PM) |
| mujhe to jo larki milli wait karti hi milli hai...... |
| QUOTE (sohani @ Sep 1 2005, 12:03 PM) |
| YEH KAHO KAH AB KOI JAWAB NAHI RAHA DENAY KAH LIYA |
| QUOTE (elahi @ Aug 31 2005, 04:26 PM) |
| Ye Haal hai in Larkiyon Ka. Bhala Batao Aik Nay Wah Wah ki aur sab sochay Baghair Wah Wah Kehnay Lagi. Tasveer say Saaf pata Chal Raha Hai K Mausoof Ki Ye Halat Pani Ki Wajah Say nahin balke Kissi Larki ki Wajah say hui Hai. Tou Zahir Hai Jiss Nay Ye Halat Ki Hai, Usi K Peechay Jaey Gaa Naa Wo. Is Main Wah Wah Ki Nahin Baray Hi Afsos Ki Baat Hai. Larkiyon Ko Itna Bewafa nahin Hona Chahye. |
| QUOTE (VICKY DAR @ Aug 30 2005, 12:23 PM) |
| iss sa sabit hoota hai keh lerka bawafa nahin hoota |
| QUOTE (sohani @ Aug 30 2005, 12:11 PM) |
|
| QUOTE (ilus83 @ Sep 3 2005, 07:11 PM) |
| bas app kehti hian to chup ho jata hoon warna mera dil blood ke tear roo raha haiii |
| QUOTE (elahi @ Sep 3 2005, 07:46 PM) |
| Mein Apni Baat Nahin Ker Raha. Aajkal K mahole Ko Daikh ker Keh Raha Hoon aur iss main Koi Khush Fehmi Nahin Balke Haqeeqat Hai, Aap Manai'n Ya Na Manai'n. |
| QUOTE (N^O^M^I @ Sep 5 2005, 05:23 PM) |
| wah sir jee wah kya bat kahi hai kafi aqalmand lagte hain ap to yahan to jitne bhi logon ne visit kya sab ne oper oper se dekha leken ap ne ise gehrai se dekha aur iska sahi moral nikala wah |
| QUOTE (seemaf @ Sep 6 2005, 11:02 AM) |
| Waise yeh baat to theek hai ap ki ke aj kal mahol buhat bigar gaya hai aur larka ho ya larki...jis ko bhi moqa mil jaye us ko avail karney se nahin rehta |
| QUOTE (elahi @ Sep 6 2005, 12:16 PM) |
| Moral pasand Aaya, Bahut Shukria Nomi. Wesay Bhi Husn aur Ishaq K iss saray Chakkar Main ishq Hi Khuwaar Huwa hai. |
| QUOTE (elahi @ Sep 6 2005, 11:10 PM) |
| Haqeeqat Pasand Honay Ka Saboot Diya Hai Aap Nay. Very right. |
| QUOTE (seemaf @ Sep 7 2005, 11:01 AM) |
| |
| QUOTE (elahi @ Sep 7 2005, 02:55 PM) |
| Allah! Allah!. Husn Hi Ishq Ki Khawari Ka Bais Banta Hai aur ooper say Usay Khawaar Bhi Kehta Hai. |