neechay ummat ki news aur BBC ka link hay app log khud sach jhoot daikh aur perh lain .
akhir ummat akhbar jo islam ka lebada pahnay hoye ha itna jhoot kio likhta hay ?
lagta hay Ummat aur us kai chalanay waloon nay hitler aur JI ki policy ko hi apna sab kuch maan lia hay yani
Jhoot bolo aur itni shiddat sai bolo kai wo sach lagnay lagay .
Ummat ki news

BBC ki News ka Link
http://www.bbc.co.uk/urdu/pakistan/story/2...strike_zs.shtml