Numaan
Sep 5 2005, 12:08 PM
Assalaam o ALaikum
Somedays ago, there was i big hurricane
in America which destroyed a lot of area and
made the people screaming, crying and mourning.
This hurricane ended after seven days.
It made a big loss.
wajahat
Sep 5 2005, 02:48 PM
Qudrat ki taraf sey ek intahi mamoli jawab ,
FarOOqi
Sep 5 2005, 03:35 PM
Assalam-o-alaikum,

wassalaam,
farooqi.
Numaan
Sep 6 2005, 09:23 AM
thanks for the replies
well ye to un per zaab hai hi
laikin kya aap ko ye mehsoos nahin hota k
inke ilaawa jo ghareeb tebqa hai
aisa jinhon nain ghelet kaam nahin kiye
jo un logon k beechh main reh gaye
unkaa kya kasoor tha jo k wehaan pe
apne apne gharon main qaid bahir ki duniya se
na aashna they
yes its a good answer from nature
But the people inside having nothing done wrong
became the victims ......
Abu Adnan
Sep 6 2005, 11:42 AM
| QUOTE (Numaan @ Sep 6 2005, 09:23 AM) |
thanks for the replies
well ye to un per zaab hai hi laikin kya aap ko ye mehsoos nahin hota k inke ilaawa jo ghareeb tebqa hai aisa jinhon nain ghelet kaam nahin kiye jo un logon k beechh main reh gaye unkaa kya kasoor tha jo k wehaan pe apne apne gharon main qaid bahir ki duniya se na aashna they
yes its a good answer from nature But the people inside having nothing done wrong became the victims ...... |
jis basti / mulk maiN Allah k ahkaam ki khullam khulla khelaaf warzee ho rahi ho ... aur wahaan ka taqatwer / hukmraan tabqah insaanouN par zulm o sitam Dha raha ho .... to aisee basti maiN jab azaab aataa hai to sirf zaalimouN par hi naheeN aataa balkay onn logouN ko bhi apni lapaiT maiN lay leta hai ... jo bazahir zulm to nahee kar rahay hotray .... lekin woh zulm hota dekh kar khamosh rahtay haiN aur zulm / zaalimouN k khelaaf oTh khaRay naheeN hotay ... zalim ko zulm say roknay ki koshish nah karna bhi aik zulm hai.
hosakta hai k aap ki samajh maiN ab yeh baat aagayee ho k Allah k azaab aisay logouN ko kiyouN apni lapaiT maiN leta hai... Allah kabhi zulm nahee karta k masoomouN par azaab nazil karday.
Numaan
Sep 8 2005, 08:03 AM
| QUOTE (Abu Adnan @ Sep 6 2005, 11:42 AM) |
jis basti / mulk maiN Allah k ahkaam ki khullam khulla khelaaf warzee ho rahi ho ... aur wahaan ka taqatwer / hukmraan tabqah insaanouN par zulm o sitam Dha raha ho .... to aisee basti maiN jab azaab aataa hai to sirf zaalimouN par hi naheeN aataa balkay onn logouN ko bhi apni lapaiT maiN lay leta hai ... jo bazahir zulm to nahee kar rahay hotray .... lekin woh zulm hota dekh kar khamosh rahtay haiN aur zulm / zaalimouN k khelaaf oTh khaRay naheeN hotay ... zalim ko zulm say roknay ki koshish nah karna bhi aik zulm hai.
hosakta hai k aap ki samajh maiN ab yeh baat aagayee ho k Allah k azaab aisay logouN ko kiyouN apni lapaiT maiN leta hai... Allah kabhi zulm nahee karta k masoomouN par azaab nazil karday. |
sorry i forgot
thanks bro
but
what if it happened in Hazrat Mohammad (SAW) period
what should we do to this incident as an ummi of
Hazrat Mohammad (SAW).....................?
Abu Adnan
Sep 8 2005, 09:08 AM
| QUOTE (Numaan @ Sep 8 2005, 08:03 AM) |
sorry i forgot
thanks bro
but what if it happened in Hazrat Mohammad (SAW) period what should we do to this incident as an ummi of Hazrat Mohammad (SAW).....................? |
baat agar magar ki naheeN hai ... yeh sawal hi fazool hai ... baat aaj ki horahi hai k amerika jaisay super taqat ko aaj yeh bora din kiyoun DEKHNA PARA

AAP NAY KAHA K JO BUSH HAKOOMAT K ISS ZULM MAIn SHAREEK NAH THAY ONPER YEH AZAAB KIYOUn AAYAA to iska jawab day dia gaya hai. seedhee see baat hai k agar kissi sarbarahay khaandaan k ghalat kaamouN ki wajah say oskay ghar par azaab aata hai to iss azaab maiN oskay ghar k degar afraad bhi even masoom vachchay bhi maray jatay hain.
as a ummati hamara yeh farz hai k iss boray waqt maiN onki mada karain .. aur kar rahay hain ... khud pakistan say edhi trust ki imdad wahaan PAHONCH CHUKI HAI. muslim countries bhi maalee imdaad kar rahay hain........... lekin iskay saath saath hamaiN usa awam / hakoomat ko bhi yeh bawar karatay rahna chahiyeh k super power k zoam maiN woh dunya bahar k muslims ka qatlay aam band karday warnah Allah ka azaab issi tarah aataa rahega.
Numaan
Sep 8 2005, 09:17 AM
| QUOTE (Abu Adnan @ Sep 8 2005, 09:08 AM) |
baat agar magar ki naheeN hai ... yeh sawal hi fazool hai ... baat aaj ki horahi hai k amerika jaisay super taqat ko aaj yeh bora din kiyoun DEKHNA PARA

AAP NAY KAHA K JO BUSH HAKOOMAT K ISS ZULM MAIn SHAREEK NAH THAY ONPER YEH AZAAB KIYOUn AAYAA to iska jawab day dia gaya hai. seedhee see baat hai k agar kissi sarbarahay khaandaan k ghalat kaamouN ki wajah say oskay ghar par azaab aata hai to iss azaab maiN oskay ghar k degar afraad bhi even masoom vachchay bhi maray jatay hain.
as a ummati hamara yeh farz hai k iss boray waqt maiN onki mada karain .. aur kar rahay hain ... khud pakistan say edhi trust ki imdad wahaan PAHONCH CHUKI HAI. muslim countries bhi maalee imdaad kar rahay hain........... lekin iskay saath saath hamaiN usa awam / hakoomat ko bhi yeh bawar karatay rahna chahiyeh k super power k zoam maiN woh dunya bahar k muslims ka qatlay aam band karday warnah Allah ka azaab issi tarah aataa rahega. |
ok i understood
now lock it up
thanks
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.